Hindi Songs Starts With “M”
“Meri Awaaz Ko, Pyar Ke Saaz Ko, Tum Sarahana Zaroor”
1. Mehandi Lagake Rakhna, Doli Sajake Rakhna,
Lene Tujhe O’ Gori, Ayenge Tere Sajna,
Mehandi Lagake Rakhna, Doli Sajake Rakhna,
Film – Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Actors- Shahrukh Khan, Kajol, Mandira Bedi, Parmeet Sethi,
Amrish Puri, Farida Jalal, and others
2. Main Koi Aisa Geet Gaoon, Ke Arzoo Jagaoon, Agar Tum Kaho,
Tumko Manaoon, Ke Nazren Bichhaoon, Kadam Tum Jahan Jahan Rakho,
Zameen Ko Asmaan Banaoon, Sitaron Se Sajaoon, Agar Tum Kaho,
Film – Yes Boss – Actors – Shahrukh Khan and Juhi Chawla
3. Mere Khwabon Mein Jo Aye, Ake Mujhe Chhed Jaye
Mere Khwabon Mein Jo Aye, Ake Mujhe Chhed Jaye,
Us Se Kaho Kabhie Samne To Aye
Mere Khwabon Mein Jo Aye, Ake Mujhe Chhed Jaye
Film – Dilwale Dulhaniya Le Jayenge – Actor – Kajol and Farida Jalal
4. Mere Rang Mein Rangne Wali, Pari Ho Ya Ho Pariyon Ki Rani,
Ya Ho Meri Prem Kahani, Mere Sawalon Ka Jawab Do, Do Na
Film – Maine Pyar Kiya – Actors – Salman Khan and Bhagyashree
5.Mujhe Neend Na Aye, Mujhe Chain Na Aye, Koi Jaye Zara Doondh Ke laye,
Na Jane Kahan Dil Kho Gaya, Na Jane Kahan Dil Kho Gaya,
Film – Dil – Actors – Amir Khan and Madhuri Dixit
6. MohabbatKi Jhoothi KahaniPe Roye,
Badi Chot Khayi, Jawani Pe Roye, Jawani Pe Roye,
Mohabbat Ki Jhoothi Kahani PeRoye,
Film – Mughal-E-Azam – Actors – Madhubala and Dilip Kumar
7. Main Sitaron Ka Tarana, Main Baharon Ka Fasana,
Lekar Ik Angdayi, Mujhpe Daal Nazar Ban Jha Deewana,
Roop Ka Tum Ho Khazana, Tum Ho Meri Jaan Ye Mana,
Lekin Pahle De Do Mera Paanch Rupaiya Barah Aana,
Paanch Rupaiya, Barah Aana, Marega Bhaiya, Na Na Na Na,
Film – Chalti Ka Naam Gadi – Actors – Kishore Kumar and Madhubala
8. Meri Neendon Mein Tum, Mere Khwabon Mein Tum,
Ho Chuke Hum Tumhari Mohabbat Mein Gum,
Man Ki Beena Ki Dhun, Tu Balam Aaj Sun,
Meri Nazron Ne Tujhko Liya Aaj Chun,
Meri Neendon Mein Tum, Mere Khwabon Mein Tum,
Film – Naya Andaaz – Actors – Kishore Kumar and Meena Kumari
9.Madhuban Mein Radhika Nache Re, Girdhar Ki Muraliya Baje Re,
Madhuban Mein Radhika Nache Re, Girdhar Ki Muraliya Baje Re,
Film – Kohinoor – Actors – Dilip Kumar, Kumkum, Mukri, and Others
10. Mitwa Lagi Re Ye Kaisi Anbujh Aag,
Mitwa Mitwa Nahin Aye, Lagi Re Ye Kaisi Anbujh Aag,
Film – Devdas – Actor – Dilip Kumar and Suchitra Sen
11.Mere Pairon Mein Ghunghroo Banadade,
To Phir Meri Chaal Dekhale, Kya Chaal Hai Tori,
Film – Sangharsh – Actors – Dilip Kumar and Others
12.Maan Mera Ehsan, Are Nadan Ki Maine Tujhse Kiya Hai Pyar,
Maine Tujhse Kiya Hai Pyar,
Meri Nazar Ki Dhoop Na Bharati Roop,
