Actor in Demand

Actress Rekha’s Romantic Songs

Raat Bhar Khwab Mein, Dekha Karenge Tumhein

1.  Dekha Ek Khwab To Yeh Silsile Hue,

Door Tak Nigah Mein Hain Gul Khile Hue,

Yeh Gila Hai Apki Nighahon Se,

Phool Bhi Ho Darmiyan To Fasle Hue

Dekha Ek Khwab To Yeh Silsile Hue,

Door Tak Nigah Mein Hain Gul Khile Hue,

Film – Silsila – Actors – Rekha and Amitabh Bachchan

2. Ye Kahan Aa Gaye Hum, Yunhi Saath Saath Chalte,

Teri Bahon Mein Hain Jaanam, Mere Jism-O-Jaan Pigalte,

Teri Bahon Mein Hain Jaanam, Mere Jism-O-Jaan Pigalte,              

Film – Silsila – Actors – Rekha and Amitabh Bachchan

3. Pahali Pahali Baar Dekha Aisa Jalwa Ho, Aisa Jalwa,

Yeh Ladki Hai Ya Shola,

Shola Hai Shola, Shole Se Darna,

Marna To Thande, Paani Mein Marna,

Raham Jawani Pe Kha, O Mundeya, Raham Jawani Pe Kha,

Film – Silsila – Actors – Rekha and Amitabh Bachchan

4. Yaar Ki Khabar Mil Gayi, Gayi, Pyar Ki Nazar Mil Gayi, Gayi,

Door Thi Bahut Manzil Apni, Paas Magar Mil Gayi, Gayi,

Film – Ram Balram – Actors- Rekha, Amitabh Bachchan

Sujit Kumar – Asit Sen and Others

5.  Achchha Kaho, Chahe Bura Kaho,

Jhootha Kaho, Chahe Sachcha Kaho,

Humko Sab Qubool, Humse Bhool Ho Gayi,

Hamka Mafi Dai Do,

Humse Bhool Ho Gayi, Hamka Mafi Dai Do,

Film-Ram Balram-Actor- Rekha and Amitabh Bachchan

6.  Neela Asman So Gaya, Neela Asman So Gaya,

Film – Silsila – Actors – Rekha and Amitabh Bachchan

7.  Salam-E-Ishq Meri Jaan Zara Qabool Kar Lo,

Tum Humse Pyar Karne Ki Zara Si Bhool Kar Lo,

Mera Dil Be-Chain Hai, Humsafar Ke Liye,

Mera Dil Be-Chain Hai, Humsafar Ke Liye,

Salam-E-Ishq Meri Jaan Zara Qabool Kar Lo,

Film – Muqaddar Ka Sikandar –

Actors – Rekha and Amitabh Bachchan

8. Pardesiya Ye Sach Hai Piya,

Sabh Kahate Hai Maine, Tujhko Dil De Diya,

Main Kahati Hoon Tune, Mera Dil Le Liya,

Film – Mr. Natwarlal – Actors – Rekha and Amitabh Bachchan

9.  He Naam Re, Sabse Bada Tera Naam,

O’ Sheron Waali, Oonche Deron Waali,

Begade Banade Mere Kaam, Naam Re,

Film – Suhaag – Actors – Rekha, Amitabh Bachchan and Others

10. Mausam Suhane Aa Gaye, Lo Pyar Ke Zamane Aa Gaye,

 Lo Pyar Ke Zamane,  Aa Gaye, Mausam Suhane Aa Gaye

Film – Judai – Actors – Rekha and Jeetendra

11. Hum Tum Se Pyar Na Karte To Tum Kya Karte,

Tadap Tadap Ke Jeete, Tadap Tadap Ke Marate,

Aur Hum Kya Karte

Film – Ek Hi Bhool – Actors – Rekha and Jeetendra

12. Maar Gayi Mujhe Teri Judai, Duss Gayi Yeh Tanhai,

Teri Yaad Jo Ayi To, Ankhon Mein Neend Nahi Ayi,

Maar Gayi Mujhe Teri Judai, Duss Gayi Yeh Tanhai,

Teri Yaad Jo Ayi To Ankhon Mein Neend Nahi Ayi,

Film – Judai – Actors  – Rekha and Jeetendra

13. Hume Aur Jeene Ki, Chahat Na Hoti,

