55 “Ye” Word Antakshari Songs In English
“Ye Raatein Nayi Purani Kahati Hain Koi Kahani”
1. Ye Zindagi Ke Mele, Ye Zindagi Ke Mele,
Duniya Mein Kum Na Honge, Afsos Hum Na Honge,
Ye Zindagi Ke Mele,
Film – Mela (Released 1948)
Actors – Dilip Kumar, Nargis, and Others
2. Ye Hawa Ye Chandni Ye Raat,
Teri Har Ada Pe Nisar Hai,
Mujhe Kyon Naa Ho Teri Aarzoo,
Teri Justaju Mein Bahar Hai
Ye Hawa Ye Raat Ye Chandni,
Film – Sangdil (Released 1952)
Actors – Dilip Kumar and Madhubala
3. Ye Raat Ye Chandni Phir Kahan,
Sun Ja Dil Ki Dastaan,
Chandni Raaten, Pyar Ki Baaten,
Kho Gayi Jane Kahan,
Ye Raat Ye Chandni Phir Kahan,
Sun Ja Dil Ki Dastaan,
Film – Jaal (Released 1952)
Actors – Dev Anand, and Geeta Bali
4. Ye Zindagi Usiki Hai, Jo Kisika Ho Gaya,
Pyar Hi Mein Kho Gaya, Ye Zindagi Usiki Hai
Film – Anarkali (Released 1953)
Actors – Beena Rai and Pradeep Kumar
5. Ye Lo Main Hari Piya, Hui Teri Jeet Re,
Kahe Ka Jhagadaa Baalam Nai Nai Preet Re,
Ye Lo Main Hari Piya,
Film – Aar Paar (Released 1954)
Actors – Guru Dutt and Shyama
6. Ye Na Thi Hamari Kismat,
KeVisaale-Yaar Hota,
Agar Aur Jeete Rahate,
Yahi Intezaar Hota,
Ye Na Thi Hamari Kismat,
Film – Mirza Gaalib (Released 1954)
Actors – Suraiya and Bharat Bhushan
7. Ye Raat Bheegi Bheegi, Ye Mast Fizayen,
Utha Dheere Dheere Woh Chand Pyara Pyara
Kyon Aag Si Lagake, Gumsum Hai Chandni,
Sone Bhi Nahin Deta, Mausam Ka Ye Ishara,
Film – Chori Chori (Released 1956)
Actors – Raj Kapoor, and Nargis.
8. Ye Mahalon Ye Takhton Ye Taajon Ki Duniya,
Ye Insaan Ke Dushman Samajon Ki Duniya,
Ye Daulat Ke Bhookhe Ravajon Ki Duniya,
Ye Duniya Agar Mil Bhi Jaaye To Kya Hai
Film – Pyasa (Released 1957)
Actors – Guru Dutt, Waheeda Rehman,
Kumkum, Rehman, and Others
9. Ye Desh Hai Veer Jawano Ka,
Albelon Ka, Mastano Ka,
Is Desh Ka Yaaron Kya Kahana,
Ye Desh Hai Duniya Ka Gahana,
Film – Naya Daur (Released 1957)
Actors – Dilip Kumar, Ajit, and Others
10. Ye Hasrat Thi Ki,
Is Duniya Mein Bas Do Kaam Kar Jaate,
Tumhari Yaad Mein Jeete,
Tumhare Gham Mein Mar Jaate,
Ye Hasrat Thi Ki,
Is Duniya Mein Bas Do Kaam Kar Jaate,
Film – Nausher-Wane-Adil (Released 1957)
Actors – Raj Kumar and Mala Sinha
11. Ye Raaten Ye Mausam,
Nadi Ka Kinara, Ye Chanchal Hawa,
Kaha Do Dilon Ne,
Ke Milkar Kabhi Hum Na Honge Juda,
Ye Raaten Ye Mausam,
Nadi Ka Kinara, Ye Chanchal Hawa,
Film – Dilli Ka Thug (Released 1958)
Actors – Kishore Kumar and Nutan
12. Ye Mera Deewanapan Hai,
Ya Mohabbat Ka Suroor,
Ye Mera Deewanapan Hai,
Ya Mohabbat Ka Suroor,
Tu Naa Pehchane To Hai Ye,
Teri Nazron Ka Kusoor,
Ye Mera Deewanapan Hai,
Film – Yahudi (Released 1958)
Actors – Dilip Kumar and Meena Kumari
13. Ye Dil Ki Lagi Kam Kya Hogi,
Ye Ishq Bhala Kam Kya Hoga,
Jab Raat Hai Aisi Matwali,
Phir Subah Ka Aalam Kya Hoga,
Phir Subah Ka Alam Kya Hoga.
