Hum Tum Kahin Door Nikal Jayen
Ho Chuke Hum Tumhari Mohabbat Mein Gum
1. Ajeeb Dastaan Hai Yeh, Kahan Shuru Kahan Khatam,
Yeh Manzilen Hain Kaunsi, Na Woh Samajh Sake Na Hum,
Film – Dil Apna Aur Preet Parayi
Actors – Meena Kumari, Raj Kumar, Nadira, and Others
2. Chand Jane Kahan Kho Gaya, Tumko Chehre Se Parda Hatana Na Tha,
Chandni Ko Yeh Kya Ho Gaya, Tumko Bhi Is Tarah Muskurana Na Tha,
Film – Main Chup Rahoongi – Actors – Sunil Dutt and Meena Kumari
3. Ab Kya Misal Doon Main Tumhare Shabab Ki,
Insaan Ban Gayi Hai Kiran Mahtaab Ki, Ab Kya Misal Doon,
Film – Aarti – Actors – Pradeep Kumar and Meena Kumari
4. Yahi Hai Woh Saanjh Aur Savera, Yahi Hai Woh Saanjh Aur Savera,
Jiske Liye Tadpe Hum Saara Jeevan Bhar, Yahi Hai Woh Saanjh Aur Savera,
Film – Saanjh Aur Savera – Actors – Guru Dutt and, Meena Kumari
5. Meri Duniya Mein Tum Ayi, Kya Kya Apne Saath Liye,
Tan Ki Chandi, Man Ka Sona, Sapno Wali Raat Liye,
Meri Duniya Mein Tum Ayi,
Film – Heer Ranjha – Actors – Raj Kumar and Priya Rajvansh
6. Hum Jab Simat Ke Apki Bahon Mein Aa Gaye, Lakhon Haseen Khwab,
Nighahon Mein Aa Gaye, Hum Jab Simat Ke Apki Bahon Mein Aa Gaye,
Film – Waqt – Actors – Sunil Dutt and Sadhana
7.Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho, Tumhi Ho Bandu Sakha Tumhi Ho,
Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho, Tumhi Ho Bandu Sakha Tumhi Ho,
Film – Main Chup Rahoongi –
Actors – Sunil Dutt, Meena Kumari, and Master Babloo
8. Tum Jo Hue Mere Humsafar, Raste Badal Gaye, Lakhon Diye,
Mere Pyar Ki Rahon Mein Jal Gaye,
Film – 12 O’Clock – Actors – Guru Dutt and Waheeda Rehman
9. Paan Khaye Saiyan Hamaro, Sanwri Suratiya Honth Lal Lal,
Hai Hai Malmal Ka Kurta, Malamal Ke Kurte Pe chheente Lal Lal,
Paan Khaye Saiyan Hamaro,
Film – Teesri Kasam – Actors – Waheeda Rehman, Raj Kapoor, and Others
10. Khoya Khoya Chand, Khula Asmaan,
Ankhon Mein Sari Raat Jayegi, Tumko Bhi Kaise Need Ayegi,
Khoya Khoya Chand,
Film – Kala Bazar – Actors – Dev Anand and Waheeda Rehman
11. Humne Dekhi Hai Un Ankhon Ki Mahakti Khushboo,
Haath Se Chhoo Ke Ise Rishton Ka Ilzaam Na Do,
Sirf Ehsaas Hai Yeh, Rooh Se Mehsoos Karo,
Pyar Ko Pyar Hi Rahane Do Koi Naam Na Do, Humne Dekhi Hai,
Film – Khamoshi – Actors – Snehlata, Waheeda Rehman, and Rajesh Khanna
12. Yeh Mausam Bheega Bheega Hai,
Hawa Bhi Zyada Zyada Hai, Kyon Na Machlega Dil Mera,
Tumko Paane Ka Irada Hai, Yeh Mausam Bheega Bheega Hai,
Film – Dharti – Actors – Rajendra Kumar and Waheeda Rehman
