“Tum Jo Hue Mere Humsafar”-Appreciation Songs
“Mera Antar Ik Mandir Hai Tera, O’Piya”
Haseen is a Feminine Word, mainly used for the beauty of women, nature,
and other beautiful elements. It has been less used for describing handsome men,
“Chhabeela” and “Khoobsurat” are the words used for a man who has good facial features,
and masculine physic, there are many songs wherein a woman has praised and admired
the handsomeness and nature of her lover/husband/partner, and friend.
If the man is kind, good-natured, wise, and compassionate, his handsomeness becomes a
secondary thing.
Some Haseen songs for the readers, where a wife or a girlfriend is appreciating qualities of her man.
1. Tumhi Mere Mandir, Tumhi Merii Pooja,
Tumhi Devta Ho, Tumhi Devta Ho,
Koi Meri Ankhon Se Dekhe To Samjhe,
Ki Tum Mere Kya Ho, Ki Tum Mere Kya Ho,
Film – Khandaan – Actors – Nutan and Sunil Dutt
2. Tumhari Mast Nazar, Gar Idhar Nahin Hoti,
Nashe Mein Chhoor Fiza, Is Qadar Rahin Hoti,
Tumhari Mast Nazar
Film – Dil Hi To Hai – Actors – Nutan and Raj Kapoor
3. Apne Apna Banaya, Meherbani Apki, Meherbani Apki,
Hum To Is Kabil Na The, Hai Qadardaani Aapki,
Meherbani Apki, Meherbani Apki, Apne Apna Banaya,
Film – Dulhan Ek Raat Ki – Actors – Nutan and Dharmendra
4. Unki Pehli Nazar Kya Asar Kar Gayi,
Mujhko Kya Ho Gaya Hai Khuda Jane,
Ek Bijli Giri Aur Main Marr Gayi,
Mujhko Kya Ho Gaya Hai Khuda Jane,
Unki Pehli Nazar Kya Asar Kar Gayi,
Film – April Phool – Actors – Saira Bano and Biswajit
5. Unse Mili Nazar Ke Mere Hosh Udh Gaye,
Aisa Hua Asar, Aisa Hua Asar,
Aisa Hua Asar, Ke Mere Hosh Udh Gaye,
Unse Mili Nazar Ke Mere Hosh Udh Gaye,
Film – Jhuk Gaya Asmaan – Actors – Saira Bano and Rajendra Kumar
6. O’ Sanam, Tere Ho Gaye Hum,
Pyar Mein Tere Kho Gaye Hum,
Mil Gaya Mujhko Ah Sanam, Zindagi Ka Bahana,
O’ Sanam, Tere Ho Gaye Hum,
Film – Ayi Milan Ki Bela – Actors – Saira Bano and Rajendra Kumar
7. Ehsaan Tera Hoga Mujhpar,
Dil Chahta Hai Woh Kahane Do,
Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai,
Mujhe Palkon Ki Chhaon Mein Rahane Do,
Ehsaan Tera Hoga Mujhpar,
Film – Junglee – Actors – Saira Bano and Shammi Kapoor
8. Tasveer Teri Dil Mein, Jis Din Se Utari Hai,
Phiroon Tujhe Sang Leke, Naye Naye Rang Leke,
Sapno Ki Mehfil Mein, Tasveer Teri Dil Mein,
Jis Din Se Utari Hai, Phiroon Tujhe Sang Leke,
Naye Naye Rang Leke, Sapno Ki Mehfil Mein,
Film – Maya – Actors – Mala Sinha and Dev Anand
9. Aap Ki Nazron Ne Samjha Pyar Ke Kabil Mujhe,
Dil Ki Ah Dhadkan, Thahar Ja, Mil Gayi Manzil Mujhe,
Apki Nazron Ne Samjha
