Dil Ki Awaaz Suno
Madley Songs – Tum Bhi Mere Sang Gaa Lo
1.Deeye Jalte Hain, Phool Khilte Hai,
Badi Mushkil Se Magar, Duniya Mein Dost Milte Hain,
Deeye Jalte Hain,
Film – Namak Haram – Actors – Rajesh Khanna and Amitabh Bachchan
2.Jalte Hain Jiske Liye, Teri Ankhon Ke Deeye,
Dhoondh Laya Hoon Wohi, Geet Main Tere Liye,
Jalte Hain Jiske Liye,
Film – Sujata – Actors – Sunil Dutt and Nutan
3. Jeevan Se Bhari Teri Ankhen,
Majboor Karen Jeene Ke Liye, Jeene Ke Liye,
Sagar Bhi Taraste Rahate Hain,
Tere Roop Ka Ras Peene Ke Liye, Peene Ke Liye,
Jeevan Se Bhari Teri Ankhen,
Film – Safar – Actors – Rajesh Khanna and Sharmila Tagore
4. Tujhe Jeevan Ki Dor Se Bandh Liya Hai, Bandh Liya Hai,
Teri Khushiyaan Aur Gham, Sar Ankhon Par,
Maine Badle Mein Pyar Ke Pyar Deeya Hai, Pyar Deeya Hai,
Tere Zulm Aur Sitam Sar Ankhon Par,
Film – Asli Naqli – Actors – Dev Anand and Sadhana
5. Hai Isi Mein Pyar Ki Abru, Woh Jhafa Karen, Main Wafa Karoon,
Jo Wafa Bhi Kaam Na Aa Sake, To Wohi Kahen Ke Main Kya Karoon,
Hai Isi Mein Pyar Ki Abru,
Film – Anpadh – Actors – Mala Sinha and Dharmendra
6. Pyar Hua Ikraar Hua Hai, Pyar Se Phir Kyon Darta Hai Dil,
Kahata Hai Dil Rasta Mushkil, Maloom Nahin Hai Kahan Manzil,
Pyar Hua Ikraar Hua Hai, Pyar Se Phir Kyon Darta Hai Dil,
Film – Shree 420 – Actors – Raj Kapoor, Nargis, and Others
7.Isharon Isharon Mein Dil Lene Waale,
Bata Yeh Hunar Toone Seekha Kahan Se
Nigahon Nigahon Mein Jaadu Chalana,
Meri Jaan Seekha Hai Tumne Jahan se,
Film – Kashmir Ki Kali – Actors – Shammi Kapoor and Sharmila Tagore
8. Ankhon Hi Ankhon Mein Ishara Ho Gaya,
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya,
Ankhon Hi Ankhon Mein,
Film – C.I.D. – Actors – Dev Anand and Shakila
9. Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna,
Lakh Karle Tu Inkaar Sajna, Dildaar Sajna,
Hai Yeh Pyar Sajna,
Film – Dilwale Dulhaniya Le Jayenge – Actors – Shahrukh Khan and Kajol
10. Sanu Ik Pal Chain Na Ave, Sajna Tere Bina,
Sajna Tere Bina, Dil Jane Kyon Ghabrave, Sajna Tere Bina,
Film – Raid – Actors – Ajay Devgan and Iliana D’Cruz
11.Dil Ki Awaaz Bhi Sun Mere Fasane Pe Na Ja,
Meri Nazron Ki Taraf Dekh Zamane Pe Na Ja,
Dil Ki Awaaz Bhi Sun,
Film – Hum Saaya – Actors – Joy Mukherji and Sharmila Tagore
12.Sun Le Pukar Aai, Aaj Tere Dwar Leke,
Ansuon Ki Dhaar Mere Sanware,
Main To Ek Bheekh Mangu Tujh Se Phaila Ke Haath Re,
Sun Le Pukar Aai, Aaj Tere Dwar Leke,
Ansuon Ki Dhaar Mere Sanware,
Film – Phool Aur Patthar – Actors – Meena Kumari and Dharmendra
13.Tum Pukar Lo, Tumhaara Intezaar Hai,
Khwab Bun Rahi Hai Raat Bekarar Hai
Tumhaara Intezaar Hai,
Film – Khamoshi – Actors – Dharmendra and Waheeda Rehman
14..Aaja Ke Intezaar Mein, Jane Ko Hai Bahar Bhi,
Tere Bagain Zindagi, Dard Banke Rah Gayi,
Film – Halaku – Actors – Ajeet and Meena Kumari
15.In Baharon Mein Akele Na Phiro,
Raah Mein Kali Ghata Rok Na Le,
Mujhko Ye Kali Ghata Rokegi Kya,
Ye To Khud Hai Meri Zulfon Ke Tale,
Film – Mamta – Actors – Dharmendra and Suchitra Sen