13. O’ Mere Sanam O’ Mere Sanam, Do Jism Magar Ik Jaan Hain Hum,
Ik Dil Ke Do Armaan Hain Hum, O’ Mere Sanam O’ Mere Sanam,
Film – Sangam – Actors – Raj Kapoor and Vyjayantimala
14. Jahan Main Jati Hoon Vahin Chale Aate Ho,
Chori Chori Mere Dil Mein Samate Ho,
Yeh To Batao Ke Tum, Mere Kaun Ho,
Film – Chori Chori – Actors – Raj Kapoor and Nargis
15. Tumhari Mast Nazar, Gar Idhar Nahin Hoti,
Nashe Mein Chhoor Fiza, Is Qadar Rahin Hoti, Tumhari Mast Nazar
Film – Dil Hi To Hai – Actors – Raj Kapoor and Nutan
16. Jago Mohan Pyare Jago, Jago Mohan Pyare Jago,
Navyug Seenche, Nain Tihare, Jago, Jago Mohan Pyare,
Film – Jaagte Raho – Actors – Nargis, Raj Kapoor, and Others
17. Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Awara,
Jo Khoobsurat Koi Apna, Humsafar Hota, Yeh Dil Na Hota Bechara,
Film – Jewel Thief – Actors -Dev Anand, Tanuja, and Others
18. Ah Maine Kasam Li, Ah Tune Kasam Li, Nahin Honge Juda, Hum,
Ah Maine Kasam Li
Film – Tere Mere Sapne – Actors – Dev Anand and Mumtaz
19. Yaad Kiya Dil Ne Kahan Ho Tum, Jhoomti Bahar Hai Kahan Ho Tum,
Pyar Se Pukar Lo Jahan Ho Tum, Pyar Se Pukar Lo Jahan Ho Tum,
Film – Patita – Actors – Dev Anand and Usha Kiran
20. Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho, Ya Koi Pyar Ka Irada Hai,
Adayen Dil Hi Janta Hi Nahin, Mera Humdum Bhi Kitna Sada Hai
Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho,
Film – Sachcha Jhootha – Actors – Rajesh Khanna, Mumtaz, and Vinod Khanna
21. Roop Tera Mastana, Pyar Mera Deewana, Bhool Koi Humse Na Ho Jaye,
Roop Tera Mastana, Pyar Mera Deewana, Bhool Koi Humse Na Ho Jaye,
Film – Aradhana – Actors – Rajesh Khanna and Sharmila Tagore
22. Ankhon Mein Humne Aap Ke Sapne Sajaye Hain,
Palkein Utha Ke Apne Jadu Jagaye Hain,
Sapna Bhi Aap Hi Hain, Haqeeqat Bhi Aap Hain,
Bas Aap Aap Hi Mujh Mein Samaye Hain,
Film – Thodisi Bewafai – Actors – Rajesh Khanna and Shabana Azmi
23.Hazar Rahen, Mudh Ke Dekhi, Kahin Se Koi Sada Na Ayi,
Badi Wafa Se Nibhayi Tumne, Hamari Thodisi Bewafai
Film – Thodisi Bewafai – Actors – Rajesh Khanna and Shabana Azmi
24.Hume Aur Jeene Ki, Chahat Na Hoti, Agar Tum Na Hote, Agar Tum Na Hote
Film-Agar Tum Na Hote-Actors-Rajesh Khanna and Rekha
25. Karvatein Badlate Rahe, Sari Raat Hum, Apki Kasam, Apki Kasam,
Gham Na Karo Din Judai Ke Bahut Hain Kum, Apki Kasam, Apki Kasam,
Film – Aap Ki Kasam – Actors – Rajesh Khanna and Mumtaz
26.Paas Nahin Aana Door Nahin Jana Tumko Saugandh Hai,
