(Beauty) Husnwale Tera Jawab Nahin
“Roop Tera Aisa Darpan Mein Na Samaye”
Q. Which are Hindi songs on Beauty?
A. Given below the details of 105 (One Hundred and Five) songs
on Girl/woman’s beauty.
Friends, this question is taken from Google Question Hub.
I have given a detailed answer to a one-line question.
I am sure you will like reading the feature. Please like and comment.
1.HUSN WALE TERA JAWAB NAHIN, KOI TUJHSA NAHIN HAZARON MEIN
HUSN WALE TERA JAWAB NAHIN
(Film –GHARANA- Actors Rajendra Kumar and Asha Parekh)
2.CHANCHAL, SHEETAL, NIRMAL KOMAL, SANGEET KI DEVI SWAR SAJINI
( Film SATYAM SHIVAM SUNDARAM- Actors – Shashi Kapoor and Zeenat Aman)
3.ROOP TERA AISA DARPAN MEIN NA SAMAYE,
KHUSHBOO TERE TAN KI MADHUBAN MEIN NA SAMAYE,
MUJHE KUSHI MILI ITNI,
O MUJHE KHUSHI MILI ITNI KE MAN MEIN NA SAMAYE,
PALAK BANDH KARLOON KAHIN CHHALAK HI NA JAYE
(Film -IK BAAR MUSKURADO –
Actors Deb Mukherjee, Joy Mukherjee, Tanuja)
4.CHANDAN SA BADAN CHANCHAL CHITVAN,
DHEERE SE TERA YEH MUSKANA,
MUJHE DOSH NA DENA, JAG WALON, HO JAYE AGAR DIL DEEWANA
CHANDAN SA BADAN CHANCHAL CHITVAN,
(Film – SARASWATI CHANDRA – Actors – Nutan and Manish)
5.CHAUDHVIN KA CHAND HO, YA AFTAB HO,
JO BHI HO TUM KHUDA KI QASAM, LAJWAAB HO,
CHAUDHVIN KA CHAND HO
(Film – CHAUDHVIN KA CHAND – Actors –Guru Dutt and Waheeda Rehman)
6.AB KYA MISAL DOON MAIN TUMHARE SHABAB KI,
INSAAN BAN GAYI HAI KIRAN MAHTAAB KI,
AB KYA MISAL DOON MAIN TUMHARE SHABAB KI,
(Film – AARTI – Actors – Pradeep Kumar and Meena Kumari)
7.YE CHAND SA ROSHAN CHEHRA, ZULFON KA RANG SUNAHARA,
YEH JHEEL SI NEELI ANKHEN, KOI RAAZ HAI INMEIN GAHARA,
TAREEF KAROON KYA USKI, JISTE TUMHEIN BANAYA
TAREEF KAROON KYA USKI, JISTE TUMHEIN BANAYA
(Film – KASHMIR KI KALI(
( Actors – Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, and Others)
8.CHAND SA MUKHDA KYON SHARMAYA,
CHAND SA MUKHDA KYON SHARMAYA,
ANKH MILI AUR DIL GHABRAYA,
CHAND SA MUKHDA KYON SHARMAYA
(Film – JAAG UTHA INSAAN –Actors Sunil Dutt and Madhubala)
9.CHAND MERA DIL CHANDNI HO TUM, CHAND SE HAI DOOR
CHANDNI KAHAN, LAUT KE AANA, HAI YAHIN TUMKO,
JA RAHE HO TUM, JAO MERI JAAN, JAO MERI JAAN
(Film-HUM KISISE KUM NAHIN)
Actors – Rishi Kapoor – Kajal Kiran and Taariq)
10.CHAND JAISE MUKHDE PE BINDIYA SITARA,
(Film – SAWAN KO ANE DO – Actors – Arun Govil and Zarina Wahab)
11.CHAND SI MEHBOOBA HO MERI KAB, AISA MAINE SOCHA THA,
HAAN TUM BILKUL VAISI HI HO, JAISA MAINE SOCHA THA,
CHAND SI MEHBOOBA HO MERI KAB, AISA MAINE SOCHA THA,
HAAN TUM BILKUL VAISI HI HO, JAISA MAINE SOCHA THA,
(Film -HIMALAY KI GOD MEIN )
Actors – Manoj Kumar and Mala Sinha)
12.MAINE POOCHHA CHAND SE, KE DEKHA HAI KAHIN,
MERE YAAR SA HASEEN, CHAND NE KAHA, CHANDNI KI KASAM,
NAHIN, NAHIN, NAHIN, MAINE POOCHHA CHAND SE
(Film – ABDULLAH – Actors – Sanjay Khan – Zeenat Aman)
13.ROOP SUHANA LAGTA HAI CHAND PURANA LAGTA HAI,
TERE AGE O’ JANAM, TU BHI KYA CHEEZ HAI, HAR DIL AZEEZ HAI,
