Yeh Asar Tumhari Mast Nazar Ka Hai
Fiza Bhi Nashe Mein Choor Ho Gayi Hai
1.Jhuki Jhuki Si Nazar, Bekarar Hai Ke Nahin, Daba Daba Sa Kahin,
Dil Mein Pyar Hai Ke Nahin, Jhuki Jhuki Si Nazar
Film – Arth – Actors – Shabana Azmi, Raj Kiran, Geeta Kak, Siddarath Kak.
2.Yaar Ki Khabar Mil Gayi, Gayi, Pyar Ki Nazar Mil Gayi, Gayi
Door Thi Bahut Manzil Apni, Paas Magar Mil Gayi, Gayi
Film – Ram Balram – Actors- Amitabh Bachchan – Rekha-
Sujit Kumar – Asit Sen and Many others
3.Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas, Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas,
Koi Rehta Hai, Woh Ho Tum, Tum, Tum, Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas,
Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas, Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas,
Film – Ashiqui- Actors – Rahul Roy and Anu Agarwal
4. Tumhari Mas Nazar, Gar Idhar Nahin Hoti, Nashe Mein Chhoor Fiza,
Is Qadar Rahin Hoti, Tumhari Mast Nazar
Film – Dil Hi To Hai – Actors – Raj Kapoor and Nutan
5. Nazar Na Lag Jaye Kisiki Rahon Mein, Chhupa Ke Rakh Loon Aa,
Tujhe Nighahon Mein, Tu Kho Na Jaye, O’My Love, O’My Love,
Film – Night In London – Actors – Biswajeet and Mala Sinha
6. Ah Phoolon Ki Rani, Baharon Ki Mallika, Tera Muskurana Gazab Ho Gaya,
Na Dil Hosh Mein Hai, Na Hum Hosh Mein Hain, Nazar Ka Milana, Gazab Ho Gaya,
Ah Phoolon Ki Rani, Baharon Ki Mallika, Tera Muskurana Gazab Ho Gaya.
Film – Arzoo – Actors – Rajendra Kumar and Sadhna.
7. Baag Mein Kali Khili Bagiya Mehki, Aur Hai Re, Abhi Idhar Bhanwra Nahin Aya,
Raah Mein Nazar Jhuki Behki Behki, Aur Be-Wajah,Ghadi Ghadi, Yeh Dil Ghabraya,
Hai Re, Kyon Na Aya, Kyon Na Aya, Kyon Na Aya.
Film – Chand aur Suraj – Actor – Tanuja and Dharmendra
8. Main Sitaron Ka Tarana, Main Baharon Ka Khazana, Lekar Ik Angdayi,
Mujhpe Daal Nazar Ban Jha Deewana, Roop Ka Tum Ho Khazana,
Tum Ho Meri Jaan Ye Mana, Lekin Pahle De Do Mera Paanch Rupaiya Barah Aana,
Paanch Rupaiya, Barah Aana, Marega Bhaiya, Na Na Na.
Film – Chalti Ka Naam Gadi – Actors – Kishore Kumar and Madhubala
9. Akhiyon Ke Jharokhon Se, Maine Dekha Jo Sanware, Tum Door Nazar Aye,
Badi Door Nazar Aye, Band Kar Ke Jharokhon Ko, Zara Baithi Jo Sochne,
Mann Mein Tumhi Muskaye, Mann Mein Tumhi Muskaye
Film – Akhiyon Ke Jharokhon Se – Actors – Sachin and Ranjeeta
10. Pyar Ko Chahiye Kya Ek Nazar, Ek Nazar
Film – Ek Nazar – Actors – Amitabh Bachchan and Jaya Bhaduri
11. Nazron Se Kehdo Pyar Mein Milne Ka Mausam, Milne Ka Mausam Aa Gaya,
Bahon Mein Bahen Daal Ke Phir Ne Ka Mausam, O’Phirne Ka Mausam Aa Gaya,
Film – Doosra Aadmi – Actors – Rishi Kapoor and Neetu Singh
12. Pyar Hua Hai Jab Se, Mujhko Nahin Chain Ata, Chhup Ke Nazar Se Bhi Tu,
Dil Se Nahin Jata, Are, Pyar Hua Hai Jab Se, Mujhko Nahin Chain Ata,
Chhup Ke Nazar Se Bhi Tu, Dil Se Nahin Jata,
Film – Abhilasha – Actors – Sanjay Khan and Nanda
13. Zara Nazron Se Kehdo Ji, Nishana Chook Na Jaye, Zara Nazron Se Kehdo Ji,
Film – Bees Saal Baad – Actors – Biswajeet and Waheeda Rehman
14.Mere Paas Aao, Nazar To Milao, Suno To Zara Dhadkane Mere Dil Ki,