Film – Mughal-E-Azam (Released 1960)
Actors – Nigar Sultana, Dilip Kumar,
Madhubala and Others
14. Ye Ankhen Uff Yumma,
Ye Soorat Uff Yumma,
Pyar Kyon Na Hoga,
Ye Adayen Uff Yumma,
Ye Mausam Uff Yumma,
Ye Dhadkan Uff Yumma,
Kaise Dil Ko Rokoon,
Koi Thame, Uff Yumma,
Film – Jab Pyar Kisise Hota Hai (Released 1961)
Actors – Dev Anand Aur Asha Parekh
15. Ye Mausam Rangeen Sama,
Thahar Zara O’Jaan-E-Jaan,
Tera Mera Mera Tera Pyar Hai,
To Phir Kaisa Sharmana,
Ruk To Main Jaoon Jaan-E-Jaan,
Mujhko Hai Inkaar Kahan,
Tera Mera, Mera Tera Pyar Sanam,
Na Ban Jaye Afsana,
Film- Modern Girl (Released 1961)
Actors – Pradeep Kumar and Sayeeda Khan
16. Ye To Kaho Kaun Ho Tum, Kaun Ho Tum,
Mujhse Poochhe Bina Dil Mein Aane Lage,
Mujhse Poochhe Bina Dil Mein Aane Lage,
Ye To Kaho Kaun Ho Tum, Kaun Ho Tum,
Meethi Nazaron Se Bijlee Girane Lage,
Meethi Nazaron Se Bijlee Girane Lage,
Ye To Kaho Kaun Ho Tum, Kaun Ho Tum,
Film – Ashiq (Released 1962)
Actors – Raj Kapoor and Padmini
17. Ye Ansoo Mere Dil Ki Zubaan Hain,
Ye Ansoo Mere Dil Ki Zubaan Hain,
Main Ro Doon To Ro Dein Ansoo,
Main Hans Doon To Hans Dein Ansoo,
Ye Ansoo Mere Dil Ki Zubaan Hain,
Film – Humrahi (Released 1963)
Actors-Rajendra Kumar and Jamuna
18. Ye Khamoshiyan Ye Tanhaiyaan,
Mohabbat Ki Duniya Hai, Kitni Jawan,
Ye Khamoshiyan Ye Tanhaiyaan,
Mohabbat Ki Duniya Hai, Kitni Jawan,
Film -Ye Raste Hain Pyar Ke (Released 1963)
Actors-Sunil Dutt and Leela Naidu
19. Ye Jhuke Jhuke Naina, Ya Lat Balkhati,
To Dil Kyon Na Mera, Deewana Ho Tera,
Ye Jhuke Jhuke Naina,
Film – Bharosa (Released 1963)
Actors – Guru Dutt and Asha Parekh
20. Ye Waadiyan, Ye Fizayen,
Bula Rahi Hain Tumhein,
Khamoshiyon Ki Sadayein,
Bula Rahi Hain Tumhein
Ye Waadiyan, Ye Fizayen,
Bula Rahi Hain Tumhein,
Film – Aaj Aur Kal (Released 1963)
Actors – Sunil Dutt and Nanda
21. Ye Chand Sa Roshan Chehra,
Zulfon Ka Rang Sunahara,
Ye Jheel Si Neeli Ankhen,
Koi Raaz Hai Inmein Gahara,
Tareef Karoon Ka Uski,
Jisne Tumhein Banaya
Film – Kashmir Ki Kali (Released 1964)
Actors – Shammi Kapoor, Sharmila Tagore and Others
22. Ye Nayan Dare Dare,
Ye Jaam Bhare Bhare,
Zara Peene Do, Kal Ki Kisko Khabar,
Ik Raat Hoke Nidar, Mujhe Jeene Do,
Ye Nayan Dare Dare
Film – Kohra (Released 1964)
Actors – Biswajeet and Waheeda Rehman
23. Ye Teri Saadgi, Ye Tera Baankpan,
Ye Teri Saadgi, Ye Tera Baankpan,
Jaane-Bahar, Jaane Chaman,