(Film – GENTLEMAN – Chiranjeevi, Juhi Chawla, and Others)
14.ROOP TERA MASTANA, PYAR MERA DEEWANA,
BHOOL KOI HUMSE NA HO JAYE
ROOP TERA MASTANA, PYAR MERA DEEWANA,
BHOOL KOI HUMSE NA HO JAYE
(Film –ARADHANA – Actors – Rajesh Khanna and Sharmila Tagore)
15.KOYAL SI TERI BOLI, KU, KU, KU ,KU, , KU, KU, KU ,KU,
SURAT HAI KITNI BHOLI, , KU, KU, KU ,KU, KU, KU, KU ,KU,
NAIN TERE KAJRARE, HONTH TERE ANGARE,
TUJHE DEKH KE KUCHH MUJHE HONE LAGA
(Film – BETA- Actors – Anil Kapoor and Madhuri Dixit)
16.ARE YAAR MERI TUM BHI HO GAZAB, GHOONGHAT TO ZARA ODHO,
AHA MANO KAHA, AB TUM HO JAWAN, MERI JAAN LADAKPAN
(Film – TEEN DEVIYAAN – Actors – Dev Anand, Kalpana, and Others)
17.YUN TO HUMNE LAKH HASEEN DEKHE HAIN, TUMSA NAHIN DEKHA,
TUMSA NAHIN DEKHA, YUN TO HUMNE LAKH HASEEN DEKHE HAIN,
TUMSA NAHIN DEKHA,
(Film – TUMSA NAHIM DEKHA-Actors – Shammi Kapoor and Ameeta )
18.HOTON SE CHHOO LO TUM, MERA GEET AMAR KAR DO,
BAN JAO MEET MERE, MERI PREET AMAR KAR DO
(Film – PREM GEET – Actors – Raj Babbar – Anita Raj and Others)
- KISI SHAYAR KI GAZHAL DREAM GIRL,
KISI JHEEL KA KANVAL, DREAM GIR,
KABHIE TO MILEGI, KAHIN TO MILEGI, AAJ NAHIN TO KAL
KISI SHAYAR KI GAZHAL DREAM GIRL,
KISI JHEEL KA KANVAL, DREAM GIR,
KABHIE TO MILEGI, KAHIN TO MILEGI, AAJ NAHIN TO KAL
(Film -DREAM GIRL – Actors – Dharmendra and Hema Malini)
20.YEH ZULF AGAR KHULKE, BIKHAR JAYE, TO ACHCHHA,
IS RAAT KI TAQDEER, SANWAR JAYE TO ACHCHHA
YEH ZULF AGAR KHULKE, BIKHAR JAYE, TO ACHCHHA,
(Film – KAAJAL – Actors – Raj Kumar – Helen – Meena Kumari)
- KYA KHOOB LAGTI HO, BADI SUNDER DIKHTI HO
KYA KHOOB LAGTI HO, BADI SUNDER DIKHTI HO,
PHIR SE KAHO, KEHTE RAHO, ACHCHHA LAGTA HAI,
JEEVAN KA HAR SAPNA, AB SACHCHA LAGTA HAI
KYA KHOOB LAGTI HO, BADI SUNDER DIKHTI HO
(Film – DHARMATMA –Actors – Feroz Khan and Hema Malini)
22.TERI ZULFON SE JUDAI TO NAHIN MANGI THI,
QUAID MANGI THI, RIHAYI TO NAHIN MANGI THI
TERI ZULFON SE JUDAI TO NAHIN MANGI THI,
(Film – JAB PYAR KISISE HOTA HAI )
ACTORS -Dev Anand, Asha Parekh, Pran, and Others )
23.AE GULBADAN, AE GULBADAN PHOOLON SI MEHAK,
KAANTON KI CHUBHAN, TUJHE DEKH KE KEHTA HAI MERA MANN
KAHIN AAJ KISISE MOHABBAT, NA HO JAYE,
KAHIN AAJ KISISE MOHABBAT, NA HO JAYE,
AE GULBADAN, AE GULBADAN PHOOLON SI MEHAK,
KAANTON KI CHUBHAN, TUJHE DEKH KE KEHTA HAI MERA MANN
KAHIN AAJ KISISE MOHABBAT, NA HO JAYE,
KAHIN AAJ KISISE MOHABBAT, NA HO JAYE,
(Film – PROFESSOR – Actors – Shammi Kapoor, Kalpana,
Parveen Chaudhary, and Others)
ANKHEN – NAYAN – NAIN – NAZAR –PALAK
1.YE KALI KALI ANKHEN YE GORE GORE GAAL,
YEH TEEKHI TEEKHI NAZREIN, YEH HIRNI JAISI CHAAL
DEKHA JO TUJHE JANAM, HUA HAI BURA HAAL,
YE KALI KALI ANKHEN YE GORE GORE GAAL,
(BAAZIGAR)
2.TERI ANKHON KI CHAHAT MEIN, TO MAIN SAB KUCHH LUTA DOONGA,
MOHABBAT KAISE KI JATI, MOGABBAT KAISE KI JAATI,
MAIN DUNIYA KO DIKHA DOONGA,
TERI ANKHON KI CHAHAT MEIN.
