Reader's Favourite

Bhanware Ki Gunjan Mera Dil Hai

(Photo courtesy Pexels)

Raat Aur Din Mehkane Lage Hain

Romantic Hindi Songs For Wife

A romantic tuning between husband and wife through Bollywood songs.

1.Tu Meri Main Tera Duniya Se Kya Lena

Film-Beta-Actors-Anil Kapoor and Madhuri Dixit

2.Tera Saath Hai To Mujhe Kya Kami Hai, Andheron Se Bhi,Mil Rahi Roshni Hai,

Tera Saath Hai To,

Film-Pyasa Sawan-Actors-Jeetendra and Maushumi Chatterjee

3.Tere Bina Zindagi Se Koi Shikwa To Nahin, Shikwa Nahin,Shikwa Nahin,

Shikwa Nahin, Tere Bina Zindagi Bhi Lekin, Zindagi To Nahin, Zindagi Nahin,

Zindagi To Nahin, Zindagi Nahin,Tere Bina Zindagi Se Koi Shikwa To Nahin,

Film-Aandhi-Actors-Sanjeev Kumar and Suchitra Sen

4.Ah Meri Zohra Zabeen Tujhe Maloom Nahin Tu Abhi Tak Hai Haseen,

Aur Main Jawan, Tujhpe Qurbaan Meri Jaan, Meri Jaan, Ah Meri Zohra Zabeen,

Tujhe Maloom Nahin Tu Abhi Tak Hai Haseen, Aur Main Jawan,

Tujhpe Qurbaan Meri Jaan, Meri Jaan,

Film-Waqt-Actors-Balraj Sahni, Achala Sachdev and Others

5.O Mere Sanam O Mere Sanam Do Jism Magar Ik Jaan Hain Hum,

Ik Dil Ke Do Armaan Hain Hum, O Mere Sanam, O Mere Sanam

Film-Sangam-Actors-Raj Kapoor and Vyjayantimala

6.Ah Maine Kasam Li, Ah Tune Kasam Li, Nahin Honge Juda, Hum,

Ah Maine Kasam Li, Ah Tune Kasam Li, Nahin Honge Juda, Hum,

Film-Tere Mere Sapne-Actors-Dev Anand and Mumtaz

7.Jeevan Ki Bagiya Mehkegi, Chahkegi, Lahekegi, Phoolon Ki Kaliyaan,

Jhoomengi, Jhulengi, Chumengi, Jeevan Ki Bagiya

Film-Tere Mere Sapne-Actors-Dev Anand and Mumtaz

8.Tere Mere Milan Ki Ye Raina, Naya Koi Gul Khilayegi,Tabhi To Chanchal,

Hain Tere Naina, Dekho Na, Dekho Na, Tere Mere Milan Ki Ye Raina,

Film-Abhimaan-Actors-Amitabh Bachchan and Jaya Bachchan

9.Teri Bindiya Re, Hai Hai Teri Bindiya Re,Teri Bindiya Re, Hai Hai,

 Teri Bindiya Re, Sajan Bindiya Le Legi, Teri Nindiya, Re Hai Hai,

Teri Bindiya Re

Film-Abhimaan-Actors-Amitabh Bachchan and Jaya Bachchan

10.Lute Koi Man Ka Nagar Banke Mera Aa Sathi, Kaun Hai SWoh,

Apno Mein Kabhi, Aisa Kahin Hota Hai, Yeh To Bada Dokha Hai,

Lute Koi Man Ka Nagar Banke Mera Aa Sathi,

Film-Abhimaan-Actors-Amitabh Bachchan and Jaya Bachchan

11.Dukh Bhare Din Beete Re Bhaiya Ab Sukh Ayo Re,

Rang Jeevan Mein Naya Layo Re

Film-Mother India-Actors-Nargis, Rajkumar  and Others

12.Tum HoTo Har Raat Diwali Har Din Meri Holi Hai

Film-Mashal-Actors-Dilip Kumar,Waheeda Rehman, Saeed Jaffri,

Anil Kapoor, Rati Agnihotri, and Others

13.Kabhi Kabhie Mere Dil Mein Khayal Aata Hai, Ke Jaise Tujhko,

Banaya Gaya Hai Mere Liye, Tu Ab Se Pehle, Sitaron Mein Bas Rahi,

Thi Kahin, Tujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye,

Kabhi Kabhie Mere Dil Mein Khayal Aata Hai

Film-Kabhi Kabhie-Actors-Amitabh Bachchan and Rakhee)