Ki Aaj Mohabbat Bandh Hai,
Film – Aap Ki Kasam – Actors – Rajesh Khanna and Mumtaz
27.Aa Jao Aa Bhi Jao, Humko Na Yun Satao,
Tum Bhi Na Ji Sakoe, Hum Bhi Na Ji Sakenge,
Film – Bandhan – Actors – Rajesh Khanna and Mumtaz
28. Bheegi Bheegi Raton Mein Meethi Meethi Baton Mein, Aisi Barsaton Mein,
Kaisa Lagta Hai, Haan, Aisa Lagta Hai, Tum Banke Badal,
Mere Badan Ko Bigoke, Mujhe, Chhed Rahe Ho, Chhed Rahe Ho
Film – Ajnabee – Actors -Rajesh Khanna and Zeenat Aman
29.O’ Sanam, Tere Ho Gaye Hum, Pyar Mein Tere Kho Gaye Hum,
Mil Gaya Mujhko Ah Sanam, Zindagi Ka Bahana,
Film – Ayi Milan Ki Bela – Actors – Rajendra Kumar and Saira Bano
30. Dhadkane Lage Dil Ke Taron Ki Duniya,
Sanwar Jaye Hum Bekararon Ki Duniya, Jo Tum Muskurado,
Jo Tum Muskurado, Jo Tum Muskurado,
Film – Dhool Ka Phool – Actors – Rajendra Kumar and Mala Sinha
31. Ah Phoolon Ki Rani, Baharon Ki Mallika, Tera Muskurana Gazab Ho Gaya,
Na Dil Hosh Mein Hai, Na Hum Hosh Mein Hain, Nazar Ka Milana, Gazab Ho Gaya,
Ah Phoolon Ki Rani, Baharon Ki Mallika, Tera Muskurana Gazab Ho Gaya.
Film – Arzoo – Actors – Rajendra Kumar and Sadhna.
32. Tum Roothi Raho, Main Manata Rahoon, To In Adaon Pe Aur Pyar Ata Hai
Thode Shikve Bhi Hon, Kuchh Shikayat Bhi Ho, To Maza Jeene Ka Aur Bhi Ata Hai
Film – Aas Ka Panchhi – Actors – Rajendra Kumar and Vyjayantimala
33.Itna Hai Mujhko Pyar Tumse Mere Raazdaar,
Jitne Ke Asmaan Par Taare Hain Beshumar,
Itna Hai Mujhko Pyar Tumse Mere Raazdaar,
Jitne Ke Is Zameen Par Zarre Hain Beshumar,
Itna Hai Mujhko Pyar Tumse Mere Raazdaar,
Film – Suraj – Actors – Rajendra Kumar and Vyjayantimala
34.Mujhko Apne Gale Lagalo Ah Mere Humrahi,
Tumko Kya Batlaoon Main, Ki Tumse Kitna Pyar Hai,
Mujhko Apne Gale Lagalo,
Film – Humrahi – Actors – Rajendra Kumar and Jamuna
35. Dil Dhadak Dhadak Ke Kah Raha Hai Aa Bhi Ja,
Tu Humse Ankh Na Chura, Tujhe Kasam Hai Aa Bhi Ja,
Dil Tadap Tadap Ke De Raha Hai Yeh Sada,
Tumhari Ho Chuki Hoon Main, Tumhare Paas Hoon Sada,
Film – Madhumati – Actors – Dilip Kumar and Vyjayantimala
36. Tumhe Yaad Karte Karte, Jayegi Rain Sari,
Tum Le Gaye Ho Apne, Sang Neend Bhi Hamari,
Film – Amrapali – Actor – Vyjayantimala
37.Mere Paas Aao, Nazar To Milao, Suno To Zara Dhadkane Mere Dil Ki,
Inhi Mein Tumhari Kahani Milegi, Mere Paas Aao, Nazar To Milao,
Film – Sangharsh – Actors – Dilip Kumar and Vyjayantimala
38. Dil Ki Girah Khol Do Chup Na Baitho Koi Geet Gao,
Dil Ki Girah Khol Do Chup Na Baitho Koi Geet Gao,