(JANTA HAWALDAR)
3.YEH ANKHEN UFF YUMMA, YEH SOORAT UFF YUMMA, PYAR KYON NA HOGA,
UE ADAYEN UFF YUMMA, YEH MAUSAM UFF UMMA, KAISE DIL KO ROKU,
KOI THAME, UFF YUMMA.
(JAB PYAR KISISE HOTA HAI)
4.BADE HAIN DIL KE KALE HAAN YAHI
(DIL DEKE DEKHO)
5.BHOLI SI SOORAT ANKHON MEIN MASTI
(DIL TO PAGAL HAI)
6.TERI ANKHON KE SIVA DUNIYA MEIN
(CHIRAG)
7.TERI NEELI NEELI ANKHON KE DIL PE
(TUMSE ACHCHHA KAUN HAI)
8.APKI ANKHON MEIN KUCHH MAHKE HUE SE
(GHAR)
9.ANKHON MEIN HUMNE AAP KE
(THODISI BEWAFAI)
10.AKHIYON KO REHNE DE AKHIYON KE AAS PAAS
DOOR SE DIL KE BUJHTI RAHE PYAS
(BOBBY)
11.AKHIYON HI AKHIYON MEIN TERI MERI
(NISHANA)
12.AKHIYAN TU MILALE RAJA
(ISHQ)
13.ANKHON HI ANKHON MEIN ISHARA
(CID)
14.GULABI ANKHEN JO TERI DEKHI SHARABHI YEH DIL HO GAYA,
SAMBHALO MUJHKO, MERE YARON, SAMBHALNA MUSHKIL HO GAYA,
GULABI ANKHEN JO TERI DEKHI SHARABHI YEH DIL HO GAYA.
(THE TRAIN)
15.ANKHON MEIN KAJAL HAI, KAJAL MEIN MERA DIL HAI,
ANKHON MEIN KAJAL HAI, KAJAL MEIN MERA DIL HAI,
TO CHALO DIL MEIN BITHAKE TUMHE, TUMSE HI PYAR KIYA JAYE.
(DOOSRA AADMI)
16.JANE KAISE SAPNO MEIN KHO GAYI
(ANURADHA)
17.LIKHA HAI TERI ANKHON MEIN KISKA AFSANA,
AGAR ISE SAMAJH SAKO, MUJHE BHI SAMJHANA,
LIKHA HAI TERI ANKHON MEIN KISKA AFSANA.
(TEEN DEVIYAAN)
18.ANKHON MEIN KYA JI
(NAU DO GYARAH)
19.NEED KABHI REHTI THI ANKHON MEIN
(AASRA)
20.JALTE HAI JISKE LIYE
(SUJATA)
21.PARDESIYON SE NA AKHIYAAN MILANA, PARDESIYON KO HAI IK DIN JANA
PARDESION SE NA AKHIYAAN MILANA, PARDESION SE NA AKHIYAAN MILANA.
(JAB JAB PHOOL KHILE)
22.HUM APKI ANKHON MEIN IS DIL KO
(PYASA)
23.AKHIYON KE JHAROKE SE
(AKHIYON KE JHAROKON SE)
24.JEEVAN SE BHARI TERI ANKHEN
(SAFAR)
25.PONCHHKAR ASHQ APNI ANKHON SE
(NAYA RAASTA)
26.YEH ANKHEN DEKH KAR HUM SARI
(DHANVAN)
27.ANKHON KI GUSTAKHIYAAN MAAF HO
(HUM DIL DE CHUKE SANAM)
28.ANKHON ANKHON MEIN HUM TUM
(MAHAL)
29.HUMNE DEKHI HAI UN ANKHON KI
(KHAMOSHI)
30.ANKHON ANKHON MEIN BAAT
(ANKHON ANKHON MEIN)
31.NA KISIKI AANKH KA NOOR
(LALQUILA)
32.JANE KYA DOONDTI REHTI HAIN
(SHOLA AUR SHABNAM)
33.ANKH MAARE
(SIMMBA)
34.AKHIYON SE GOLI MARE
(AKHIYON SE GOLI MARE)
35.ANKHON MEIN QAYAMAT KE BADAL
(KISMAT)
36.DIL MEIN TUJHE BITHAKE KAR LOONGI MAIN BANDH ANKHEN,
POOJA KAROONGI TERI, HOKE RAHOONGI TERI.
