Amitabh Bachchan Popular Songs
Ah Meri Jaan-E-Haya Dekh Idhar Dekh Idhar,
1. Mere Angane Mein Tumhara Kya Kaam Hai,
Jo Hai Naam Wala, Wohi To Badnaam Hai,
Mere Angane Mein Tumhara Kya Kaam Hai,
Film – Laawaris – Actors – Amitabh Bachchan,
Zeenat Aman, Anjad Khan, Bindu, Ranjeet, and Others
2. Pyar Hame Kis Mod Pe Le Aya,
Ke Dil Kare Hai, Hai,
Koi To Bataye, Kya Hoga
Film – Satte Pe Satta – Actors – Amitabh Bachchan,
Shakti Kapoor, Kanwaljeet, Sudhir, Sachin, and Others
30. Zindagi Milke Bitayenge, Haal-E-Dil Gaa Ke Sunayenge,
Hum To Saat Rang Hain, Yeh Jahaan Rangeen Banyenge,
Film – Satte Pe Satta – Actors – Amitabh Bachchan,
Shakti Kapoor, Kanwaljeet, Sudhir, Sachin, and Others
4. Ah Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se Bhi Pyari Hai,
Film – Suhaag – Actors – Amitabh Bachchan and Shashi Kapoor
5. Bane Chahe Dushman, Zamana Hamara,
Salamat Rahe Dostana Hamara,
Bane Chahe Dushman, Zamana Hamara,
Salamat Rahe Dostana Hamara,
Film-Dostana-
Actors-Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha and Others
6. Ik Rasta, Aha Aha, Do Rahi, Aha Aha,
Ik Chor, Ik Sipahi, Aha Aha
Ik Rasta, Aha Aha, Do Rahi, Aha Aha,
Ik Chor, Ik Sipahi, Aha Aha
Film – Ram Balram –
Actors – Dharmendra and Amitabh Bachchan.
7. Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya,
Suna Hai Ke Tu Bewafa Ho Gaya,
Suna Hai Ke Tu Bewafa Ho Gaya,
Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya
Suna Hai Ke Tu Bewafa Ho Gaya,
Suna Hai Ke Tu Bewafa Ho Gaya,
Film-Dostana-
Actors-Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha and Others
8. Dekh Sakta Hoon Main Kuchh Bhi Hogte Hue,
Nahin Main Nahin Dekh Sakta Tujhe Rote Hue,
Nahin Main Nahin Dekh Sakta Tujhe Rote Hue,
Film – Majboor – Actors – Farida Jalal, Amitabh Bachchan,
Sulochana, and Master Alankar
9. Jahan Teri Yeh Nazar Hai,
Meri Jaan Mujhe Khabar Hai,
Bach Na Saka Koi Hai Kitne,
Lambe Hain Mere Haath Itne,
Dekh Meri Jaan, Dhyan Kidhar Hai,
Jahan Teri Yeh Nazar, Meri Jaan Mujhe Khabar Hai,
Film – Kaaliya –
Actors – Amitabh Bachchan, Amjad Khan and Others
10. Mujhe Dushman Kya Marega, Mera Dost Upper Wala,
Main Hoon Mard Tangewala, Main Mard Taangewala,
Film – Mard – Actor – Amitabh Bachchan
11. Meet Na Mila Re Manka, Meet Na Mila,
Film – Abhimaan –
Actors – Amitabh Bachchan, David, Bindu, and Others
12. Chhoo Kar Mere Manko, Kiya Toone Kya Ishara,
Badla Yeh Mausam, Lage Pyara Jag Saara,
Chhoo Kar Mere Manko, Kiya Toone Kya Ishara,
Film – Yaarana – Actors – Amitabh Bachchan and Neetu Singh
13. Apni To Jaise Taise, Thodi Aise Ya Waise, Kat Jayegi,
Aapka Kya Hoga Janab –E-Ali, Aapka Kya Hoga,
Apne Aage Na Peechhe, Na Koi Upper Neeche,
Rone Wala, No Koi Rone Wali, Janab –E-Ali, Aapka Kya Hoga,
Film – Laawaris – Actors – Amitabh Bachchan, Ranjeet, and Others
14. Dilbar Mere Kab Tak Mujhe Aise Hi Tadpaoge,
Main Aag Dil Mein Laga Doonga Woh, Ke Pal Mein Pigal Jaoge,
Film – Satte Pe Satta – Actors – Amitabh Bachchan, Hema Malini,
Vijayendra, Sarika, and Others
15. Jiska Koi Nahin Uska To Khuda Hai Yaaron,
Main Nahin Kahata Kitabon Mein Likha Hai Yaaron,
Jiska Koi Nahin Uska To Khuda Hai Yaaron,
Film – Laawaris –
Actors – Amitabh Bachchan, Suresh Oberoi, and Others
16. Rimjhim Gire Sawan, Sulag Sulag Jaye Mann
Bhige Aaj Is Mausam Mein Lagi Kaisi Yeh Agan
Rimjhim Gire Sawan, Sulag Sulag Jaye Mann
Film- Manzil – Actors-Amitabh Bachchan and Maushumi Chatterjee