To Hota Husn Tera Bekaar, Maine Tujhse Kiya Hai Pyar,
Film – Aan – Actors – Dilip Kumar and Nadira
13.Meri Kahani Bhulne Wale Tera Jahan Abad Rahe,
Teri Khushi Par Main Mit Jaoon,
Duniya Teri Abaad Rahe, Meri Kahani,
Film – Deedar – Actors – Dilip Kumar, Nargis, and Ashok Kumar
14. Mohabbat Ki Rahon Mein Chalana Sambhal Ke,
Yahan Jo Bhi Aaya, Gaya Haath Mal Ke,
Mohabbat Ki Rahon Mein Chalana Sambhal Ke,
Film – Uran Khatola – Actors – Dilip Kumar, Nimmi, and Others
15. Main Hoon Saqui Tu Hai Sharabi Sharabi,
Main Hoon Saqui Tu Hai Sharabi Sharabi,
Toone Ankhon Se Pilayi, Woh Nasha Hai Ke Duhayi,
Har Taraf Dil Ke Chaman Mein,
Phool Bikhre Hain Gulabi, Gulabi, Gulabi,
Main Hoon Saqui Tu Hai Sharabi Sharabi,
Film – Ram Aur Shyam – Actors – Dilip Kumar and Waheeda Rehman
16.Maang Ke Saath Tumhara, Maine Maang Liya Sansaar,
Maang Ke Saath Tumhara,
Film – Naya Daur – Actors – Dilip Kumar and Vyjayantimala
17.Maangi Thi Ik Dua Jo Qabool Ho Gayi,
Umeed Ki Kali Khilke Phool Ho Gayi,
Film – Shakti – Actors – Dilip Kumar and Rakhee
18.Mere Paas Aao, Nazar To Milao, Suno To Zara Dhadkane Mere Dil Ki,
Inhi Mein Tumhari Kahani Milegi, Mere Paas Aao, Nazar To Milao,
Film – Sangharsh – Actors – Dilip Kumar and Vyjayantimala
19.Main To Kab Se Khadi Is Par, Yeh Akhiyaan, Thak Gayi Panth Nihaar,
Aaja Re, Pardesi, Main To Kab Se Khadi Is Par,
Yeh Akhiyaan, Thakk Gayi Panth Nihaar, Aaja Re, Pardesi,
Film – Madhumati – Actors – Dilip Kumar and Vyjayantimala
20.Mera Pyar Bhi Tu Hai Yeh Bahar Bhi Tu Hai,
Tu Hi Nazron Mein, Jane-Tamanna, Tu Hi Nazaron Mein, Nazaron Mein
Film – Saathi – Actors- Rajendra Kumar and Vyjayantimala
21. Mere Rom Rom Mein Basne Wale Ram,
Mere Rom Rom Mein Basne Wale Ram,
Jagat Ke Swami, O’ Antaryami, Main Tujhse Kya Mangoon,
Main Tujhse Kya Mangoon, Mere Rom Rom Mein Basne Wale Ram,
Film – Neel Kamal – Actors – Waheeda Rehman, Manoj Kumar, and Mehmood
22. Megha Chhaye Adhi Raat, Bairan Ban Gayi Nindiya,
Bata De Main Kya Karoon,
Megha Chhaye Adhi Raat, Bairan Ban Gayi Nindiya,
Film – Sharmilee – Actors – Shashi Kapoor and Rakhee
23. Mile Mile Do Badan, Khile Khile Do Chaman,
Yeh Zindagi, Kum Hi Sahi, Koi Gham Nahin,
Mile Mile Do Badan, Khile Khile Do Chaman,
Yeh Zindagi, Kum Hi Sahi, Koi Gham Nahin
Film – Blackmail – Actors – Dharmendra, Rakhee, and Others
24. Main Doob Doob Jata Hoon, Sharbati Teri Ankhon Ki,
Jheel Si Gehrayi Mein, Main Doob Doob Jata Hoon,
Film – Blackmail – Actors – Shatrughan Sinha and Rakhee
25. Mere Jeevan Sathi, Kali Thi Main To Pyasi,
Tune Dekha Hui Khil Ke Bahar, Mere Jeevan Sathi.
Film – Saathi – Actors – Rajendra Kumar, Simi Garewal and Others.