Hai, Tauba Shikan, Tauba Shikan, Tauba Shikan,
Film – Shabnam (Released 1964)
Actors – Mehmood and Vijaya Laxmi
24. Ye Zulf Agar Khulke Bikhar Jaye To Achchha,
Is Raat Ki Taqdeer Sanwar Jaye To Achchha,
Ye Zulf Agar Khulke Bikhar Jaye To Achchha,
Film – Kaajal (Released 1965)
Actors – Rajkumar and Helen
25. Ye Sama, Sama Hai Ye Pyar Ka,
Kisi Ke Intezaar Ka,
Dil Na Chura Le Kahin Mera,
Mausam Bahar Ka, Ye Sama,
Film – Jab Jab Phool Khile (Released 1965)
Actors – Nanda and Shashi Kapoor
26. Ye Kali Jab Talak, Phool Banke Khile,
Intezar, Intezar, Intezar Karo, Intezar Karo,
Intezar Woh Bhala Kya Kare Tum Jise,
Bekarar, Bekarar, Bekarar Karo, Bekarar Karo
Film – Aye Din Bahar Ke (Released 1966)
Actors – Dharmendra and Asha Parekh
27. Ye Dil Na Hota Bechara,
Kadam Na Hote Awara,
Jo Khoobsurat Koi Apna, Humsafar Hota
Ye Dil Na Hota Bechara,
Film – Jewel Thief (Released 1967)
Actors – Dev Anand, Tanuja and Others
28. Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Hum Kya Karen,
Tasawwur Mein Koi Basata Nahin Hum Kya Karen,
Tum Hi Kah do Ab Ah Jaane-Wafa Hum Kya Karen,
Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Hum Kya Karen,
Film – Izzat (Released 1967)
Actors – Tanuja and Dharmendra
29. Ye Reshami Zulfen, Ye Sharbati Ankhen,
Inhe Dekhkar Ji Rahe Hain Sabhi
Film – Do Raste (Released 1969)
Actors – Rajesh Khanna and Mumtaz
30. Ye Duniya Wale Poochhenge,
Mulaqat Hui, Kya Baat Hui,
Ye Baat Kisise Na Kehna,
Ye Duniya Wale Poochhenge,
Film – Mahal (Released 1970)
Actors – Dev Anand and Asha Parekh
31. Ye Mausam Bheega Bheega Hai,
Hawa Bhi Zyada Zyada Hai,
Kyon Na Machlega Dil Mera,
Tumko Paane Ka Irada Hai,
Ye Mausam Bheega Bheega Hai,
Film – Dharti (Released 1970)
Actors- Rajendra Kumar and Waheeda Rehman
32. Ye Duniya Ye Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin,
Mere Kaam Ki Nahin,
Ye Duniya Ye Mehfil, Mere Kaam Ki Nahin,
Film – Heer Raanja (Released 1970)
Actors – Raj Kumar, Priya Ranvansh and Others
33. Ye Jo Chilman Hai Dushman Hai Hamari,
Kitni Sharmilee, Kitni Sharmilee,
Dulhan Hai Hamari,
Ye Jo Chilman Hai,
Film-Mehboob Ki Mehandi (Released 1971)
Actors – Rajesh Khanna and Leena Chandavarkar
34. Ye Jo Mohbbat Hai, Ye Unka Hai Kaam,
Mehboob Ka Jo Lete Hue Naam,
Film – Kati Patang (Released 1971)
Actors – Rajesh Khanna and Asha Parekh
35. Ye Shaam Mastani, Madhosh Kiye Jaaye,