Mehfil Mein Ab Kaun Hai Ajnabi, Tum Mere Paas Aao,
Dil Ki Girah Khol Do Chup Na Baitho Koi Geet Gao,
Film – Raat Aur Din – Actors – Nargis, Feroz Khan and Others
39. Tu Pyar Ka Sagar Hai, Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ik Boond Ke Pyase Hum,
Teri Ik Boond Ke Pyase Hum, Tu Pyar Ka Sagar Hai, Tu Pyar Ka Sagar Hai,
Film – Seema – Actors – Balraj Sahni, Nutan, Shubha Khote, and Others
40. Raat Ke Humsafar Thak Ke Ghar Ko Chale,
Jhoomti Ja Rahi, Hai Subah Pyar Ki,
Dekh Kar, Samne, Roop Ki Roshni, Phir Luti Ja Rahi, Hai Subah Pyar Ki
Film – An Evening in Paris – Actors – Shammi Kapoor, and Sharmila Tagore
41. Yeh Chand Sa Roshan Chehra, Zulfon Ka Rang Sunahara,
Yeh Jheel Si Neeli Ankhen, Koi Raaz Hai Inmein Gahara,
Tareef Karoon Ka Uski, Jisne Tumhein Banaya
Film – Kashmir Ki Kali –
Actors – Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, and Others
42.Sara Pyar Tumhara Maine Bandh Liya Hai Anchal Mein,
Tere Naye Roop Ki Nayi Ada, Hum Dekha Karenge Pal Pal Mein,
Film – Anand Ashram – Actors – Sharmila Tagore and Uttam Kumar
43. Nain Milakar Chain Churana Kis Ka Hai Yeh Kaam,
Humse Poochho Hum Ko Pata Hai Us Zaalim Ka Naam,
Film – Amne Saamne – Actors – Shashi Kapoor and Sharmila Tagore
44. Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse, Apne Hi Dil Se Poochho Tum,
Jise Dil Diya Hai Woh Tum Ho, Meri Zindagi Tumhari Hai
Film – Dil Tera Deewana – Actors – Shammi Kapoor and Mala Sinha
45. Lal Chhadi Maidan Khadi Kya Khoob Ladi Kya Khoob Ladi
Hum Dil Se Gaye Hai, Hum Dil Se Gaye, Hum Jaan Se Gaye,
Film – Jaanwar – Actors – Shammi Kapoor, Rajshree and Others
46.Yahoo, Yahoo, Chahe Koi Mujhe Junglee Kahe,
Kahne Do JI Kahta Rahe, Hum Pyar Ke Toofano Mein Gire Hain
Hum Kya Karen, Yahoo, Yahoo, Chahe Koi Mujhe Junglee Kahe,
Kahne Do JI Kahta Rahe, Hum Pyar Ke Toofano Mein Gire Hain
Hum Kya Karen,
Film – Junglee – Actors – Shammi Kapoor and Saira Bano
47. Dhoom Machi Dhoom Aaj Ki Raina, Bhor Huye Takk Nache Jawani
Dhoom Machi Dhoom Aaj Ki Raina, Bhor Huye Takk Nache Jawani,
Subah Takk Hum Kahen Ik Kahani, Jhoomti Dhadkano Ki Zubani,
Dhoom Machi Dhoom Aaj Ki Raina, Bhor Huye Takk Nache Jawani,
Film – Kala Patthar – Actors – Neetu Singh, Poonam Dhillon, Shatrughan Sinha,
Rakhee, Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Parveen Bani,
Geeta Siddarth, Satyen Kappu, and Others
48. Bahon Mein Teri Masti Ke Ghere, Masti Ke Ghere,