26.Mujhko Apne Gale Lagalo, Ah Mere Humrahi, Tumko Kya Batlaun Main,
Ke Tumse Kitna Pyar Hai, Mujhko Apne Gale Laga Lo
Film – Humrahi – Actors – Rajendra Kumar and Jamna
27.Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota,
Agar Toofan Nahin Aata, Kinara Mil Gaya Hota,
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Film – Aap Aye Bahar Ayi – Actors – Rajendra Kumar and Sadhana
28. Meri Aan Bhagwan, Meri Aan Bhagwan, Kan Kan Se Ladi Hai,
Aaj Tujhse Bhi Ake Ladegi, Meri Baat Tujhe Rakhni Padegi
Film – Toofan Aur Diya- Actors – Rajendra Kumar, Nanda, and Others
29.Main Na Bhulunga Main Na Bhulungi, In Rasmon Ko In Kasmon Ko,
In Rishte Naaton Ko, Main Na Bhulunga Main Na Bhulungi,
Film – Roti Kapda Aur Makan – Actors – Manoj Kumar and Zeenat Aman
30.Mujhe Chhoo Rahi Hain Teri Garm Sansein,
Mere Raat Aur Din Mahakana Lage Hain,
Teri Garm Sanson Ne Aise Chhua Hai,
Mere To Paanv Bahakane Lage Hain,
Mujhe Chhoo Rahi Hain Teri Garm Sansein,
Mere Raat Aur Din Mahakana Lage Hain,
Film – Swayamvar – Actors – Shashi Kapoor and Maushumi Chatterjee
31.Main Nighahen Tere Chehre Se Hataoon Kaise,
Udh Gaye Hosh,To Phir Hosh Mein Aaoon Kaise,
Main Nighahen, |Tere Chehre Se Hatoon Kaise, Main Nighahen,
Film – Aap Ki Parchhaiyaan –
Actors – Dharmendra and Supriya Chaudhary
32. Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse,
Mujhe Gham Dene Wale, Tu Khushi Ko Tarse,
Mere Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse,
Film – Aye Din Bahar Ke – Actors – Dharmendra, Asha Parekh and Others
33.Main Pyar Ka Rahi Hoon, Teri Zulf Ke Saaye Mein,
Kuchh Der Thahar Jaoon,
Tum Ek Musafir Ho, Kab Chhod Ke Chal Do Ge,
Yeh Soch Ke Ghabraoon, Main Pyar Ka Rahi Hoon,
Film – Ek Musafir Ek Haseena – Actors – Joy Mukherji and Sadhana
34. Main To Tum Sang Nain Milake, Haar Gayi Sajna,
Haar Gayi Sajna,
Film – Manmauji – Actor – Sadhana
35. Megha Re Megha Re, Mat Pardes Ja Re,
Aaj Tu Prem Ka Sandes Barsa De, Megha Re Megha Re,
Film – Pyasa Sawan – Actors – Jeetendra and Maushumi Chatterjee
36.Main Jo Boloon Haan To Haan, Main Jo Boloon Na To Na,
Manzoor, Manzoor, Mujhe Hai Mere Sajna,
Tu Jo Bole Haan To Haan, Tu Jo Bole Na To Na,
Film – Priyatama – Actors – Jeetendra and Neetu Singh
37.Maan Jaiye Maan Jaiye, Baat Mere Dil Ki Jaan Jaiye,
Sharam Se Jhuki Ankh Ki, Ruki Saans Ki, Kya Hai Marzi Pahachan Jaiye,
Maan Jaiye Maan Jaiye Baat Mere Dil Ki Jaan Jaiye,
Film – Himmat – Actors – Jeetendra and Mumtaz
38.Main Dulhan Teri Tu Dulha Piya,
Na Chhedo Abhi, Darta Hai Jiya, Main Dulhan Teri,
Film – Dulhan – Actors – Jeetendra and Hema Malini
39.Maar Gayi Mujhe Teri Judai, Duss Gayi Yeh Tanhai,
Teri Yaad Jo Ayi To, Ankhon Mein Neend Nahi Ayi,
Maar Gayi Mujhe Teri Judai, Duss Gayi Yeh Tanhai,
Teri Yaad Jo Ayi To Ankhon Mein Neend Nahi Ayi,
Film – Judai – Actors – Jeetendra and Rekha
40.Mausam Suhane Aa Gaye, Lo Pyar Ke Zamane Aa Gaye,
Lo Pyar Ke Zamane Aa Gaye, Mausam Suhane Aa Gaye
Film – Judai – Actors – Jeetendra and Rekha
41.Mere Pyar Ki Umar Ho Itni Sanam,
