Tribute To Rishi Kapoor
Films –
Mera Naam Joker – Bobby – Deewana – Chandni – Henna – Prem Rog – Prem Granth – Nagina –
Karz – Deedar-E-Yaar – Amar Akbar Antony – Coolie – Naseeb – Laila Majnu – Rafoo Chakkar –
Apke Deewane – Zinda Dil – Sindoor – Rangeela Ratan – Badalte Rishte – Bade Dil Wala – Gurudev –
Sargam – Kabhi Kabhie – Bol Radha Bol – Doosra Admi – Dhan Daulat – Yeh Vaada Raha – Barood –
Yeh Ishq Nahin Asaan – Banjaran – Bade Ghar Ki Beti – Damini – Zehreela Insaan – Saagar – Duniya –
Ek Chadar Maili Si – Ajhooba – Sahibaan – Pyara Ghar – Naseeb Apna Apna – Sajan Ka Ghar – Darrar –
Ghar Ghar Ki Kahani – Vijay – Khel Khel Mein – Do Dooni Chaar – Kaun Sachcha Kaun Jhootha – Karobar –
Phool Khile Hai Gulshan Gulshan – Do Premee – Jhootha Kahin Ka – Yaarna – Hum Kisi Se Kum Nahin –
Sajan Ki Bahon Me – Duniya Meri Jeb Mein – Eena Meena Deeka – Kapoor & Sons – Patiala House –
Besharam – Sanam Re – Agnipath – Chintuji – Aurangzeb – Jab Tak Hai Jaan – The Body – Mulk – D-Day –
Student of the Year – Love Aaj Kal – Hum Tum – Fanaa – Rajma Chawal – 102 Not Out –
1.Chehra Hai Ya Chand Khila Hai, Zulf Ghaneri Shaam Hai Kya,
Sagar Jaisi, Ankhon Wali, Yeh To Bata Tera Naam Hai Kya
Chehra Hai Ya Chand Khila Hai, Zulf Ghaneri Shaam Hai Kya,
Sagar Jaisi, Ankhon Wali, Yeh To Bata Tera Naam Hai Kya
Film – Sagar – Rishi Kapoor and Dimple Kapadia
2.Sochenge Tumhe Pyar Karen Ke Nahin, Yeh Dil Bekarar, Karen Ke Nahin,
Film – Deewana – Rishi Kapoor, Divya Bharti, and Others
3.Tere Dard Se dil Abad Raha, Kuchh Bhool Gaye, Kuchh Yaad Raha
Film – Deewana – Rishi Kapoor, Divya Bharti, Shahrukh Khan, and Others
4.Meri Umar Ke Naujawano, Dil Na Lagana O’ Deewano,
Maine Pyar Karke, Chain Khoya Neend Khoyi,
Jhooth To Kehte Nahin Hain, Kehte Nahin Hain Log Koi,
Pyar Se Badke Nahin Hai, Badke Nahin Hai Rog Koi
Chalta Nahin Hai, Dil Deke Yaro, Is Dil Pe Zor Koi,
Is Rog Ka Nahin Hai Ilaj Duniya Mein Aur Koi,
To Gao Om, Shanti Om, Shanti Shanti Om, Om Shanti Om, Shanti Shanti Om.
Film –Karz- Actor – Rishi Kapoor and Others
5.Dard-E-Dil, Darde-Jigar, Dil Mein Jagaya Apne,
Pahle To Main Shayar Tha, Ashiq Banaya Apne
Dard-E-Dil, Darde-Jigar, Dil Mein Jagaya Apne,
Pahle To Main Shayar Tha, Ashiq Banaya Apne
Film –Karz- Actors -Rishi Kapoor, Tina Munim, and Others
6.Chandni Meri Chandni
Film – Chandni – Actors – Rishi Kapoor and Sridevi
7.Ambar Pe Kali Ghata Takrayi, Pani Ne Kaisi Yeh Aag Lagayi, Aag Lahgayi.