14.Mujhko Apne Gale Lagalo Ah Mere Humrahi, Tumko Kya,

Batlaun Main, Ke Tumse Kitna Pyar Hai, Mujhko Apne Gale Laga Lo

Film-Humrahi-Actors-Rajendra Kumar and Jamna

15.Woh Din Yaad Karo, Woh Din Yaad Karo, Woh Phoolon Ki Chhaiyaan,

Woh Mausam Suhana, Woh Din Yaad Karo, Woh Din Yaad Karo,

Woh Din Yaad Karo, Woh Chhup Chhup Ke Milna, Woh Hasna Hasana,

Woh Din Yaad Karo,

Film-Humrahi-Actors- Mehmood and Shubha Khote

16.Chhota Sa Ghar Hai Yeh Magar, Chhota Sa Ghar Hai Yeh Magar,

Tum Isko Pasand Karlo, Haan, Darwaza Bandh Karlo, Darwaza Bandh Karlo,

Main Haan Kahoon, Ya Na Kahoon, Main Haan Kahoon, Ya Na Kahoon,

Tum Mujhko Razamand Karlo, Haan, Darwaza Bandh Karlo, Darwaza Bandh Karlo,

Film-Darr-Actors-Sunny Deol and Juhi Chawla

17.Gawah Hain Chand Tare Gawah Hain, Tere Mere Milan Ke,

Apne Deewanepan Ke, Nazare Gawah Hain, Gawah Hain Chand Tare Gawah Hain,

Film-Damini-Actors-Rishi Kapoor and Meenakshi Sheshadri

18.Aaj Madhosh Hua Jaye Re Mera Mann Mera Mann Mera Mann, Bina Hi Baat,

Muskuraye Re, Mera Mann, Mera Mann, Mera Mann

Film-Sharmilee-Actors-Shashi Kapoor and Rakhee

19.Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Main Bata Doon,

Teri Zulf Phir Sawaroon, Teri Maang Phir Saja Doon,

Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Main Bata Doon,

Film-Daag-Actors-Rajesh Khanna and Sharmila Tagore

20.Umra Hui Tumse Mile, Phir Bhi Jane Kyon, Aise Lage,

 Jaise Pehli Baar Mile Hum

Film-Bahurani-Actors-Guru Dutt and Mala Sinha

21.Mera Pyar Bhi Tu Hai Yeh Bahar Bhi Tu Hai, Tu Hi Nazron Mein,

Jane-Tamanna, Tu Hi Nazaron Mein, Nazaron Mein

Film-Saathi-Actors-Rajendra Kumar and Vyjayantimala

22.Dheere Dheere Chal Chand Gagan Mein, Dheere Dheere Chal,

 Chand Gagan Mein, Kahin Dhal Na Jaye Raat, Toot Na Jayen Sapne,

 Dheere Dheere Chal Chand Gagan Mein,

Film-Love Marriage-Dev Anand and Mala Sinha

23.Humne Jo Dekhe Sapne Sach Ho Gaye Woh Apne, Oh Mere Sajna,

Din Aa Gaye Hain Pyar Ke, O Mere Sajna Din Aa Gaye Qarar Ke,

Humne Jo Dekhe Sapne Sach Ho Gaye Woh Apne, Oh Mere Sajna,

Film-Parivaar-Actors-Jeetendra and Nanda

24.Apne Pyar Ke, Sapne Sach Hue, Hoton Pe Geeton Ke Phool Khil Gaye,

Sari Duniya Chhod ke Mann Meet Mil Gaye, Apne Pyar Ke, Sapne Sach Hue,

Film-Barsaat Ki Ek Raat-Actors-Amitabh Bachchan and Rakhee

25.Chaudhavin Ka Chand Ho,Ya Aftab Ho, Jo Bhi Ho Tum Khuda Ki Kasam,

Lajawab Ho, Chaudhavin Ka Chand Ho,