Tere Naam Se Shuru, Tere Naam Pe Khatam,
Teri Khushi Mein Hai Khushi Tere Gham Se Gham,
Tere Naam Se Shuru, Tere Naam Pe Khatam,
Mere Pyar Ki Umar Ho Itni Sanam
Film – Waaris – Actors – Raj Babbar and Amrita Singh
42. Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon, Tujhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Tere Paas Rehke Bhi Door Hoon, Tujhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho,
Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon
Film – Jahan Ara – Actors – Bharat Bhushan and Mala Sinha
43.Mohabbat Ke Suhane Din, Jawani Ki Haseen Raatein,
Judai Mein Nazar Aati Hain Ye Sab Khwab Ki Baatein,
Mohabbat Ke Suhane Din,
Film – Maryada – Actors – Raj Kumar and Mala Sinha
44.Main Chali Main Chali, Peechhe Peechhe Jahan,
Yeh Na Poochho Kidhar, Yeh Na Poochho Kahan
Film – Professor – Actors – Shammi Kapoor and Kalpana
45. Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse, Apne Hi Dil Se Poochho Tum,
Jise Dil Diya Hai Woh Tum Ho, Meri Zindagi Tumhari Hai
Film – Dil Tera Deewana – Actors – Shammi Kapoor and Mala Sinha
46.Muqabala Humse Na Karo, Muqabala Humse Na Karo,
Hum Tumhein Apne Rang Mein Rang Dalenge Ek Hi Pal Mein
Film – Prince – Actors – Shammi Kapoor, Vyjayantimala, and Helen
47. Meri Duniya Mein Tum Ayi, Kya Kya Apne Saath Liye,
Tan Ki Chandi, Man Ka Sona, Sapno Wali Raat Liye,
Meri Duniya Mein Tum Ayi,
Film – Heer Ranjha – Actors – Raj Kumar and Priya Rajvansh
48.Milo Na Tum To Hum Ghabrayein, Milo To Ankh Churayen,
Hamen Kya Ho Gaya Hai, Hame Kya Ho Gaya Hai,
Film – Heer Ranjha – Actors – Priya Rajvansh and Raj Kumar
49.Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Main Bata Doon,
Teri Zulf Phir Sawaroon, Teri Maang Phir Saja Doon,
Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Main Bata Doon,
Film – Daag – Actors – Rajesh Khanna and Sharmila Tagore
50.Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne Chune,
Sapne Surile Sapne, Kuchh Hans Ke, Kuchh Gham Ke,
Teri Ankhon Ke Saye Churaye, Rasilee, Yaadon Ke,
Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne Chune, Sapne Surile Sapne,
Film – Anand
Actors – Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan, Ramesh Deo,
and Seema Deo
51.Meri Pyari Bahaniya, Banegi Dulhaniya,
Sajke Ayenge Dulhe Raja, Bhaiya Raja Bajayega Baaja,
Bhaiya Raja Bajayega Baaja,
Film – Sachcha Jhootha – Actors – Rajesh Khanna, Naaz, and Others
52. Mere Naina Saawan Bhadon Phir Bhi Mera Man Pyasa,
Phir Bhi Mera Man Pyasa,
Film – Mehbooba – Actors – Rajesh Khanna and Hema Malini
53.Man Se Man Ki Dor Bandhi To Amar Prem Muskaya,
Amar Prem Muskaya, Preetam Man Mein Aan Base To,
Man Mandir Kahalaya, Man Mandir Kahalaya,
Film – Maalik – Actors – Rajesh Khanna and Sharmila Tagore
54.Main Tere Pyar Mein Pagal, Aise Ghoomata Hoon,
Jaise Main Ik Pyasa Badal, Barkha Ko Doondata Hoon
Film – Prem Bandhan – Actors – Rajesh Khanna and Maushumi Chatterjee
55.Main Ik Chor Tu Meri Rani, Main Ik Chor Tu Meri Rani,
Chori Chori Le Chala Main Tumko Tumse Hi Churake,