(FAKIRA)
37.ANKHON MEIN TERI AJAB SI
(ON SHANTI OM)
38.IN ANKHON KI MASTI KE
(UMRAO JAAN)
39.NAINA BARSE RIMJIM
(WOH KAUN THI)
40.KAJRARE KAJRARE TERE KALE NAINA
(BUNTY AUR BABLI)
41.NAINO MEIN BADRA CHHAYE, BIJURI SI CHAMKE HAI,
AISE MEIN BALAM MOHE APNA BANA LE,
NAINO MEIN BADRA CHHAYE.
(MERA SAAYA-ACTORS -SUNIL DUTT AND SADHANA)
42.HAI RE TERE CHANCHAL TAINWA
(OONCHE LOG)
43.YEH NAYAN DARE DARE
(KOHRA)
44.NAIN MILE CHAIN KAHAN, DIL HAI WOHIN TU HAI JAHAN,
YEH KYA KIYA SAIYAAN SANWARE, O’ TUNE YEH KYA KIYA SAUYAN SANWARE,
(BASANT BAHAR)
45.YEH JHUKE JHUKE NAINA
(BHAROSA)
46.MAIN TO TUM SANG NAIN MILAKE, HAAR GAYI SAJNA,
HAAR GAY I SAJNA
(MANMAUJI- ACTORS – SADHANA)
47.NAINO WALI NE HAI MERA DIL LOOTA, BHOLI BHALI NE,
DIL MERA LOOTA, DIL MERA LOOTA, DIL MERA LOOTA, HAI, HAI HAI,
NAINO WALI NE HAI MERA DIL LOOTA,
(MERA SAAYA-ACTORS -SUNIL DUTT AND SADHANA)
48.AKHIYAAN MILAKE, JIYA BARMAKE, CHALE NAHIN JANA
O’CHALE NAHIN JANA.
(RATAN-ACTORS – )KARAN DEWAN AND SWARN LATA)
50.MERE NAINA SAWAN BHADON
(MEHBOOBA)
51.NAZAR KE SAMNE JIGAR KE PASS
(ASHIQUI)
52.NAZAR LAGI RAJA TORE BANGLE PAR
(KALA PANI)
53.NAZAR NA LAG JAYE KISIKI
(NIGHT IN LONDON)
54.PYAR KO CHAHIYE KYA EK NAZAR
(EK NAZAR)
55.NAZRON SE KEHDO PYAR MEIN
(DOOSRA AADMI)
56.ZARA NAZRON SE KEHDO JI
(BEES SAAL BAAD)
57.TERE CHEHRE SE NAZAR NAHIN
(KABHI KABHIE)
58.CHEHRA HAI YA CHAND KHILA HAI,
(SAGAR)
59.LADI NAZARIYA LADI
(WARRANT)
60.NAIN LAD JAIYE
(GANGA JAMNA)
61.NAZAR SE PHOOL CHUNTI HAI NAZAR
(AHISTA AHISTA)
62.UNKI PEHLI NAZAR KYA
(APRIL PHOOL)
63.SHOKH NAZAR KI BIJLIYAAN
(WOH KAUN THI)
64.MANA TERI NAZAR MEIN TERA PYAR
(AHISTA AHISTA)
65.NAZAR BACHAKAR CHALE GAYE WOH
(RAJKUMAR)
66.JADU TERI NAZAR
(DARR)
67.MAIN TERI NAZAR KA SUROOR HOON
(JAHAN ARA)
68.TERE MAST MAST DO NAIN
(DABANG)
69.AAP KI NAZRON NE SAMJHA
(ANPADH)
- DIL KI NAZAR SE NAZRON KI DIL SE
(ANARI)
71.UNSE MILI NAZAR KE MERE HOSH
(JHUK GAYA ASMAN)
72.JANE MAN EK NAZAR DEKH LE
(MERE MEHBOOB)
73.TUMHARI NAZAR KYON KHAFA HO GAYI
(DO KALIYAAN)
74.JAHAN TERI YEH NAZAR HAI
(KAALIYA)
75.KISI NAZAR KO TERA INTEZAR AAJ BHI
(AITBAAR)
76.NAIN TUMHARE MAZEDAR
(JUNGLEE)
77.JANEMAN JANEMAN TERE DO NAYAN
(CHHOTI SI BAAT)
78.DHANI PALAK PIYA MORI
(DO CHOR)
79.PALKON KE PEECHHE SE KYA TUMNE
(TALAASH)
80.KHULI PALAK MEIN JHOOTHA GUSSA
(PROFESSAR)
81.CHAND SIFARISH JO KARTA
(FANNA)
82.DEKHA HAI PEHLI BAAR
(SAJAN)
Friends, please like, and comment.