Sanso Mein Teri, Khushboo Ke Dere, Khushboo Ke Dere,
Masti Ke Gheron Mein, Khushboo Ke, Dheron Mein, Hum Khoye Jaate Hain,
Bahon Mein Teri Masti Ke Ghere, Masti Ke Ghere,
Sanso Mein Teri, Khushboo Ke Dere, Khushboo Ke Dere,
Masti Ke Gheron Mein, Khushboo Ke Dheron Mein, Hum Khoye Jaate Hain
Film – Kala Patthar – Actors – Shashi Kapoor and Parveen Babi
49. Humko Hameen Se Churalo, Dil Mein Kahin Tum Chhupa Lo,
Humko Hameen Se Churalo, Dil Mein Kahin Tum Chhupa Lo,
Hum Akele Kho Na Jayen, Door Tumse Ho Na Jeyen,
Paas Ao Gale Se laga Lo,
Film – Mohabbatein – Actors – Shahrukh Khan and Aishwarya Rai,
50. Jati Hoon Main, Jaldi Hai Kya
Dhadke Jiya, Woh Kyon Bhala,
Khud Se Darne Lagi Hoon, Main Pyar Karne Lagi Hoon,
Khud Se Jo itna Darogi, Tum Pyar Kaise Karogi
Jati Hoon Main, Jaldi Hai Kya
Dhadke Jiya, Woh Kyon Bhala,
Film – Karan Arjun – Actors – Shah Rukh Khan and Kajol
51.Ghode Jaisi Chaal, Hathi Jaisi Dumm, O Sawan Raja Kahan Se Aye Tum,
Film-Dil To Pagal Hai
Actors-Shah Rukh Khan-Madhuri Dixit-Karishma Kapoor and Others
52. Kab Tak Chup Baithen Ab To Kuchh Hai Bolna,
Kuchh Tum Bolo, Kuchh Hum Bolen, O’Dolna,
Film – Dil To Pagal Hai – Actors – Shahrukh Khan and Madhuri Dixit
53. Kar Chale Hum Fida Jaan-O-Tan Sathiyo,
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyon,
Film – Haqeeqat – Background Song with Many Actors
54. Chand Sitare Phool Aur Khushboo, Yeh To Sare Purane Hain,
Taza Taza Kali Khili Hai, Hum Uske Deewane Hain
Film – Kaho Na Pyar Hai – Actors – Hrithik Roshan, Ameesha Patel, and Others
55. Chand Raat Tum Ho Saath, Kya Karen Ke Ab To Dil Machal Machal Gaya
Film – Half Ticket – Actors – Madhubala and Kishore Kumar
56. Main Sitaron Ka Tarana, Main Baharon Ka Khazana, Lekar Ik Angdayi,
Mujhpe Daal Nazar Ban Jha Deewana, Roop Ka Tum Ho Khazana,
Tum Ho Meri Jaan Ye Mana, Lekin Pahle De Do Mera Paanch Rupaiya Barah Aana,
Paanch Rupaiya, Barah Aana, Marega Bhaiya, Na Na Na.
Film – Chalti Ka Naam Gadi – Actors – Kishore Kumar and Madhubala
57. Meri Neendon Mein Tum, Mere Khwabon Mein Tum,
Ho Chuke Hum Tumhari Mohabbat Mein Gum,
Man Ki Beena Ki Dhun, Tu Balam Aaj Sun,
Meri Nazron Ne Tujhko Liya Aaj Chun,
Meri Neendon Mein Tum, Mere Khwabon Mein Tum,
Film – Naya Andaaz – Actors – Kishore Kumar and Meena Kumari
58.Hum Dil De Chuke Sanam, Tere Ho Gaye Hain Hum, Teri Kasam
Hum Dil De Chuke Sanam, Tere Ho Gaye Hain Hum, Teri Kasam
Film – Hum Dil de Chuke Sanam
Actors – Ajay Devgan – Aishwarya Rai Bachchan.