Tu Mera Raja, Main Teri Rani, Chal Padi Main Saath Tere,
Saari Duniya Ko Bhula Ke, Tu Mera Raja, Main Teri Rani,
Film – Raja Rani – Actors – Rajesh Khanna and Sharmila Tagore
56.Mere Sapno Ki Rani Kab Ayegi Tu, Ayi Rutt Mastani Kab Ayegi Tu,
Beeti Jaye Zindagani Kab Ayegi Tu, Chali Aa, Tu Chali Aa,
Film – Aradhana – Actors – Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, and Sujit Kumar
57. Mujhse Bhala Ye Kaajal Tera, Nain Base Din Rain, Nee Soniye,
Chhorh Bedardi Anchal Mera, Ho Gayi Main Bechain, Re Soniya,
Film – The Train – Actors – Rajesh Khanna and Nanda
58. Maine Dekha, Toone Dekha, Maine Dekha Toone Dekha,
Isne Dekha Usne Dekha, Sabne Dekha, Kya Dekha, Kya Dekha,
Dushman Dushman Jo Doston Se Pyara Hai,
Ek Dushman Jo Doston Se Pyara Hai
Film – Dushman – Actors – Rajesh Khanna, Mumtaz , and Others
59.Mera Pyar Woh Hai Jo Markar Bhi Tumko,
Juda Apni Bahon Se Hone Na Dega,
Mili Mujhko Jannat To, Jannat Ke Badle,
Khuda Se Meri Jaan, Tumhein Maag Lega, Mera Pyar Woh Hai,
Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi – Actors – Biswajit and Sharmila Tagore
60. Mujhe Mera Pyar De De, Mujhe Mera Pyar De De,
Tujhe Azma Liya Hai, Teri Wafa Ke Aage,
Maine Sar Jhuka Liya Hai, Mujhe Mera Pyar De De,
Film – Hum Saaya – Actors-Sharmila Tagore and Joy Mukherji
61. Mausam Ka Taqaza Hai, Hum Toot Ke Pyar Karen,
Duniya Wale, Chahe Ikraar Haren, Chahe Inkaar Karen
Film – Andha Kanoon – Actors – Rajnikant and Reena Roy
62. Main Idhar Chala Main Udhar Chala
Film – Koi Mil Gaya – Actors – Hrithik Roshan and Priety Zinta
63. Mahalon Ka Raja Mila Ke Rani Beti Raaj Karegi,
Khushi Khushi Kardo Bida, Tumhari Beti Raaj Karegi,
Mahalon Ka Raja Mila,
Film – Anokhi Raat – Actors – Zahida, Badri Prasad,
Tarun Bose, and Others
64.Mile Na Phool To Kaaton Se Dosti Karli,
Isi Tarah Se Basar, Isi Tarah Se Basar, Humne Zindagi Karli,
Mile Na Phool To Kaaton Se Dosti Karli,
Film – Anokhi Raat – Actors – Parikshit Sahni, Zahida, Badri Prasad,
Tarun Bose, Aruna Irani, Nana Palsikar, and Others
65.Meri Beri Ke Ber Na Todo, Meri Beri Ke Ber Na Todo,
Koi Kanta, Hai, Kanta Chub Jayega,
Aise Jatke Se Daal Mat Chhodo, Aise Jatke Se Daal Mat Chhodo,
Koi Kanta, Hai, Kanta Chub Jayega,
Film – Anokhi Raat – Actors – Aruna Irani, Nana Palsikar, and Others
66.Main Duniya Bhula Doonga Teri Chahat Mein
Ho Dushman Zamana, Mujhe Na Bhulana,
Main Khud Ko Mita Doonga, Teri Chahat Mein
Main Duniya Bhula Doonga Teri Chahat Mein
Film – Ashiqui – Actors – Rahul Roy and Anu Agarwal
67.Mana Teri Nazar Mein, Tera Pyar Hum Nahin, Kaise Kahen Ke Tere,
Talabgar Hum Nahin, Mana Teri Nazar Mein, Tera Pyar Hum Nahin,
Film – Ahista Ahista – Actors – Kunal Kapoor and Padmini Kolhapure
68. Mausam Mausam, Lovely Mausam, Kasak Anjani Hai Madhyam Madhyam
Chalo Gul Jayen, Mausam Mein Hum, Mausam Mausam, Lovely Mausam.
Film – Thodisi Bewafai – Actors – Siddharth and Padmini Kolhapure
69.Maine Chand Aur Sitaron Ki Tamanna Ki Thi,
Mujhko Raaton Ki Siyahi Ke Siwa Kuchh Na Mila,
Maine Chand Aur Sitaron Ki Tamanna Ki Thi.