16.Teri Raahon Mein Khade Hain Dil Tham Ke,
Hum Hain Deewane Tere Naam Ke,
Meri Akhiyon Ke Noor, Mere Dil Ke Suroor,
Chahe Raho Door Door, Tumhein Paana Hai Zaroor
Film – Chhaliya – Actors – Nutan And Raj Kapoor
17.Banda Parvar, Tham Lo Jigar,
Ban Ke Pyar Phir Aaya Hoon,
Khidmat Mein Apke Huzoor,
Phir Wohi Dil Laaya Hoon,
Film – Phir Wohi Dil Laaya Hoon,
Actors – Joy Mukherji, Asha Parekh, and Others
18.Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas,
Koi Rahata Hai, Wo Ho Tum,
Film – Ashiqui – Actors – Rahul Roy and Anu Agarwal
19.Koi Aaya Dhadkan Kahati Hai,
Dheere Se Palkon Ki Ye Girti Uthati Chilman Kahati Hai,
Koi Aaya Dhadkan Kahati Hai,
Film – Lajwanti – Actors – Nargis and Balraj Sahni
20.Dhadkane Lage Dil Ke Taron Ki Duniya,
Sanwar Jaye Hum Bekaraon Ki Duniya, Jo Tum, Muskura Do,
Film – Dhool Ka Phool – Actors – Rajendra Kumar and Mala Sinha
21. Taron Ki Zubaan Par Hai Mohabbat Ki Kahani,
Ah Chand Mubarak Ho Tujhe Raat Suhani
Film – Nausherwane –Adil – Actors – Raj Kumar and Mala Sinha
22. Mohabbat Ki Jhoothi Kahani Pe Roye,
Badi Chot Khayi, Jawani Pe Roye,
Jawani Pe Roye, Mohabbat Ki Jhoothi Kahani PeRoye,
Film – Mughal-E-Azam – Actors – Madhubala and Dilip Kumar
23. Hawaon Pe Likh Do, Hawaon Ke Naam,
Hum Anjaan Pardesiyon Ka Salaam,
Hawaon Pe Likh Do, Hawaon Ke Naam,
Film – Do Dooni Char – Actors – Kishore Kumar and Neetu Singh
24. Naam Gum Jayega, Chehra Yeh Badal Jayega,
Meri Awaaz Hi Pehchan Hai, Gar Yaad Rahe,
Film – Kinara – Actors – Hema Malini, Jeetendra, and Dharmendra
25. Badal Jaye Agar Mali, Chaman Hota Nahin Khali,
Baharein Phir Bhi Aati Hain, Baharein Phir Bhi Ayengi,
Film – Baharein Phir Bhi Ayengi – Actors – Dharmendra and Others
26. Chaman Ke Phool Bhi Tujhko, Gulab Kahate Hain,
Hameen Nahin, Hameen Nahin,hain Sabhi Lajawaab Kahate Hain,
Nazar Milake Mere Dil Ki Baat Pahachano,
Suna Hai Chehre Ko Dil Ki Kitaab Kahate Hain,
Chaman Ke Phool Bhi Tujhko
Film – Shikari – Actors – Ajit and Ragini
27.Phool Ahista Phenko, Phool Bade Nazuk Hote Hain,
Vaise Bhi To Yeh Bad-Kismat Nok Pe Kaanton Ki Sote Hain
Phool Ahista Phenko,
Film – Prem Kahani – Actors – Rajesh Khanna, Mumtaz, and Shashi Kapoor
28. Bade Hain Dil Ke Kale, Haan Yahi Neeli Si Ankhon Wale,
Soorat Buri Ho Bura Nahin Dil Mera, Na Ho Yakeen Azamale,
Meri Jaan Wah Wah Wah, Meri Jaan Wah Wah Wah,
Film – Dil Deke Dekho – Actors – Shammi Kapoor, Asha Parekh and Others
29. Yahi Woh Jagah Hai, Yahi Woh Fizayen,
Yahin Par Kabhi, Aap Hum Se Mile The,
Inhe Hum Bhala Kis Tarah Bhool Jayen,
Yahin Par Kabhi, Aap Hum Se Mile The,
Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi – Actors – Sharmila Tagore and Biswajeet
30. Ye Raat Ye Fizayen, Phir Aye Ya na Aye,
Aao Shama Bujha Ke, Hum Aaj Dil Jalayen,
Ye Raat Ye Fizayen,
Film – Batwara – Actors – Jawahar Kaul and Zabeen
Friends, the question is taken from Google Question Hub,
I am sure you will like all the songs, please like and comment)
(Image: Google Images)