Agar Tum Na Hote, Agar Tum Na Hote

Film – Agar Tum Na Hote – Actors – Rekha and Rajesh Khanna

14.  Samay Ke Darpan Mein, Samay Ke Darpan Mein,

Sukh Dykh Apna Dekhen,

Aao Hum Tum Mil Jul Ke Ik Sapna Dekhen,

Aao Hum Tum Mil Jul Ke Ik Sapna Dekhen,

Film – Jeevan Dhara – Actors – Rekha and Kanwaljeet Singh

15.  Phool Gulab Ka, Lakhon Mein Hazaron Mein,

Ik Chehra Janab Ka,

Jhonke Suroor Ke, Jhonke Suroor Ke,

Aisi Tareefen, Tareefen, Aisi Tareefen,

Karna  Seekhe Koi Huzoor Se,

Phool Gulab Ka, Lakhon Mein Hazaron Mein,

Ik Chehra Janab Ka,

Film – Biwi Ho To Aisi – Actors – Rekha and Farooq Shaikh

16.  In Akhon Ki Masti Ke Mastane Hazaron Hain,

Mastane Hazaron Hain, In Ankhon Se Wabasta,

Afsane Hazaron Hain, In Ankhon Ki Masti Ke,

Film – Umrao Jaan – Actors – Rekha, Farooq Sheikh, and Others

17. Dil Cheez Kya Hai Aap Meri Jaan Lijiye,

Bas Ek Baar Mera Kaha Maan Lijiye,

Bas Ek Baar Mera Kaha Maan Lijiye,

Dil Cheez Kya Hai Aap Meri Jaan Lijiye,

Film – Umrao Jaan – Actors – Rekha, Farooq Sheikh, and Others     

18.  Yeh Kya Jagah Hai Doston,

Yeh Kaunsa Dayaar Hai,

Had-E-Nigah Tak Jahan Gubbar Hi Gubbar Hai,

Gubbar Hi Gubbar Hai, Yeh Kya Jagah Hai Doston,

Yeh Kaunsa Dayaar Hai,

Film – Umrao Jaan – Actors – Rekha and Others

19.  Piya Bhanwari, Piya Bhanwari,

Pi, Kahan Pi Kahan, Piya Piya Bole Re,

Piya Bhanwari, Piya Bhanwari, Piya Bhanwari,

Film-Khoobsurat – Actors – Rekha and Rakesh Roshan

20. Hanste Hanste, Kat Jayen Raste,

Zindagi Yunhi Chalti Rahe,

Khushi Mile Ya Gham, Badlenge Na Hum,

Duniya Chahe Badalti Rahe,

Film – Khoon Bhari Maang –

Actors – Rekha and Rakesh Roshan

21.  Apki Ankhon Mein Kuchh Mehke Hue Se Raaz Hain

Apse Bhi Khoobsurat, Apke Andaaz Hain,

Apki Ankhon Mein Kuchh Mehke Hue Se Raaz Hain

Film – Ghar – Actors – Rekha and Vinod Mehra

22. Tere Bina Jiya Jaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na,

Bin Tere, Tere Bin Sajna, Saans Mein Saans Aye Na,

Tere Bina Jiya Jaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na,

Film – Ghar – Actors – Rekha and Vinod Mehra

23.  Phir Wohi Raat Hai Raat Hai Khwab Si,

Raat Bhar Khwab Mein,

Dekha Karenge Tumhe,

Phir Wohi Raat Hai, Raat Hai Khwab Si

Film – Ghar – Actors – Rekha and Vinod Mehra

24.  Gum Hain Kisike Pyar Mein Dil Subah Shaam,

Par Tumhe Likh Nahin Paoon Main Uska Naam,

Hai Raam, Hai Raam

Film – Rampur Ka Laxman –

Actors – Rekha and Randhir Kapoor   

25. Tumne Kisise Kabhi Pyar Kiya Hai,

Pyar Bhara Dil Kisiko Diya Hai,

Pyar Kahan Apni Kismat Mein,

Pyar Kahan Apni Kismat Mein,

Pyar Ka Bas Deedar Kiya Hai,

Film – Dharmatma – Actors – Rekha and Feroz Khan

(Image: Google Images)