Film – Chandrakanta – Actor – Bharat Bhushan
70. Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya, Suna Hai Ke Tu Bewafa Ho Gaya,
Suna Hai Ke Tu Bewafa Ho Gaya, Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya
Suna Hai Ke Tu Bewafa Ho Gaya, Suna Hai Ke Tu Bewafa Ho Gaya,
Film-Dostana-Actors-Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha and Others
71.Morni Baaagan Ma Bole Adhi Raat Ma, Chhanak Chhan Churiyaan,
Khanak Gayi Dekh Saheba, Churiyaan Khanak Gayi Raat Ma,
Morni Baaagan Ma Bole Adhi Raat Ma
Film – Lamhe – Actors – Anil Kapoor, Sridevi, Ila Arun, and Others
72.Mujhe Tum Yaad Karna Aur Mujhko Yaad Ana Tum,
Main Jaldi Laut Ke Aunga, Yeh Mat Bhool Jana Tum
Mujhe Tum Yaad Karna Aur Mujhko Yaad Ana Tum,
Film – Mashaal – Actors – Anil Kapoor and Rati Agnihotri
73.Main To Har Mod Par Tujhko Doonga Sada,
Meri Awaaz Ko, Dard Ke Saaz Ko, Tu Sune Na Sune,
Main To Har Mod Par Tujhko Doonga Sada,
Film – Chetna – Actors – Anil Dhawan and Rehana Sultana
74. Main Chali Main Chali, Dekho Pyar Ki Gali,
Mujhe Roke Na Koi, Main Chali, Main Chali
Film – Padosan – Actor – Saira Bano and Others
75. Mere Jeevan Saathi, Pyar Kiye Ja, Jawani deewani,
Khoobsurat, Ziddi, Padosan, Satyam Shivam Sundaram,
Film – Ek Duje Ke Liye – Actors – Kamal Haasan and Rati Agnihotri
76.Maine Poochha Chand Se Ke Dekha Hai Kahin Mere Yaar Sa Haseen,
Chand Ne Kaha, Chandi Ki Qasam, Nahin, Nahin, Nahin,
Maine Poochha Chand Se.
Film – Abdullah – Actors – Sanjay Khan and Zeenat Aman
77. Mai Ni Mai, Munder Pe Teri Bol Raha Hai Kaga,
Jogan Ho Gayi, Teri Dulari Mann Jogi Sang Laga,
Film – Hum Apke Hain Koun –
Actors – Madhuri Dixit, Salman Khan, Reema, and Others
78.Meri Jaan Meri Jaan, Pyar Kisise, Ho Hi Gaya Hai, Hum Kya Karen,
Film – Yahudi – Actors – Meena Kumari and Others
79. Meri Jaan O’ Meri Jaan Achchha Nahin Itna Sitam,
Meri Jaan O’ Meri Jaan Achchha Nahin Itna Sitam,
Mujhe Na Chhed Sanam, Mujhe Na Chhed Sanam,
Mar Gayi Main Teri Kasam, Meri Jaan,
O’ Meri Jaan Achchha Nahin Itna Sitam,
Film – Sahib, Bibi, Aur Gulam – Actors – Sheila D. And Rehman
80.Mujhe Naulakha Manga De Re O’Saiyaan Deewane,
Film – Sharabi – Actors – Jaya Prada and Amitabh Bachchan
81.Mujhe Jaan Na Kaho Meri Jaan, Meri Jaan, Meri Jaan
Film – Anubhav – Actors –Tanuja and Sanjeev Kumar
82.Meri Duniya Hai Tujhmein Kahin, Tere Bin Main Kya,
Kuchh Bhi Nahin, Meri Jaan Mein, Teri Jaan Hai, O’Saathi Mere,
Meri Duniya Hai Tujhmein Kahin, Tere Bin Main Kya, Kuchh Bhi Nahin,
Film – Vaastav – Sanjay Dutt and Namrata Shirodkar
83. Mere Bhaiya, Mere Chanda, Mere Anmol Ratan,
Tere Badle, Main Zamane Ki Koi Cheez Na Loon,
Film – Kajal – Actors – Meena Kumari and Shailesh Kumar
84. Main Teri Dushman, Dushman Tu Mera, Main Nagin Tu Sapera,
Main Nagin Tu Sapera
Film – Nagina – Actors – Sridevi and Anupam Kher
85. Mujhe Dushman Kya Marega, Mera Dost Upper Wala,
Main Hoon Mard Tangewala, Main Mard Taangewala,
Film – Mard – Actor – Amitabh Bachchan