Film-Chaudhvin Ka Chand-Actors-Guru Dutt and Waheeda Rehman

26.Yahin Kahin Jeeara Hamar Ah Goriya Gum Hui Gava Re

Film-Khudgarz-Shatrughan Sinha and Amrita Singh

27.Tu Mujhe Qubool Main Tujhe Qubool Is Baat Ka Gawah Khuda,

Khuda Gawah, Khuda Gawah

Film-Khuda Gawah-Actors-Amitabh Bachchan and Sridevi

28.Samay Tu Dhire Dhire Chal, Sari Duniya Chhod Ke Peechhe,

 Age Jaoon Nikal, Main To Aage Jaoon Nikal, Pal, Pal, Pal, Pal

Film-Karam-Actors-Rajesh Khanna and Vidya Sinha

29.Main Jo Boloon Haan To Haan, Main Jo Boloon Na To Na

Film-Priyatama-Actors-Jeetendra and Neetu Singh

30.Maan Jaiye Maan Jaiye Baat Mere Dil Ki Jaan Jaiye

Film-Himmat-Actors-Jeetendra and Mumtaz

31.Wada Karle Sajna Tere Bina Main Rahoon Mere Bina Tu Na Rahe,

Ho Ke Juda, Yeh Wada raha, Na Honge Juda, Yeh Wada Raha

Film-Haath Ki Safai-Actors-Vinod Khanna and Simmi Garewal

32.Aapki Ankhon Mein Kuchh Mahke Hue Se Raaz Hain, Apse Bhi Khoobsurat,

Apke Andaz Hain, Aapki Ankhon Mein Kuchh Mahke Hue Se Raaz Hain,

Film-Ghar-Actors-Vinod Mehra and Rekha

33.Phir Wohi Raat Hai Raat Hai Khwab Si, Raat Bhar Khwab Mein,

Dekha Karenge Tumhe, Phir Wohi Raat Hai, Raat Hai Khwab Si

Film-Ghar-Actors-Vinod Mehra and Rekha

34.Ankhon Mein Humne Aap Ke Sapne Sajaye Hain

Film-Thodi Si Bewafai-Actors-Rajesh Khanna and Shabana Azmi

35.Teri Isi Ada Pe Sanam, Humko To Pyar Aya, Tune Lagaya Gale Se,

Mere Dil Ko Dilko Qarar Aya, Teri Isi Ada Pe Sanam, Humko To Pyar Aya,

Film-Deewana-Actors-Rishi Kapoor and Divya Bharti

36.Tu Mere Samne Hai, Teri Zulphein Hain Khul,Tera Anchal Hai Dhala,

Main Bhala Hosh Mein Kaise Rahon, Tu Mere Samne Hai

Film-Suhagan-Actors-Guru Dutt and Mala Sinha

37.Ik Pyar Ka Nagma Hai Maujon Ki Ravani Hai, Zindagi Aur,

 Kuchh Bhi Nahin, Teri Meri Kahani Hai, Ik Pyar Ka Nagma Hai

Film-Shor-Actors-Manoj Kumar and Nanda

38.Main Na Bhoolunga Main Na Bhoolungi, In Rasmon Ko, In Kasmon Ko,

 In Rishte Naton Ko, Main Na Bhooluga, Main Na Bhoolungi

Film-Roti Kapda Aur Makan-Actors-Manoj Kumar and Zeenat Aman

39.Zindagi Ki Na Toote Ladi, Pyar Karle Ghadi Do Ghadi,

Film-Kranti-Actors-Manoj Kumar and Hema Malini

40.Jab Koi Baat Bigad Jaye Jab Koi Mushkil Pad Jaye  Tum Dena Saath Mera

Film-Jurm-Actors-Vinod Khanna and Meenakshi Sheshadri

41.Bheegi Bheegi Raton Mein Meethi Meethi Baton Mein, Aisi Barsaton Mein,

Kaisa Lagta Hai,

Film-Ajnabee-Actors-Rajesh Khanna and Zeenat Aman