Inhi Mein Tumhari Kahani Milegi, Mere Paas Aao, Nazar To Milao,
Film – Sangharsh – Actors – Dilip Kumar and Vyjayantimala
15. Tere Chehre Se, Tere Chehre Se, Nazar Nahin Hatati, Nazare Hun Kya Dekhen,
Nazare Hum Kya Dekhen, Tujhse Milke Bhi, Tujhse Milke Bhi, Pyas Nahin Ghatati,
Nazare Hum Kya Dekhen, Nazare Hum Kya Dekhen,
Film – Kabhi Kabhie – Actors Rishi Kapoor and Neetu Singh
16.Mera Pyar Bhi Tu Hai Yeh Bahar Bhi Tu Hai, Tu Hi Nazron Mein,
Jane-Tamanna, Tu Hi Nazaron Mein, Nazaron Mein
Film-Saathi-Actors-Rajendra Kumar and Vyjayantimala
17.Chand Takta Hai Idhar, Aao Kahin Chhup Jayen, Kahin Lage Na Nazar,
Aao Kahin Chhup Jayen, Chand Takta Hai Idhar,
Film-Dhooj Ka Chand-Actors-Bharat Bhushan and B.Saroja Devi
18. Tumhari Nazar Kyon Khafa Ho Gayi, Khata Baksh Do, Gar Khata Ho Gayi,
Hamara Irada To Kuchh Bhi Na Tha, Tumhari Khata, Khud Saza Ho Gayi,
Tumhari Nazar Kyon Khafa Ho Gayi, Khata Baksh Do, Gar Khata Ho Gayi,
Film – Do Kaliyaan – Actors – Biswajit and Mala Sinha
19. Do Sitaron Ka Zameen Par Hai Milan Aaj Ki Raat, Muskurata Hai,
Umeedon Ka Chaman Aaj Ki Raat, Rang Layi Hai Mere, Dil Ki Lagan,
Aaj Ki Raat, Sari Duniya Nazar Ati Hai Dulhan Aaj Ki Raat,
Do Sitaron Ka Zameen Par Hai Milan Aaj Ki Raat, Aaj Ki Raat
Film – Kohinoor – Actors – Dilip Kumar and Meena Kumari
20. Dil Ki Nazar Se, Nazron Ki Dil Se, Yeh Baat Kya Hai, Yeh Raaz Kya Hai,
Koi Hame Bata De, Dil Ki Nazar Se, Nazron Ki Dil Se,
Film – Anari – Actors – Raj Kapoor and Nutan
21. Ladi Nazariya Ladi, JaliYeh Phuljhadi, Badi Yeh Shubh Ghadi,
Yeh Ghadi Khadi Hai Haathon Mein, Liye Prem Hatkadi,
Aripa Ladi, Aripa Ladi, Ladi Nazariya Ladi, JaliYeh Phuljhadi,
Badi Yeh Shubh Ghadi,
Film – Warrant – Actors – Dev Anand and Zeenat Aman
22.Jaan-E-Mann Ik Nazar Dekhle, Tere Sadque Idhar Dekhle
Film – Mere Mehboob – Actors – Rajendra Kumar, Sadhana, Ameeta, and Others
23. Jeevan Ke Har Mod Par, Mil Jayenge Humsafar, Jo Door Takk Saath De,
Doonde Usi Ko Nazar,Jeevan Ke Har Mod Par, Mil Jayenge Humsafar,
Jo Door Takk Saath De, Doonde Usi Ko Nazar, Tu Wohi Hai Jisko Doonde,
Meri Yeh Do Nigahen
Film – Jootha Kahin Ka – Actors – Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakesh Roshan, and Others
24.Mana Teri Nazar Mein, Tera Pyar Hum Nahin, Kaise Kahen Ke Tere,
Talabgar Hum Nahin, Mana Teri Nazar Mein, Tera Pyar Hum Nahin,
Film – Ahista Ahista – Actors – Kunal Kapoor and Padmini Kolhapure
25.Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar Kisiko Dekhana Ho Gar,
To Pehle Ake Maang Le, Teri Nazar, Meri Nazar,
Film-Saath Saath-Actors-Farooq Shaikh and Deepti Naval
26. Unki Pehli Nazar Kya Asar Kar Gayi, Mujhko Kya Ho Gaya Hai Khuda Jane,
Ek Bijli Giri Aur Main Marr Gayi, Mujhko Kya Ho Gaya Hai Khuda Jane,
Unki Pehli Nazar Kya Asar Kar Gayi,
Film – April Phool – Actors – Biswajit and Saira Bano
27.Teri Zulfen Pareshan, Teri Nazren Pashemaan, Teri Zulfen Pareshan,
Teri Nazren Pashemaan, Kahin Ye Pyar Hi Na Ho,Kahin Yeh Pyan Hi Na Ho,
Naseeb-E-Dushmana- Teri Zulfen Pareshan, Teri Nazren Pashemaan,