Film – Chandni – Actors – Rishi Kapoor and Sridevi
8.Na Mangu Sona Chandi, Na Mangu Heera Moti, Yeh Mere Kis Kaam Ke,
Mere Sapno Ki Rani, Hogi Tumko Hairani, Yeh To Hain Bass Naam Ke,
Deti Hai Dil De, Badle mein Dil Ke, Ge,Ge, Ge, Ge, Ge Re Saheba,
Pyar Mein Sauda Nahin, Ge,Ge, Ge, Ge, Ge Re Saheba, Pyar Mein Sauda Nahin
Film – Bobby – Actors – Rishi Kapoor, Prem Nath, Dimple Kapadia, and Others
9.Main Shayar To Nahin, Magar Ah Haseen, Jabse Dekha Maine Tujhko,
Mujhko, Shayari Aa Gayi, Main Ashiq To Nahin, Magar Ah Haseen,
Jabse Dekha Maine Tujhko, Mujhko, Ashiqui Aa Gayi, Main Shayar To Nahin,
Film – Bobby – Actors – Rishi Kapoor, Dimple Kapadia, Aruna Irani, Farida Jalal,
Sonia Sahni, Pran, and Others
10.Main Hoon Prem Rogi Meri Dawa To Karao, Jao Jao Jao, Kisi Baid Ko Bulao
Film – Prem Rog – Actors – Rishi Kapoor and Others
11.Yeh Pyar Tha Ya Kuchh Aur Tha, Na Tujhe Pata Na Mujhe Pata
Film – Prem Rog – Actors – Rishi Kapoor and Padmini Kolhapure
12.Jaan Meri Rooth Gayi, Mane Na Hum Se, Afat Mein Pad Gayi Jaan
Film – Doosra Admi – Actors – Rishi Kapoor and Neetu Singh
13. Aao Manayen, Jashn-E-Mohabbat Jham Uthayen Jham Ke Baad
Film – Doosra Admi – Actors – Rishi Kapoor, Rakhee, and Others
14.Kya Mausam Hai, Ah Deewane Dil, Chal Kahin Door Nikal Jayen
Koi Humdum Hai, Chahat Ke Qabil, To Kisliye Hum Sambhal Jayen,
Chal Kahin Door Nikal Jayen, Chal Kahin Door Nikal Jayen
Film – Doosra Admi – Actors – Rishi Kapoor and Rakhee
15.Pyar Kar Liya To Kya, Pyar Hai Khata Nahin
Film – Kabhi Kabhie – Actors Rishi Kapoor and Neetu Singh
16. Bachna Ah Haseeno, Lo Main Aa Gaya, Husn Ka Ashiq, Husn Ka Dushman,
Apni Ada Hai, Yaron Se Juda, Ho Ho, Bachna Ah Haseeno, Lo Main Aa Gaya,
Film – Hum Kisise Kum Nahin – Actors – Rishi Kapoor, and Others
17.Humko Yo Yaara Teri Yari, Jaan Se Pyari, Tu Chahe Chhod De,
Tujhko Deewana Kaise Chhod De, Kaise Chhod De
Film – Hum Kisise Kum Nahin-Actors – Rishi Kapoor, and Kajal Kiron,
18.Aa Dil Kya, Mehfil Hai Tere Kadmon Mein, Aa Dil Kya, Mehfil Hai Tere,
Kadmon Mein,Duniya Ki Baharen tere Liye, Chand Sitare Tere Liye, Jane Wafa,
Ho, Ho, Ho, Jane Wafa, Tujhpe Main Fida, Ho, Ho, Ho, Aa Dil Kya,
Mehfil Hai Tere Kadmon Mein
Actors – Rishi Kapoor, Kajal Kiron, Tariq, and Others
19. Dil Dena Khel Hai Dildar Ka, Bhoole Se Naam Na Lo Pyar Ka,
Pyar Bhi Jhootha, Yaar Bhi Jhootha, Dekho Mujhko Dil Walon Haan,
Khaya Hai Dhokha Maine Pyar Ka, Dil Dena Khel Hai Dildar Ka,
Bhoole Se Naam Na Lo Pyar Ka,
Film – Hum Kisise Kum Nahin – Actors – Rishi Kapoor, Zeenat Aman, and Others
20.Sarkati Jaye Hai Rukh Se Naqab, Ahista, Ahista, Nikalta Aa Raha Hai Aftaab
Ahista, Ahista, Sarkati Jaye Hai Rukh Se Naqab, Ahista, Ahista
Film – Deedar-E-Yaar – Actors – Rishi Kapoor, And Tina Munim
21.Hoga Tumsa Pyara Kaun, Humko To Tumse Hai He Kanchi, Are Baba, He Kanchi, Pyar
Hoga Tumsa Pyara Kaun, Humko To Tumse Hai He Kanch, Are Haan He Kanchi, Pyar