42. Maine Poochha Chand Se Ke Dekha Hai Kahin, Mere Yaar Sa Haseen,

Chand Ne Kaha, Chandni Ki Kasam, Nahin, Nahin, Nahin,

Maine Poochha Chand Se

Film – Abdullah – Actors – Sanjay Khan and Zeenat Aman

43.Sara Pyar Tumhara Maine Baandh Liya Hai Anchal Mein

Film-Anand Ashram-Actors-Uttam Kumar and Sharmila Tagore

44.Ek Tera Saath Humko, Do Jahan Se Pyara Hai, Tu Hai To Har Sahara Hai

Film-Wapas-Actors-Alka and Ajay

45.Mujhe Chhoo Rahi Hain Teri Garm Sansein, Mere Raat Aur Din

Mahakane Lage Hain

Film-Swayamvar-Actors-Shashi Kapoor and Maushumi Chatterjee

46.Itni Haseen Itni Jawan Raat Kya Karen, Jage Hain Kuchh Ajeeb se,

Jazbaat Kya Karen, Itni Haseen Itni Jawan Raat Kya Karen,

Film-Aaj Aur Kal-Actors-Sunil Dutt and Nanda

47.Bahon Ke Darmiyaan Do Pyar Mil Rahe Hain

Film-Khamoshi-Actors-Salman Khan and Manisha Koirala

48.Meri Duniya Hai Tujhmein Kahin, Tere Bin Main Kya, Kuchh Bhi Nahin,

Meri Jaan Mein Teri Jaan Hai, O’Saathi Mere,

Meri Duniya Hai Tujhmein Kahin, Tere Bin Main Kya, Kuchh Bhi Nahin,

Film-Vaastav-Sanjay Dutt and Namrata Shirodkar

49.Tu Chhupi Hai Kahan, Main Tadapta Yahan, Tere Bin Phika Phika Ha,

Dil Ka Jahan, Tu Chhupi Hai Kahan, Main Tadapta Yahan,

Film-Navrang-Actors-Mahipal and Sandhya

50. Adha Hai Chandrama, Raat Adhi, Reh Na Jaye Teri Meri Baat Adhi,

Mulaqat Adhi, Adha Hai Chandrama

Film-Navrang-Actors-Mahipal and Sandhya

51.Ik Raat Mein Do Do Chand Khile, Ik Ghoonghat Mein, Ik Badli Mein,

Apni Apni Manzil Se Mile, Ik Ghoonghat Mein, Ik Badli Mein,

Ik Raat Mein Do Do Chand Khile

Film-Barkha-Actors-Nanda and Anant Kumar

52.Chand Jane Kahan Kho Gaya, Chand Jane Kahan Kho Gaya,

Tumko Chehre Se Parda, Hatana Na Tha, Chandni Ko Yeh Kya Ho Gaya,

Tumko Bhi Is Tarah Muskurana Na Tha, Chand Jane Kahan Kho Gaya,

Chand Jane Kahan Kho Gaya,

Film-Main Chup Rahoongi-Actors-Sunit Dutt and Meena Kumari

53.Do Sitaron Ka Zameen Par Hai Milan, Aaj Ki Raat, Aaj Ki Raat

Film-Kohinoor-Actors-Dilip Kumar and Meena Kumari

54.Chand Raat Tum Ho Saath Kya Karen Ke Ab Jo Dil Machal Machal Gaya

Film-Half Ticket-Madhubala and Kishore Kumar

55.Bade Achchhe Lagte Hain, Yeh Dharti Yeh Nadiya Ye Raina Aur Tum

Film-Balika Badu-Actors-Sachin and Rajani

56.Tujh Mein Rab Dikhta Hai Yaara Main Kya Karoon

Film-Rabb Ne Banadi Jodi-Actors-Shahrukh Khan and Anushka Sharma

57.Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar Kisiko Dekhana Ho Gar,