Mujhe Dor Koi Kheenche, Teri Ore Liye Jaaye,
Film – Kati Patang (Released 1971)
Actors – Rajesh Khanna and Asha Parekh
36. Ye Kya Hua, Kaise Hua, Kab Hua, Kyon Hua,
Jab Hua, Tab Hua, Chhorho, Ye Na Socho, Ye Kya Hua,
Film – Amar Prem (Released 1972)
Actors – Rajesh Khanna and Sharmila Tagore
37. Ye Dil Aur Unki Nigahon Ke Saye,
Ye Dil Aur Unki Nigahon Ke Saye,
Ye Dil Aur Unki Nigahon Ke Saye,
Mujhe Gher Lete Hain Baahon Ke Saye,
Mujhe Gher Lete Hain Baahon Ke Saye,
Film – Prem Parbat (Released 1973)
Actors – Rehana Sultan and Satish Kaul
38. Ye Lal Rang Kab Mujhe Chhorhega,
Mera Gham, Kab Talak, Mera Dil Todega,
Ye Lal Rang Kab Mujhe Chhorhega,
Film – Prem Nagar (Released 1974)
Actors – Rajesh Khanna and Hema Malini
39. Ye Kaisa Sur Mandir Hai Jismein Sangeet Nahin,
Ye Kaisa Sur Mandir Hai Jismein Sangeet Nahin,
Geet Likhe Deewaron Par Gaane Ki Reet Nahin,
Ye Kaisa Sur Mandir Hai Jismein Sangeet Nahin,
Film – Prem Nagar (Released 1974)
Actors – Hema Malini, Rajesh Khanna and Others
40. Ye Din Kya Aye, Lage Phool Hansne, Dekho Basanti,
Hone Lage Mere Sapne, Dekho Basanti,
Film – Chhoti Si Baat (Released 1975)
Actors – Vidya Sinha, Amol Palekar, and Asrani.
41. Ye Ladka Hai Allah Kaisa Hai Deewana,
Kitna Mushkil Hai Tauba Isko Samjhana,
Ke Dheere Dheere Bekarar Hota Hai,
Hote, Hote, Hote, Pyar Hota Hai
Film – Hum Kisise Kum Nahin (Released 1977)
Actors – Kajal Kirron and Tariq
42.Ye Mera Dil Pyar Ka Deewana,
Deewana Deewana Pyar Ka Deewana,
Aata Hai Mujhko Pyar Mein Jal Jaana,
Mushkil Hai Pyare Tera Bachake Jaana,
Ye Mera Dil Pyar Ka Deewana,
Film – Don (Released 1978)
Actors – Helen and Amitabh Bachchan
43. Ye Kahan Aa Gaye Hum,
Yunhi Saath Saath Chalte,
Teri Bahon Mein Hain Janam,
Mere Jism-O-Jaan Pigalte,
Film – Silsila (Released 1981)
Actors – Amitabh Bachchan and Rekha
44. Ye Kya Jagah Hai Doston,
Ye Kaunsa Dayaar Hai,
Had-E-Nigah Tak Jahan Gubbar Hi Gubbar Hai,
Gubbar Hi Gubbar Hai, Ye Kya Jasgah Hai Doston,
Ye Kaunsa Dayaar Hai,
Film – Umrao Jaan (Released 1981)
Actors – Rekha and Others
45. Ye Pyar Tha Ya Kuchh Aur Tha,
Na Tujhe Pata Na Mujhe Pata
Film – Prem Rog (Released 1982)
Actors – Rishi Kapoor and Padmini Kolhapure
46. Ye Galiyan Ye Chaubara, Yahan Ana Na Dobara,
Ab Hum To Bhaye, Pardesi, Ke Tera Yahan Koi Nahin,
Ke Tera Yahan Koi Nahin,
Le Ja Rang Birangi Yaden, Apne Rone Ki Buniyaden,