Film – Zamane Ko Dikhana Hai – Actors – Rishi Kapoor and Padmini Kolhapure
22.Pari Ho Asmani Tum, Magar Tumko To Paana Hai, Pari Ho Asmani Tum,
Magar Tumko To Paana Hai, Mohabbat Kaise Karte Hai, Mohabbat Kaise Karte Hai,
Zamane Ko Dikhna Hai, Zamane Ko Dikhna Hai, Zamane Ko Dikhna Hai
Actors – Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Simple Kapadia, and Others
23.Humne Tumko Dekha, Tumne Humko Dekha, Aise, Hum Tum Sanam, Saton Janam,
Milte Rahe Ho Jaise, Oh Humne Tumko Dekha, Tumne Humko Dekha, Aise,
Hum Tum Sanam, Saton Janam, Milte Rahe Ho Jaise,
Film – Khel Khel Mein – Actors – Rishi Kapoor, Neetu Singh, and Others
24.O Hansini, Meri Hansini, Kahan Udh Chali, Mere Armano Ke Pankh Lagake
Kahan Udh Chali, O Hansini, Meri Hansini, Kahan Udh Chali,
Mere Armano Ke Pankh Lagake, Kahan Udh Chali,
Film – Zehreela Insaan – Actors – Rishi Kapoor and Maushumi Chatterjee
25.Parda Hai, Parda Hai, Parda Hai, Parda Hai, Parda Hai Parda, Parda Hai Parda,
Parde Ke Peechhe, Parda-Nasheen Hai, Parda-Nasheen Ko Be-Parda Na Kar DoonTo,
Akbar Mera Naam Nahin Hai, Parda Hai Parda, Parda Hai Parda,
Parda Hai Parda, Parda Hai Parda, Parde Ke Peechhe, Parda-Nasheen Hai,
Parda-Nasheen Ko Be-Parda Na Kar Doon To, Akbar Mera Naam Nahin Hai,
Film – Amar, Akbar Anthony –
Actors – Rishi Kapoor, Neetu Singh, Amitabh Bachchan, Mukri, and Others
26.Shirdi Wale, Sai Baba, Aya Hai Tere Dar Pe Sawali, . Shirdi Wale, Sai Baba,
Aya Hai Tere Dar Pe Sawali, Lab Pe Duayen, Ankhon Mein Ansoo, Dil Mein Umeeden,
Par Jholi Khali, Shirdi Wale, Sai Baba, Aya Hai Tere Dar Pe Sawali,
Actors – Rishi Kapoor, and Others
27.Ishq Mera Bandagi Hai, Ishq Meri Zindagi Hai
Film – Yeh Vaada Raha –
Actors – Rishi Kapoor, Tina Munim, Shammi Kapoor, and Others
28.Aisa Kabhi Hua Nahin, Jo Bhi Hua, Khoob Hua, Dekhate Hi Tujhe Hosh Gum Hue,
Hosh Aya, To Dil Mera Dil Na Raha, Aisa Kabhi Hua Nahin, Jo Bhi Hua Khoob Hua,
Dekhate Hi Tujhe Hosh Gum Hue, Hosh Aya, To Dil Mera Dil Na Raha,
Film – Yeh Vaada Raha – Actors – Rishi Kapoor and Poonam Dhillon
29.Ramji Ki Nikli Sawari, Ramji Ki Leela Hai Nyari,
Ek Taraf Laxman, Ek Taraf Seeta, Beech Mein Jagat Ke Palanhari,
Ramji Ki Nikli Sawari, Ramji Ki Leela Hai Nyari,
Film – Sargam – Actor – Rishi Kapoor and Others
30. Hai Agar Dushman, Dushman, Zamana Gham Nahin, Gham Nahin, Koi Aye, Koi,
Hum Kisise Kum Nahin, Kum Nahin, Hai Agar Dushman, Dushman, Zamana Gham Nahin,
Gham Nahin, Koi Aye, Koi, Hum Kisise Kum Nahin, Kum Nahin,
Film – Hum Kisise Kum Nahin – Actors – Rishi Kapoor, Zeenat Aman, and Others
Friends, Please comment if you like the feature.
Rishi Kapoor won his National Award as the best child artist
for his 1st feature film “Mera Naam Joker”
Rishi Kapoor Directed Feature Film ‘Aa Ab Laut Chalen’.
Remembering Rishi Kapoor, who left us soon. You will always be in our memories.