To Pehle Ake Maang Le, Teri Nazar, Meri Nazar,

Film-Saath Saath-Actors-Farooq Shaikh and Deepti Naval

58.Tujhe Jeevan Ki Dor Se, Baandh Liya Hai, Teri Khushiyaan Aur Gham,

Sar Ankhon Par, Maine Badle Mein Pyar ke Pyar Diya Hai,Pyar Diya Hai,

Tere-Zul-O-Sitam, Sar Ankhon Par

Film-Asli Naqli-Actors-Dev Anand and Sadhna

59.Chanda Se Hoga Woh Pyara, Phoolon Se Hoga Woh Nyara

Nachega Angan Mein Chham Chham, Nanha Sa Munna Hamara

Film-Main Bhi Ek Ladki Hoon-Actors-Dharmendra and Meena Kumari

60.Apke Paas Jo Ayega Woh Pigal Jayega

Film-Kaajal-Actors-Dharmendra and Padmini

61.Jo Tumko Ho Pasand Wohi Baat Karenge, Tum Din Ko Agar Raat Kaho,

Raat Kahenge, Jo Tumko Ho Pasand Wohi Baat Karenge,

Film-Safar-Actors-Feroz Khan and Sharmila Tagore

62.Hum Dono Milke Kagaz Pe Dilke, Chitthi Likhenge Jawab Ayega

Film-Tumhari Kasam-Actors-Navin Nischal and Padmini Kapila

63.Aaj Phir Tum Pe Pyar Aya Hai,

Film-Dayawan-Vinod Khanna and Madhuri Dixit

64.Teri Ankhon Ke Siva Duniya Mein Rakha Kya Hai, Ye Uthe Subah Tale,

Yeh Jhuken Shaam Dhale, Mera Jeena, Mera Marna Inhi Palkon Ke Tale,

Teri Ankhon Ke Siva Duniya Mein Rakha Kya Hai,

Film-Chirag-Actors-Sunil Dutt and Asha Parekh

65. Bhanware Ki Gunjan Hai Mera Dil, Kab Se Sambhale.Rakkha Hai Dil,

Tere Liye, TereLiye, Tere Liye, TereLiye,

Film – Kal Aaj Aur Kal – Actors – Randhir Kapoor, Babita and Others

66.Bekhudi Mein Sanam, Uth Gaye Jo Kadam,

Aa Gaye, Aa Gaye, Aa Gaye, Paas Hum, Aa Gaye, Paas Hum

Film-Hasina Maan Jayegi-Actors-Shashi Kapoor and Babita

67.Man Se Man Ki Dor Bandhi

Film –Malik-Actors-Rajesh Khanna and Sharmila Tagore

68.Jo Wada Kiya Woh Nibhana Padega, Roke Zamana Chahe, Roke Khuda Bhi

Tumko Aana Padega, Jo Wada Kiya Woh Nibhana Padega,

Film-Tajmahal-Actors-Pradeep Kumar and Bina Rai

69.Chand Takta Hai Idhar, Aao Kahin Chhup Jayen, Kahin Lage Na Nazar,

Aao Kahin Chhup Jayen, Chand Takta Hai Idhar,

Film-Dhooj Ka Chand-Actors-Bharat Bhushan and B.Saroja Devi

70. Hue Hain Tumpe Ashiq Hum, Bhala Mano, Bhura Mano,

Yeh Chahat Ab Na Hogi Kam, Bhala Mano Bura Mano

Film – Mere Humdum – Actors – Biswajeet and Asha Parekh

71.Tumse Badkar Duniya Mein Na Dekha Koi Aur, Zuban Par,

Aaj Dil Ki Baat Aa Gayi

Film-Kamchor-Actors-Rakesh Roshan and Jaya Prada

72.Tujj Sang Preet Lagai Sajna, Sajna, Sajna, Sajna, O’Rama,

Hai Bedardi, Hai Bedardi,

Film -Kamchor-Actors-Rakesh Roshan and Jaya Prada

73.Ye Jo Chilman Hai Dushman Hai Hamari, Kitni Sharmilee, Ho,

Kitni Sharmilee, Dulhan Hai Hamari, Yeh Jo Chilman Hai

Film-Mehboob Ki Mehandi-Actors-Rajesh Khanna and Leena Chandavarkar

74.Huzoor is Qadar, Bhi Na Itra Ke Chaliye, Khul-E-Aam Anchal Na,

Lahara Ke Chaliye, Huzoor is Qadar, Bhi Na Itra Ke Chaliye,

Film-Masoom-

Actors-Shabana Azami, Nasiruddin Shah, Saeed Jaffrey, and Others

75.Hume Aur Jeene Ki, Chahat Na Hoti, Agar Tum Na Hote, Agar Tum Na Hote

Film-Agar Tum Na Hote-Actors-Rajesh Khanna and Rekha