Film – Anpadh – Actors – Mala Sinha and Dharmendra
10. Dhadkane Lage Dil Ke Taron Ki Duniya,
Sanwar Jaye Hum Bekararon Ki Duniya,
Jo Tum Muskurado, Jo Tum Muskurado, Jo Tum Muskurado,
Film – Dhool Ka Phool – Actors – Mala Sinha and Rajendra Kumar
11. Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse, Apne Hi Dil Se Poochho Tum,
Jise Dil Diya Hai Woh Tum Ho, Meri Zindagi Tumhari Hai
Film – Dil Tera Deewana – Actors – Mala Sinha and Shammi Kapoor
12. Akhiyon Ke Jharokhon Se, Maine Dekha Jo Sanware,
Tum Door Nazar Aye, Badi Door Nazar Aye,
Band Kar Ke Jharokhon Ko, Zara Baithi Jo Sochne,
Mann Mein Tumhi Muskaye, Mann Mein Tumhi Muskaye
Film – Akhiyon Ke Jharokhon Se – Actors – Ranjeeta and Sachin
13. Pyar Hua Hai Jab Se, Mujhko Nahin Chain Ata,
Chhup Ke Nazar Se Bhi Tu, Dil Se Nahin Jata,
Are, Pyar Hua Hai Jab Se, Mujhko Nahin Chain Ata,
Chhup Ke Nazar Se Bhi Tu, Dil Se Nahin Jata,
Film – Abhilasha – Actors – Nanda and Sanjay Khan
14. Mana Teri Nazar Mein, Tera Pyar Hum Nahin,
Kaise Kahen Ke Tere, Talabgar Hum Nahin,
Mana Teri Nazar Mein, Tera Pyar Hum Nahin,
Film – Ahista Ahista – Actors – Padmini Kolhapure and Kunal Kapoor
15. Paan Khaye Saiyan Hamaro, Sanwri Suratiya Honth Lal Lal,
Hai Hai Malmal Ka Kurta, Malmal Ke Kurte Pe Chheente Lal Lal,
Paan Khaye Saiyan Hamaro,
Film – Teesri Kasam – Actors – Waheeda Rehman, Raj Kapoor, and Others
16. Mere Paas Aao, Nazar To Milao,
Suno To Zara Dhadkane Mere Dil Ki,
Inhi Mein Tumhari Kahani Milegi,
Mere Paas Aao, Nazar To Milao,
Film – Sangharsh – Actors – Vyjayantimala and Dilip Kumar
17. Tumhe Yaad Karte Karte, Jayegi Rain Sari,
Tum Le Gaye Ho Apne, Sang Neend Bhi Hamari,
Film – Amrapali – Actor – Vyjayantimala
18. Itna Hai Mujhko Pyar Tumse Mere Raazdaar,
Jitne Ke Asmaan Par Taare Hain Beshumar,
Itna Hai Mujhko Pyar Tumse Mere Raazdaar,
Jitne Ke Is Zameen Par Zarre Hain Beshumar,
Itna Hai Mujhko Pyar Tumse Mere Raazdaar,
Film – Suraj – Actors – Vyjayantimala and Rajendra Kumar
19. Jaan-E-Mann Ik Nazar Dekhle, Tere Sadque Idhar Dekhle
Film – Mere Mehboob –
Actors – Rajendra Kumar, Sadhana, Ameeta, and Others
20. Mere Mehboob Mein Kya Nahin, Kya Nahin,
Mere Mehboob Mein Kya Nahin,
Woh To Lakhon Mein Hai Ik Haseen ,
Woh To Lakhon Mein Hai Ik Haseen ,
Mere Mehboob Mein Kya Nahin,
Film – Mere Mehboob –
Actors – Rajendra Kumar, Sadhana, Ameeta, and Others
21. Shokh Nazar Ki Bijliyaan, Dil Pe Mere Giraye Ja,
Mera Na Tu Kuchh Khayal Kar, Tu Yunhi, Muskuraye Ja
Shokh Nazar Ki Bijliyaan,
Film – Woh Kaun Thi – Actors – Parveen Chaudhary and Manoj Kumar
