Nayi Subah Zaroor Ayegi
Subah Savere Bhor Ke Geet
1.Gum Hain Kisike Pyar Mein Dil Subah Shaam,
Par Tumhe Likh Nahin Paoon Main Uska Naam Hai Raam, Hai Raam
Film – Rampur Ka Laxman – Actors – Randhir Kapoor – Rekha
2.Raat Ke Humsafar Thak Ke Ghar Ko Chale, Jhoomti Ja Rahi, Hai Subah Pyar Ki,
Dekh Kar, Samne, Roop Ki Roshni, Phir Luti Ja Rahi, Hai Subah Pyar Ki
Film – An Evening in Paris – Actors – Shammi Kapoor, and Sharmila Tagore
3. Jab Raat Hai Aisi Matwali, Phir Subaha Ka Alam Kya Hoga,
Phir Subaha Ka Alam Kya Hoga,
Film – Moghal-E-Azam –
Actors – Dilip Kumar, Madhubala, Nigar Sultana, and Others
4.Raat Kali Ik Khwab Mein Ayi, Aur Gale Ka Haar Hui,
Subah-O Ko Jab Hum Neend Se Jage, Ankh Unhi Se Chaar Hui
Raat Kali Ik Khwab Mein Ayi, Aur Gale Ka Haar Hui,
Film – Buddha Mil Gaya – Actors – Navin Nischal and Archana
5.Subah Aur Shaam, Kaam Hi Kaam, Kyon Nahin Lete Piya Pyar Ka Naam,
Kaam Se Jisko Mile Na Chhutti, Kaam Se Jisko Mile Na Chhutti,
Aise Sajna Se Meri Katti, Katti, Katti, Subah Aur Shaam, Kaam Hi Kaam,
Film – Uljhan – Actors – Sulakshana Pandit and Sanjeev Kumar
6.Dhoom Machi Dhoom Aaj Ki Raina, Bhor Huye Takk Nache Jawani
Dhoom Machi Dhoom Aaj Ki Raina, Bhor Huye Takk Nache Jawani,
Subah Takk Hum Kahen Ik Kahani, Jhoomti Dhadkano Ki Zubani,
Dhoom Machi Dhoom Aaj Ki Raina, Bhor Huye Takk Nache Jawani,
Film – Kala Patthar – Actors – Neetu Singh, Poonam Dhillon, Shatrughan Sinha,
Rakhee, Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Parveen Bani, Geeta Siddarth,
Satyen Kappu, and Others
7.Teri Ankhon Ke Siva Duniya Mein Rakha Kya Hai, Ye Uthe Subah Tale,
Yeh Jhuken Shaam Dhale, Mera Jeena, Mera Marna Inhi Palkon Ke Tale,
Teri Ankhon Ke Siva Duniya Mein Rakha Kya Hai,
Film-Chirag-Actors-Sunil Dutt and Asha Parekh
8.Ku Ku Ku, KuKu Ku, Subah Subah Koyal Bole
Film – Pyar Toone Kya Kiya – Actors – Urmila Matondkar and Fardeen Khan
9. Gaya Andhera, Hua Ujaala, Chamka Chamka Subah Ka Taara
Toote Dil Ka Bandha Sahara, Chamka Chamka Subah Ka Taara
Film – Subah Ka Tara – Actors – Pradeep Kumar and Jayshree
10. Subah Na Ayi, Shaam Na Aayi, Jis Din Teri Yaad Na Ayi.
Yaad Na Ayi, Subah Na Ayi, Shaam Na Aayi,
Film – Cha Cha Cha – Actor – Chandra Shekhar and Helen
11. Yahi Hai Woh Saanjh Aur Savera, Yahi Hai Woh Saanjh Aur Savera,
Jiske Liye Tadpe Hum Saara Jeevan Bhar, Yahi Hai Woh Saanjh Aur Savera,
Film – Saanjh Aur Savera – Actors – Guru Dutt and, Meena Kumari
12. Savere Wali Gaadi Se Chale Jayenge, Savere Wali Gaadi Se Chale Jayenge,
Kuchh De Ke Jayenge, Kuchh Leke Jayenge, , Savere Wali Gaadi Se Chale Jayenge,
Film – Laat Saab – Actors – Shammi Kapoor, Nutan, and Others
13. Raat Bhar Ka Hai Mehmaan Andhera, Kiske Roke Ruka Hai Savera
Raat Bhar Ka Hai Mehmaan Andhera,
Film – Sone Ki Chidiya – Actors – Balraj Sahni and Nutan
14. Savere Ka Sooraj Tumhare Liye Hai, Ke Bujhte Diye Ko Na Tum Yaad Karna,
Hue Ek Beeti Hui Baat Hum To, Koi Ansoo Hum Par Na Barbaad Karna,
Savere Ka Sooraj Tumhare Liye Hai,
Film – Ek Baar Muskura Do – Actors – Deb Mukherjee and Tanuja
15. Woh Subah Kabhi To Ayegi, Woh Subah Kabhi To Ayegi,
In Kali Sadiyon Ke Sar Se, Jab Raat Ka Anchal Dalkega,
Jab Dukh Ke Badal Piglenge, Jab Sukh Ka Sagar Chhalkega,
Jab Amber Jhoom Ke Nachega, Aur Dharti Nagme Gayegi,
Woh Subah Kabhi To Ayegi, Woh Subah Kabhi To Ayegi,
Film – Phir Subah Hogi – Actors – Raj Kapoor and Mala Sinha
16. Chahunga Main Tujhe, Saanjh Savere,
Phir Bhi Kabhi Ab Naam Ko Tere, Aawaaz Main Doonga,
Aawaaz Main Doonga, Chahunga Main Tujhe, Saanjh Savere,
Film – Dosti – Actor – Sudhir Kumar
17. Tu Lali Hai Savere Wali, Gagan Rang De Tu Mere Man Ka,
Jo Sooraj Tu, Main Dharti Teri, Tu Saathi Hai Mere Jeevan Ka
Film – Abhi To Jee Lein – Actors – Jaya Bhaduri and Danny Dendongpa
18. Gham Ki Andheri raat Mein, Dil Ko Na Bekarar Kar,
Subah Zaroor Ayegi, Subah Ka Intezaar Kar
Film – Sushila
Friends, this question has been taken from Google Question Hub,
please like and comment.
(Photo courtesy Pexels)