59. Dil Ke Armaan Ansuon Mein Beh Gaye,
Dil Ke Armaan Ansuon Mein Beh Gaye,
Hum Wafa Karke Bhi Tanha Reh Gaye,
Dil Ke Armaan Ansuon Mein Beh Gaye
Film – Nikaah – Actor – Salma Agha
60.Kate Nahin Katate Din Yeh Raat, Kahni Thi Tumse Jo Dil Ki Baat
Woh Aaj Main Kahti Hoon, I Love You, I Love You, I Love You, I Love You
Film – Mr. India – Actors – Anil Kapoor and Sridevi
61. Kabhie Main Kahoon, Kabhi Tum Kaho, Ke Main Tumhe Yeh Dil De Diya
Film – Lamhe – Actors – Anil Kapoor and Sridevi
62.Mujhe Tum Yaad Karna Aur Mujhko Yaad Ana Tum,
Main Jaldi Laut Ke Aunga, Yeh Mat Bhool Jana Tum
Mujhe Tum Yaad Karna Aur Mujhko Yaad Ana Tum,
Film – Mashaal – Actors – Anil Kapoor and Rati Agnihotri
63. Tumse Milke, Aisa Laga Tumse Milke, Arman Hue Poore Dil Ke,
Ah Meri Jane Wafa, Teri Meri Teri Meri Ik Jaan Hai,
Saath Tere Rahenge Sada, Apna Ye Waada Raha, Milke Na Honge Juda
Film – Parinda – Actors – Anil Kapoor and Madhuri Dixit
64.Raat Kali Ik Khwab Mein Ayi, Aur Gale Ka Haar Hui,
Subah-O Ko Jab Hum Neend Se Jage, Ankh Unhi Se Chaar Hui
Raat Kali Ik Khwab Mein Ayi, Aur Gale Ka Haar Hui,
Film – Buddha Mil Gaya – Actors – Navin Nischal and Archana
65. Hum Bane, Tum Bane Ik Dooje Ke Liye, Usko Kasam Lage,
Jo Bichhadke Ik Pal Bhi Jiye
Film – Ek Duje Ke Liye – Actors – Kamal Haasan and Rati Agnihotri
66. Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge, Ek Naya Itihaas Banayenge,
Aur Agar Hum Na Mil Paayen To, Phir Bhi Ek Naya Itihaas Banayenge
Film – Ek Duje Ke Liye – Actors – Kamal Haasan and Rati Agnihotri
67. Mausam Ka Taqaza Hai, Hum Toot Ke Pyar Karen,
Duniya Wale, Chahe Ikraar Haren, Chahe Inkaar Karen
Film – Andha Kanoon – Actors – Rajnikant and Reena Roy
68 Akhiyon Ke Jharokhon Se, Maine Dekha Jo Sanware, Tum Door Nazar Aye,
Badi Door Nazar Aye, Band Kar Ke Jharokhon Ko, Zara Baithi Jo Sochne,
Mann Mein Tumhi Muskaye, Mann Mein Tumhi Muskaye
Film – Akhiyon Ke Jharokhon Se – Actors – Sachin and Ranjeeta
69.Gum Hain Kisike Pyar Mein Dil Subah Shaam,
Par Tumhe Likh Nahin Paoon Main Uska Naam Hai Raam, Hai Raam
Film – Rampur Ka Laxman – Actors – Randhir Kapoor – Rekha
70. Gulmohar Gar Tumhara Naam Hota,
Mausam-E Gul Ko Manana Bhi Hamara Kaam Hota,
Gul-Mohar Gar Tumhara Naam Hota.
Film – Devta –
Actors – Rakesh Roshan, Sarika, Shabana Azmi and Danny Danzongpa.
71.Mana Teri Nazar Mein, Tera Pyar Hum Nahin, Kaise Kahen Ke Tere,
Talabgar Hum Nahin, Mana Teri Nazar Mein, Tera Pyar Hum Nahin,
Film – Ahista Ahista – Actors – Kunal Kapoor and Padmini Kolhapure
72.Chand Si Mehbooba Ho Meri Kab Aisa Maine Socha Tha,
Haan Tum Bilkul Vaisi Hi Ho, Jaisa Maine Socha Tha
Film – Himalay Ki God Mein – Actors – Manoj Kumar and Mala Sinha
73. Tumhari Nazar Kyon Khafa Ho Gayi, Khata Baksh Do, Gar Khata Ho Gayi,
Hamara Irada To Kuchh Bhi Na Tha, Tumhari Khata, Khud Saza Ho Gayi,
Tumhari Nazar Kyon Khafa Ho Gayi, Khata Baksh Do, Gar Khata Ho Gayi,
Film – Do Kaliyaan – Actors – Biswajit and Mala Sinha
74.Hum Ko Man Ki Shakti Dena, Man Vijay Karen,
Doosaron Ki Jai Se Pahale, Khud Ko Jai Karen