Ke Hum To Bhaye Pardesi,
Ke Tera Yahan Koi Nahin, Ke Tera Yahan Koi Nahin,
Film – Prem Rog (Released 1982)
Actors – Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, and Others
47. Ye Zameen Gaa Rahi Hai,
Asmaan Ga Raha Hai,
Saath Mere Ye Saara Jahan Ga Raha Hai,
Film – Teri Kasam (Released 1982)
Actors – Kumar Gaurav Aur Poonam Dhillon
48. Ye Tera Ghar Yeh Mera Ghar,
Kisiko Dekhana Ho Gar,
To Pehle Ake Maang Le, Teri Nazar, Meri Nazar,
Film – Saath Saath (Released 1982)
Actors-Farooq Shaikh and Deepti Naval
49. Ye Haseen Vadiyaan, Ye Khula Asmaan,
Aa Gaye Hum Kahan, Ae Mere Sajna,
Film – Roja (Released 1992)
Actors – Arvind Swamy and Madhu
50. Ye Raat Khush Naseeb Hai Jo Apne Chand Ko,
Kaleje Se Lagake So Rahi Hai,
Yahan To Gham Ki Sej Par Hamari Arzoo,
Akele Moonh Chhupa Ke Ro Rahi Hai,
Ye Raat Khush Naseeb Hai,
Jo Apne Chand Ko, Kaleje Se Lagake So Rahi Hai,
Film – Aaina (Released 1993)
Actors – Jackie Shroff, Amrita Singh, and Juhi Chawla
51. Yeh Kali Kali Ankhen, Yeh Gore Gore Gaal,
Yeh Teekhi Teekhi Nazren, Yeh Hirni Jaise Chaal,
Dekha Jo Tujhe Janam, Hua Hai Bura Haal
Yeh Kali Kali Ankhen, Yeh Gore Gore Gaal,
Film – Baazighar (Released 1993)
Actors – Shahrukh Khan, Kajol, and Others
52. Ye Mausam Ka Jadu Hai Mitwa,
Na Ab Dil Pe Kabu Hai Mitwa,
Naina Jismein Kho Gaye, Deewane Se Ho Gaye,
Nazara Ye Harsu Hai Mitwa,
Film – Hum Apke Hain Koun (Released 1994)
Actors – Salman Khan and Madhuri Dixit
53. Yeh Raat Aur Ye Doori,
Tera Milna Hai Zaroori, Ke Dil Mera,
Ke Dil Mera Dhak Dhak Dole,
Deewana Liye Jaye Hichkole,
Yeh Raat Aur Ye Doori,
Film – Andaz Apna Apna (Released 1994)
Actors – Salman Khan, Karishma Kapoor,
Amir Khan and Raveena Tondon
54. Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai,
Hai Magar Phir Bhi Anjaan Hai,
Dharti Pe Roop Maa Baap Ka,
Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai
Film – Hum Saath Saath Hain (Released 1999)
Actors – Salman Khan, Mohnish Bahl, Saif Ali Khan,
Tabu, Sonali Bendre, Karishma Kapoor, Neelam and Others
55. Yeh Tara Woh Tara Har Tara,
Dekho Jise Bhi Lage Pyara,
Jab Yeh Saath Mein, Hain Raat Mein,
To Jagmagaya Aasman Sara,
Yeh Tara Woh Tara Har Tara,
Dekho Jise Bhi Lage Pyara
Jab Yeh Saath Mein, Hain Raat Mein,
To Jagmagaya Aasman Sara
Film – Swades (Released 2004)
Actors – Shahrukh Khan, Gayatri Joshi, and Others
(Pin courtesy Canva)