22. Humne Dekhi Hai Un Ankhon Ki Mahakti Khushboo,
Haath Se Chhoo Ke Ise Rishton Ka Ilzaam Na Do,
Sirf Ehsaas Hai Yeh, Rooh Se Mehsoos Karo,
Pyar Ko Pyar Hi Rahane Do Koi Naam Na Do, Humne Dekhi Hai,
Film – Khamoshi –
Actors – Snehlata, Waheeda Rehman, and Rajesh Khanna
23. Mujhko Apne Gale Lagalo Ah Mere Humrahi,
Tumko Kya Batlaoon Main, Ki Tumse Kitna Pyar Hai,
Mujhko Apne Gale Lagalo,
Film – Humrahi – Actors – Jamuna and Rajendra Kumar
24. Humko Hameen Se Churalo, Dil Mein Kahin Tum Chhupa Lo,
Humko Hameen Se Churalo, Dil Mein Kahin Tum Chhupa Lo,
Hum Akele Kho Na Jayen, Door Tumse Ho Na Jeyen,
Paas Ao Gale Se laga Lo,
Film – Mohabbatein –
Actors – Aishwarya Rai Bachchan and Shahrukh Khan
25. Hum Dil De Chuke Sanam, Tere Ho Gaye Hain Hum, Teri Kasam
Hum Dil De Chuke Sanam, Tere Ho Gaye Hain Hum, Teri Kasam
Film – Hum Dil de Chuke Sanam
Actors – Aishwarya Rai Bachchan and Ajay Devgan
26. Jeevan Ke Har Mod Par, Mil Jayenge Humsafar,
Jo Door Takk Saath De, Doonde Usi Ko Nazar,
Jeevan Ke Har Mod Par, Mil Jayenge Humsafar,
Jo Door Takk Saath De, Doonde Usi Ko Nazar,
Tu Wohi Hai Jisko Doonde,
Meri Yeh Do Nigahen
Film – Jootha Kahin Ka –
Actors – Neetu Singh, Rishi Kapoor, Rakesh Roshan, and Others
27. Yeh Ladka Hai Allah Kaisa Hai Deewana,
Kitna Mushkil Hai Tauba Isko Samjhana,
Ke Dheere Dheere Bekarar Hota Hai,
Hote, Hote, Hote, Pyar Hota Hai
Film – Hum Kisise Kum Nahin – Actors – Kajal Kirron and Tariq
28. Tum Mere Swami, Main Tumhari Dasi,
Tum Bin Na Rah Sakoongi Piya,
Ghar Ki Pooja Karoongi Piya,
Ghar Ko Mandir Kahoongi Piya
Film – Kamchor – Actors – Jaya Prada and Rakesh Roshan
29. Yeh Ankhen Dekhkar Hum Sari Duniya Bhool Jaate Hain,
Yeh Ankhen Dekhkar Hum Sari Duniya Bhool Jaate Hain,
Inhein Paane Ki Dhun Mein Har Tamanna Bhool Jaate Hain,
Yeh Ankhen Dekhkar Hum Sari Duniya Bhool Jaate Hain,
Film – Dhanwaan – Actors – Reena Roy and Rakesh Roshan
30. Tum Jo Chale Gaye To, Hogi Badi Kharabi,
Tumhein Dil Mein Bandh Kar Loon, Dariya Mein Phenk Doon Chabi,
Tumhein Dil Mein Bandh Kar Loon, Dariya Mein Phenk Doon Chabi,
Film – Aas Paas – Actors – Hema Malini and Dharmendra
31. Dil Mein Tujhe Bithake, Kar Loongi Main Band Ankhen,
Pooja Karoongi Teri, Hoke Rahoongi Teri,
Film – Fakira – Actors – Shabana Azmi and Shashi Kapoor
32. Tum Jo Hue Mere Humsafar Raste Badal Gaye,
Lakhon Deeye Mere Pyar Ki Raahon Mein Jal Gaye
Film – 12 O’Clock – Actors – Waheeda Rehman and Guru Dutt
33. Mera Antar Ik Mandir Hai Tera, Hai Tera,
Piya Mera Jeevan Teri Pooja
Film – Tere Mere Sapne – Actors – Dev Anand and Mumtaz
(Pin courtesy Canva)