Film – Preet Na Jane Reet – Actors – Shammi Kapoor and B. Saroja Devi
28. Nazar Se Phool Chunti Hai Nazar Ahista Ahista Ahista
Film – Ahista Ahista – Actors – Kunal Kapoor and Padmini Kolhapure
29. Shokh Nazar Ki Bijliyaan, Dil Pe Mere Giraye Ja,
Mera Na Tu Kuchh Khayal Kar, Tu Yunhi, Muskuraye Ja
Shokh Nazar Ki Bijliyaan
Film – Woh Kaun Thi – Actors – Manoj Kumar and Parveen Chaudhary
30. Nazar Bachakar Chale Gaye Woh, Varna Ghayal Kar Deta,
Dil Se Dil Takra Jaata To, Mann Mein Agni Bhar Deta, Varna Ghayal Kar Deta
Film – Dil Tera Deewana – Actors – Shammi Kapoor and Mala Sinha
31. Jadu Teri Nazar, Khushboo Tera Badam, Nu Haan Kar, Ya Na Karr,
Tu Hai Meri Kiran,
Film – Darr – Actors – Shahrukh Khan and Juhi Chawla
32. Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon, Tujhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Tere Paas Rehke Bhi Door Hoon, Tujhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho,
Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon
Film – Jahan Ara – Actors – Bharat Bhushan and Mala Sinha
33. Aap Ki Nazron Ne Samjha Pyar Ke Kabil Mujhe, Dil Ki Ah Dhadkan,
Thahar Ja, Mil Gayi Manzil Mujhe, Apki Nazron Ne Samjha
Film – Anpadh – Actors – Dharmendra and Mala Sinha
34. Unse Mili Nazar Ke Mere Hosh Udh Gaye, Aisa Hua Asar, Aisa Hua Asar,
Aisa Hua Asar, Ke Mere Hosh Udh Gaye, Unse Mili Nazar Ke Mere Hosh Udh Gaye,
Film – Jhuk Gaya Asmaan – Actors – Rajendra Kumar and Saira Bano
35. Jahan Teri Yeh Nazar Hai, Meri Jaan Mujhe Khabar Hai,
Bach Na Saka Koi Hai Kitne, Lambe Hain Mere Haath Itne, Dekh Meri Jaan,
Dhyan Kidhar Hai, Jahan Teri Yeh Nazar, Meri Jaan Mujhe Khabar Hai
Film – Kaaliya – Actors – Amitabh Bachchan, Amjad Khan and Others
36. Kisi Nazar Ko Tera Intezar Aaj Bhi Hai
Film – Aitbaar – Actors – Suresh Oberoi, Dimple Kapadia, and Others
37. Teri Pyari Pyari Soorat Ko, Kisiki Nazar Na Lage, Chashm-E- Badoor
Mukhde Ko Chhupa Lo Anchal Mein, Kahin Meri Nazar Na Lage, Chashm-E-Badoor
Teri Pyari Pyari Soorat Ko, Kisiki Nazar Na Lage, Chashm-E- Badoor
Film – Sasural – Actors – Rajendra Kumar and B. Saroja Devi
38.Bach Ke Rehna Re Baba, Bach Ke Rehna Re, Bach Ke Rehna Re Baba,
Tuj Pe Nazar Hai, Tere Liye Aye Tere Hi Deewane, Jhoome Nachen Gaye,
Aye Rang Jamane, Kaise Kaise Tohfe Laye Tu Kya Jane, Tu Kya Jane,
Bach Ke Rehna Re Baba, Bach Ke Rehna Re, Bach Ke Rehna Re Baba,
Tuj Pe Nazar Hai,
Film – Pukar –
Actors – Amitabh Bachchan, Randhir Kapoor, Zeenat Aman, Tina Munim, and Others
39.Deewane Hain Deewano Ko Na Ghar Chahiye, Na Ghar Chahiye,
Mohabbat Bhari Ik Nazar Chahiye, Nazar Chahiye
Film – Zanjeer – Actors – Amitabh Bachchan & Jaya Bhaduri
40. Ati Rahengi Baharen, Jaati Rahengi Baharen, Dil Ki Nazar Se Duniya Ko Dekho,
Duniya Sada Hi Haseen Hai, Ati Rahengi Baharen, Jaati Rahengi Baharen,
Film – Kasme Vaade – Actors – Amitabh Bachchan, Rakhee, and Randhir Kapoor
4. Nazar Lagi Raja Tore Bangle Par
Film – Kala Bazar – Actors – Dev Anand, Nalini Jaywant, and Others
Friends, please like and comment.