17. Aye Tum Yaad Mujhe, Gaane Lagi Har Dhadkan,
Khushboo Layi Pawan, Mahaka Chandan, Aye Tum Yaad Mujhe,
Film – Mili – Actors – Amitabh Bachchan and Jaya Bhaduri
18. Badi Sooni Sooni Hai, Zindagi Yeh Zindagi,
Main Khud Se Hoon Yahan, Ajnabi, Ajnabi,
Badi Sooni Sooni Hai, Zindagi Yeh Zindagi,
Film – Mili – Actors – Amitabh Bachchan and Jaya Bhaduri
19. John, Jani, Janardhan, Tara-Ram-Pam, Pam, Pam, Pam,
John, Jani, Janardhan, Tara-Ram-Pam, Pam, Pam, Pam,
Sahib Ne Bulvaya, Hazir Hoon Main Aaya,
Hoon Yaaron Ka Main Yaa, Dushmanon Ka Dushman,
De Dhana-Dhan, John, Jani, Janardhan,
Tara-Ram-Pam, Pam, Pam, Pam,
Film – Naseeb – Actors – Amitabh Bachchan and various Film Stars
20. My Name is Anthony Gonsalvis, Gonsalvis,
Main Duniya Mein Akela Hoon,
Dil Bhi Hai Khali, Ghar Bhi Hai Khali,
Ismein Rahegi, Koi Kismat Wali, Jise Meri Yaad Aye,
Jab Chahe Chali Aye, Roop Nagar, Prem Galli, Kholi No. 420,
Excuse Me Please, My Name is Anthony Gonsalvis,
Film – Amar Akbar Anthony –
Actors – Amitabh Bachchan, Parveen Babi, and Others
21. Neela Asman So Gaya, Neela Asmaan So Gaya,
Film – Silsila – Actors – Amitabh Bachchan and Rekha
22. Say Shava Shava, Say Shava Shava,
Roop Hai Tera Sona Sona, Soni Teri Payal,
Chhan Chhana Chhan Aise Chhanke, Karde Sabko Ghayal,
Hey Keh Raha Ankhon Ka Kajal, Ishq Mein Jeena Marna,
Say Shava Shava, Mahiya Ve Shava Shava,
Film – Kabhi Khushi Kabhi Gham –
Actors – Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan,
Rani Mukherji, Shahrukh Khan, Kajol, and Others
23. Chal Mere Bhai, Chal Mere Bhai, Tere Haath Jodta Hoon,
Haath Jodta Hoon, Tere Paanv Padata Hoon, Chal Mere Bhai,
Film – Naseeb – Actors – Amitabh Bachchan and Rishi Kapoor
24. O’ Saathi Re, Tere Bina Bhi Kya Jeena,
Tere Bina Bhi Kya Jeena,
Phoolon Mein Kaliyon Mein, Sapno Ki Galiyon Mein,
Tere Bina Kuchh Kahin Na, Tere Bina Bhi Kya Jeena,
O’ Saathi Re, Tere Bina Bhi Kya Jeena,
Film – Muqaddar Ka Sikandar –
Actors – Amitabh Bachchan, Rakhee and Vinod Khanna
25. Pyar Ko Chahiye Kya Ek Nazar, Ek Nazar,
Der Se Tu Mere Armanon Ke Aaine Mein,
Band Palakein Kiye Baithi Hai Mere Seene Mein,
Ah Meri Jaan-E-Haya Dekh Idhar Dekh Idhar,
Pyar Ko Chahiye Kya Ek Nazar, Ek Nazar,
Film – Ek Nazar – Actors – Amitabh Bachchan and Jaya Bhaduri
26. Ae Gham-E-Yaar Bata Kaise Jiya Karte Hain,
Jinki Taqdeer Bigad Jaati Hai, Kya Karte Hain
Film – Ek Nazar – Actors – Amitabh Bachchan and Jaya Bhaduri
27. Kabhi Kabhie Mere Dil Mein Khayal Aata Hai,
Ke Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye,
Tu Abse Pehle Sitaron Mein Bas Rahi Thi Kahin,
Tujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye,
Kabhi Kabhie Mere Dil Mein Khayal Aata Hai,
Film – Kabhi Kabhie – Actors – Rakhee, Shashi Kapoor,
and Amitabh Bachchan
28. Yamma Yamma Ye Khoobsurat Sama,
Bas Aaj Ki Raat Hai Zindagi, Kal Hum Kahan Tum Kahan,
Film – Shaan – Actors -Amitabh Bachchan-Shashi Kapoor, Parveen Babi,
Bindiya Goswami.
29. Jo Sochein Jo Chahen Woh Kar Ke Dikha De,
Hum Woh Hain Jo, Do Aur Do Paanch Bana De,
Film-Do Aur Do Panch-
Actors –Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Hema Malini, and Others
30. Balram Ne Bahut Samjhaya, Par Ram Ko Samaj Nahin Aya,
Ab To Ram Hi Jaan Bachaye, Beda Paar Lagaye,
Ab To Ram Hi Jaan Bachaye, Beda Paar Lagaye.
Film – Ram Balram – Actors – Dharmendra, Zeenat Aman, Helen, and Others.
(Image: Google Images)