76.Phir Chhidi Raat Baat Phoolon Ki, Raat Hai Ya Baraat Phoolon Ki

Film-Bazar-Actors-Farooq Shaikh and Supriya Pathak

77.Tum Agar Saath Dene Ka Vaada Karo, Main Yunhi Mast Naghmen,

Lutata Rahoon, Tum Mujhe Dekh Kar Muskurati raho, Main Tumhe Dekhkar,

Geet Gata Rahoon,

Film-Humraaz-Actors-Sunil Dutt and Vimmi

78.Tu Mujhmein Hai Main Tujh Mein Hoon, Tu Husn Hai Main Ishq Hoon

Film-Humraaz-Actors-Sunil Dutt and Mumtaz

79.Hum Jab Simat Ke Apki Bahon Mein Aa Gaye, Lakhon Haseen Khwab,

Nighahon Mein Aa Gaye, Hum Jab Simat Ke Apki Bahon Mein Aa Gaye,

Film-Waqt-Actors-Sunil Dutt and Sadhana

80.Ye Khamoshiyan Ye Tanhaiyaan, Mohabbat Ki Duniya Hai, Kitni Jawan,

Ye Khamoshiyan Ye Tanhaiyaan, Mohabbat Ki Duniya Hai, Kitni Jawan,

Film-Ye Raste Hain Pyar Ke-Actor-Sunil Dutt and Leela Naidu

81.Ye Raaten Ye Mausam Nadi Ka Kinara, Yeh Chanchal Hawa,

Kaha Do Dilon Ne Ke Milkar Kabhi Hum Na Honge Juda,

Ye Raaten Ye Mausam Nadi Ka Kinara, Yeh Chanchal Hawa,

Film-Dilli Ka Thug-Actors-Kishore Kumar and Nutan

82. Tere Mere Sapne, Ab Ek Rang Hain, O’Jahan Bhi Le Jayen,

Rahen, Hum Sang Hain, Tere Mere Sapne, Ab Ek Rang Hain,

Film – Guide – Actors – Dev Anand and Waheeda Rehman

83. Tum Jo Hue Mere Humsafar, Raste Badal Gaye, Lakhon Diye,

Mere Pyar Ki Rahon Mein Jal Gaye

Film – 12 O’Clock – Actors – Guru Dutt and Waheeda Rehman

84.Paanv Chhoo Lene Do Phoolon Ko Inayat Hogi, Inayat Hogi,

Varna Humko Nahin, Inko Bhi Shikayat Hogi, Shikayat Hogi

Paanv Choo Lene Do Phoolon Ko Inayat Hogi, Inayat Hogi,

Film-Tajmahal-Actors-Pradeep Kumar-Bina Rai

85. Ab Kya Misal Doon Main Tumhare Shabab Ki,

Insaan Ban Gayi Hai Kiran, Mahtaab Ki, Ab Kya Misal Doon

Film – Arti – Actors – Meena Kumari and Pradeep Kumar

87. Teri Ankhon Ki Chahat Mein, To Main Sab Kuchh Bhula Doonga,

Mohabbat Kaise Ki Jati, Mohabbat Kaise Ki Jati, Main Duniya Ko,

Dikha Doonga, Teri Ankhon Ki Chahat Mein,

Film – Janta Hawaldar – Actors – Rajesh Khanna and Yogita Bali

88. Husnwale Tera Jawab Nahin, Koi Tujhsa Nahin Hazaron Mein,

Husnwale Tera Jawab Nahin

Film – Gharana – Actors – Rajendra Kumar and Asha Parekh

89.Tum Roothi Raho, Main Manata rahoon, To In Adaon Pe Aur Pyar Ata Hai

Thode Shikve Bhi Hon, Kuchh Shikayat Bhi Ho, To Maza Jeene Ka Aur Bhi Ata Hai

Film – Aas Ka Panchhi – Actors – Rajendra Kumar and Vyjayantimala

90. Ankhon Mein Teri, Ajab Si, Ajab Si Adayen Hain,

Film – Om Shanti Om – Actors – Shahrukh Khan and Deepika Padukone

91.Jadu Bhari Ankhon Wali Suno, Tum Aise Mukhe Dekha Na Karo

Film – Dastak – Actors – Sushmita Sen and Mukul Dev

92., Mere Pyar Ki Umar Ho Itni Sanam, Tere Naam Se Shuru, Tere Naam Pe Khatam,

Teri Khushi Mein Hai Khushi Tere Gham Se Gham, Tere Naam Se Shuru,

Tere Naam Pe Khatam, Mere Pyar Ki Umar Ho Itni Sanam

Film – Waaris – Actors – Raj Babbar and Amrita Singh

Friends, this question is taken from Google Question Hub.

Please like and comment.