Film – Guddi – Actors – Jaya Bhaduri, Lalita Kumari and others
75. Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas, Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas,
Koi Rehta Hai, Woh Ho Tum, Tum, Tum, Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas,
Film – Ashiqui- Actors – Rahul Roy and Anu Agarwal
76.Sochenge Tumhe Pyar Karen Ke Nahin, Yeh Dil Bekarar, Karen Ke Nahin,
Film – Deewana – Rishi Kapoor, Divya Bharti, and Others
77. Humne Tumko Dekha, Tumne Humko Dekha, Aise,
Hum Tum Sanam, Saton Janam, Milte Rahe Ho Jaise,
Film – Khel Khel Mein – Actors – Rishi Kapoor, Neetu Singh, and Others
78. Jaan Meri Rooth Gayi, Mane Na Hum Se, Afat Mein Pad Gayi Jaan
Film – Doosra Admi – Actors – Rishi Kapoor and Neetu Singh
79. Kya Mausam Hai, Ah Deewane Dil, Chal Kahin Door Nikal Jayen
Koi Humdum Hai, Chahat Ke Qabil, To Kisliye Hum Sambhal Jayen,
Chal Kahin Door Nikal Jayen, Chal Kahin Door Nikal Jayen
Film – Doosra Admi – Actors – Rishi Kapoor and Rakhee
80. Hum Tum Ik Kamre Mein Bandh Hon, Aur Chabi Kho Jaye,
Tere Naino Ki Bhool Bhulaiya Mein, Bobby Kho Jaye,
Hum Tum Ik Kamre Mein Bandh Hon, Aur Chabi Kho Jaye,
Film – Bobby – Actors – Rishi Kapoor and Dimple Kapadia
81.Pari Ho Asmani Tum, Magar Tumko To Paana Hai, Pari Ho Asmani Tum,
Magar Tumko To Paana Hai, Mohabbat Kaise Karte Hai,
Mohabbat Kaise Karte Hai, Zamane Ko Dikhna Hai, Zamane Ko Dikhna Hai,
Film – Zamane Ko Dikhna Hai
Actors – Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Simple Kapadia, and Others
82. Tere Chehre Se, Tere Chehre Se, Nazar Nahin Hatati, Nazare Hun Kya Dekhen,
Nazare Hum Kya Dekhen, Tujhse Milke Bhi, Tujhse Milke Bhi, Pyas Nahin Ghatati,
Nazare Hum Kya Dekhen, Nazare Hum Kya Dekhen,
Film – Kabhi Kabhie – Actors Rishi Kapoor and Neetu Singh
83. Hai Agar Dushman, Dushman, Zamana Gham Nahin, Gham Nahin,
Koi Aye, Koi, Hum Kisise Kum Nahin, Kum Nahin, Hai Agar Dushman, Dushman,
Film – Hum Kisise Kum Nahin –
Actors – Rishi Kapoor, Zeenat Aman, and Others
84. Humko Yo Yaara Teri Yari, Jaan Se Pyari, Tu Chahe Chhod De,
Tujhko Deewana Kaise Chhod De, Kaise Chhod De
Film – Hum Kisise Kum Nahin-Actors – Rishi Kapoor, and Kajal Kiron
85..Hoga Tumsa Pyara Kaun, Humko To Tumse Hai He Kanchi,
Are Baba, He Kanchi, Pyar,
Film – Zamane Ko Dikhana Hai –
Actors – Rishi Kapoor and Padmini Kolhapure
86. He-Tumne Kabhie Kisise Pyar Kiya- (Audience Chorus)-Kiya
Tumne Kabhie Kisiko Dil Diya(Audience Chorus)-Diya
Maine Bhi Diya
La, La, La, La, La, La, La, La- 4 Times
Meri Umar Ke Naujawano, Dil Na Lagana O’ Deewano,
Maine, Pyar Karke, Chain Khoya, Need Khoyi,
Jhooth To Kehta Nahin Hain, Kehte Nahin Hai, Log Koi,
Pyar Se Badke Nahin Hai, Badke Nahin Hai Rog Koi,
Chalta Nahin Hai Dil Deke Yaro Iss Dil Pe Zor Koi
Chalta Nahin Hai Dil Deke Yaro Iss Dil Pe Zor Koi
Is Rog Ka Nahin Hai Ilaaj Duniya Mein Aur Koi
To Gao-Om Shanti Om, Shanti Shanti OM,
Om Shanti Om, Shanti Shanti OM
Film – Karz – Actors – Rishi Kapoor, Tina Munim and Others
(Image: Google Images)