86. Mach Gaya Shor Saari Nagari Re, Saari Nagari Re,
Aaya Biraj Ka Banka, Sambhal Teri Gagari Re,
Aaya Biraj Ka Banka, Sambhal Teri Gagari Re,
Film – Khuddar – Actors – Amitabh Bachchan,
Parveen Babi, and Others
87. Mile Jo Kadi Kadi,Ek Zanjeer Bane,
Pyar Ke Rang Bharo, Zinda Tasveer Bane,
Humsafar Ban Ke Chalo, To Suhana Hai Safar,
Jo Akela Hi Rahe, Use Na Mile Dagar,
Mile Jo Kadi Kadi,Ek Zanjeer Bane,
Pyar Ke Rang Bharo, Zinda Tasveer Bane,
Film – Kasme Vaade – Actors – Amitabh Bachchan,
Randhir Kapoor, Neetu Singh, Rakhee, and Others
88. Mere Angane Mein Tumhara Kya Kaam Hai,
Jo Hai Naam Wala, Wohi To Badnaam Hai,
Mere Angane Mein Tumhara Kya Kaam Hai,
Film – Laawaris – Actors – Amitabh Bachchan, Zeenat Aman,
Amjad Khan, Bindu, Ranjeet, and Others
89. Madad Karo Santoshi Mata, Madad Karo Santoshi Mata,
Meri Izzat Ka Sawal Hai Ma, Aaj Nibhana Apna Nata, Maata, Maata,
Madad Karo Santoshi Mata, Madad Karo Santoshi Mata,
Madad Karo Santoshi Mata, Madad Karo Santoshi Mata,
Film – Jai Santoshi Maa-Actors – Kanan Kaushal, Anita Guha and Others
90. Main To Arti Utaroon Re Santoshi Mata Ki,
Main To Arti Utaroon Re Santoshi Mata Ki, Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Ma,
Jai Jai Santoshi Mata Jai Jai Ma,
Film – Jai Santoshi Maa-Actors – Kanan Kaushal, Ashish Kumar and Others
91. Mangal Bhavan, Amangal Hari, Drabahu Su Dashrath Achar Bihari
Ram Siya Raam, Siya Raam Jai Jai Raam, Ram Siya Raam, Siya Raam Jai Jai Raam,
Film – Geet Gaata Chal – Actors –Sachin, Urmila Bhatt, Leela Mishra, and Others
92. Meri Sunle Araj Banwari, Meri Sunle Araj Banwari, Tere Dwar Khadi Dukhiyari,
Tere Dwar Khadi Dukhiyari, Meri Sunle Araj Banwari, Tere Dwar Khadi Dukhiyari,
Film – Ankhen – Actors – Kumkum and Others
93. Moh Maya Deep Bujha Ke, Man Mandir Mein Jyot Jala Le, Mit Jayegi Trishna,
Krishna, Krishna, Bolo Krishna, Radhe, Radhe, Krishna, Krishna,
Krishna, Krishna, Bolo Krishna, Radhe, Radhe, Krishna, Krishna,
Film – Naya Din Nayi Raat – Actors – Sanjeev Kumar, Jaya Bhaduri, and Others
94. Maat Ang Chola Saje, Har Ik Rang Chola Saje, Maat Ki Mahima Dekho,
Jyot Din Raina Jage, Maat Ang Chola Saje, Har Ik Rang Chola Saje,
Maat Ang Chola Saje, Har Ik Rang Chola Saje,
Film – Alingan – Actor – Zahira and Romesh Sharma
95. Main Gaoon Tu Chup Ho Ja, Main Jagoon Re Tu Soja
Film – Do Ankhen Barah Haath – Actors – Sandhya and Others
96.Munna Bada Pyara, Ammi Ka Dulara,
Koi Kahe Chand Koi Ankh Ka Tara,
Hanse To Bhala Lage, Roye To Bhala Lage,
Ammi Ko Uske Bina, Kuchh Bhi Achchha Na Lage,
Jiyo Mere Lal, Jiyo Mere Lal, Tumko Lage Mri umar Jiyo Mere Lal
Film – Musafir – Actors – Kishore Kumar, Nirupa Roy, and Nazir Hussain
97. Mere Mehboob Qayamat Hogi,
Aaj Ruswa, Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi,
Meri Nazren To Gila Karti Hai,
Tere Dil Ko Bhi Sanam Tujhse Shikayat Hogi, Mere Mehboob,
Film – Mr. X In Bombay – Actors – Kishore Kumar and Kumkum
98.Main Teri Mohabbat Mein, Pagal Ho Jaoonga,
Mujhe Aisa Lagata Hai, Tujhe Kaisa Lagta Hai,
Main Teri Nigaahon Se Ghayal Ho Jaoongi,
Mujhe Aisa Lagata Hai, Tujhe Kaisa Lagta Hai,
Film – Tridev – Actors – Sunny Deol and Madhuri Dixit
99. Maiya Yashoda, Ye Tera Kanhaiya,
Panghat Pe Meri, Pakade Hai Baiyaan,
Tang Mujhe Karta Hai, Sang Mere Ladata Hai,
Ramji Ki Krupa Se, Main Bachi, Ramji Ki Krupa Se, Main Bachi,
Film – Hum Saath Saath Hain
Actors – Tabu, Sonali Bendre, Karisma Kapoor, Salman Khan,
Mohnish Bahl, Saif Ali Khan, Neelam, Mahesh Kothare,
Reema, Alok Nath, and Others
100.Mohabbat Karlo, Ji Bharlo Aji Kisne Roka Hai,
Par Bade Gazab Ki Baat Hai, Ismein Bhi Dhokha Hai,
Shikayat Karlo, Ji Bharlo, Aji Kisne Roka Hai,
Ho Sake To Duniya Chhod Do, Duniya Bhi Dikha Hai
Film – Aar Paar – Actors – Guru Dutt and Others
101.Main Jagoon Sari Rain, Sajan Tum So Jao, So Jao, So Jao,
Geeton Mein Chhupa Loon Bain, Sajan Tum So Jao, So Jao, So Jao
Main Jagoon Sari Rain, Sajan Tum So Jao, So Jao, So Jao,
Film – Bahurani – Actors – Guru Dutt and Mala Sinha
102.Mohabbat Aisi Dhadkan Hai, Jo Samjhayi Nahin Jati
Zuban Par Dil Ki Bechaini, Kabhi Layi Nahin Jati,
Mohabbat Aisi Dhadkan Hai,
Film – Anarkali – Actor – Beena Rai and Others
103.Mujhse Mat Poochh Mere Ishq Mein Kya Rakkha Hai,
Ek Shola Hai Jo Seene Mein Chhupa Rakha Hai,
Film – Anarkali – Actor – Beena Rai and Others
104.Mohabbat Mein Aise Kadam Dagmageye
Duniya Yeh Samjhi Ke Hum Pee Ke Aaye
Film – Anarkali – Actor – Beena Rai and Others
105. Meri Yaad Mein Tum Na Ansoo Bahana,
Na Ji Ko Jalana, Mujhe Bhool Jaana,
Samjhna Ke Tha Ek, Sapna Suhana,
Woh Guzra Zamana, Mujhe Bhool Jana, Meri Yaad Mein
Film – Madhosh
106. Mera Piya Ghar Aaya O’ Ramji,
Film – Yaarana – Actors – Madhuri Dixit and Others
107. Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad, Kyon Tera Intezaar Karta Hoon,
Main Tujhe Kal Bhi Pyar Karta Tha, Main Tujhe Ab Bhi Pyar Karta Hoon,
Meri Kismat Mein Tu Nahin Shayad, Kyon Tera Intezaar Karti Hoon,
Main Tujhe Kal Bhi Pyar Karti Thi, Main Tujhe Ab Bhi Pyar Karti Hoon
Film – Prem Rog – Actors – Rishi Kapoor and Padmini Kolhapure
108. Mil Gaya Humko Sathi, Mil Gaya, Humse Gar Koi Jal Gaya,
Rum Pum, Jalne De, Chal Gaya, PyarKa Jadu Chal Gaya,
Humse Gar Koi Jal Gaya, Rum Pum,Jalne De, Rum Pum, Jalne De,
Film – Hum Kisise Kum Nahin –
Actors – Rishi Kapoor, Kajal Kiron, Tariq, and Others
109. Mujhe Kuchh Kehna Hai,
Mujhe Bhi Kuchh Kehna Hai, Pehle Tum, Pehle Tum
Film – Bobby – Actors – Rishi Kapoor and Dimple Kapadia
110. Main Shayar To Nahin, Magar Ah Haseen,
Jabse Dekha Maine Tujhko, Mujhko, Shayari Aa Gayi,
Main Ashiq To Nahin, Magar Ah Haseen,
Jabse Dekha Maine Tujhko, Mujhko, Ashiqui Aa Gayi,
Main Shayar To Nahin,
Film – Bobby – Actors – Rishi Kapoor,Dimple Kapadia,
Aruna Irani, Farida Jalal, Sonia Sahni, Pran and Others
111. Main Hoon Prem Rogi, Meri Dawa To Karao,
Jao Jao Jao, Kisi Baid Ko Bulao, Main Hoon Prem Rogi,
Film – Prem Rog – Actors – Rishi Kapoor and Others
(Pin courtesy Canva)