Reader's Favourite

Mahendra Kapoor Hit Songs List In English

“Mangi Thi Ik Due Jo Qabool Ho Gayi”

1.  Chalo Ik Baar Phir Se Ajnabi Ban Jayen Hum Dono,

Chalo Ik Baar,

Film – Gumraah –

Actors – Sunil Dutt, Mala Sinha and Ashok Kumar

2. Aap Aye, To Khayal-E-Dil-E-Nashad Aya,

Kitne Bhoole Hue Zakhmon Ka Pata Yaad Aya,

Aap Aye, To Khayal-E-Dil-E-Nashad Aya, Aap Aye,

Film – Gumraah –

Actors – Sunil Dutt, Mala Sinha and Ashok Kumar

3.  Tum Agar Saath  Dene Ka Vaada Karo,

Main Yunhi Mast Nagmein Lutata Rahoon,

Tum Mujhe Dekhkar Muskurati Raho,

Main Tumhein Dekhkar Geet Gaata Rahoon,

Film – Humraaz – Actors – Sunil Dutt and Vimmi

4.  Na Moonh Chhupa Ke Jiyo, Aur Na Sar Jhuka Ke Jiyo,

Gamon Ka Daur Bhi Aye To Muskura Ke Jiyo,

Na Moonh Chhupa Ke Jiyo, Aur Na Sar Jhuka Ke Jiyo,

Film – Humraaz – Actors – Sunil Dutt and Vimmi

5.  Kisi Patthar Ki Moorat Se Mohabbat Ka Irada Hai,

Parastish Ki Tamanna Hai, Ibadat Ka Irada Hai,

Kisi Patthar Ki Murat Se,

Film – Humraaz – Actors – Sunil Dutt andVimmi,

Manmohan Krishna, and Others

6.  In Hawaon Mein In Fizaon Mein,

In Hawaon Mein In Fizaon Mein,

Tujj Ko Mera Pyar Pukare,

Aaja Aaja Re, Tujhko Mera Pyar Purkare,

Film – Gumraah – Actors – Sunil Dutt, Mala Sinha

7.  Hum Jab Simat Ke Apki Bahon Mein Aa Gaye,

Lakhon Haseen Khwab, Nighahon Mein Aa Gaye,

Hum Jab Simat Ke Apki Bahon Mein Aa Gaye,

Film – Waqt – Actors – Sunil Dutt and Sadhana

8.  Mere Desh Ki Dharti, Sona UgleUgle Heere Moti,

 Mere Desh Ki Dharti, Mere Desh Ki Dharti,

Film – Upkaar – Actors – Manoj Kumar and Others

9.  Hai Preet Jahan Ki Reet Sada,

Hai Preet Jahan Ki Reet Sada,

Main Geet Wahan Ke Gaata Hoon,

Bharat Ka Rahane Wala Hoon,

Bharat Ki Baat Sunta Hoon,

Hai Preet Jahan Ki Reet Sada,

Film – Purab Aur Paschim –

Actors – Manoj Kumar, Rajendra Nath, and Others

10.  Aur Nahin Bas Aur Nahin, Gham Ke Pyale Aur Nahin,

Dil Mein Jagah Nahin Baki, Rok Nazar Apni Saqui,

Aur Nahin Bas Aur Nahin, Gham Ke Pyale Aur Nahin,

Film – Roti Kapda Aur Makaan – Actors – Manoj Kumar,

Shashi Kapoor, Zeenat Aman, and Others

11.   Kho Gaya Hai Mera Pyar, Kho Gaya Hai Mera Pyar,

Kho Gaya Hai Mera Pyar, Mera Pyar,

Dhoondhta Hoon Main Mera Pyar,

Film – Hariyali Aur Rasta – Actor – Manoj Kumar

12.   Badal Jaye Agar Mali, Chaman Hota Nahin Khali,

Baharen Phir Bhi Ati Hain, Baharen Phir Bhi Ayengi,

Badal Jaye Agar Mali, Chaman Hota Nahin Khali,

Film – Baharen Phir Bhi Ayengi –

Actors – Dharmendra and Others

13. Yeh Kali Jab Talak, Phool Ban Ke Khile,

Intezaar, Intezaar, Intezaar Karo,   Intezaar Karo,

Intezaar Woh Bhala Kya Kare Tum Jise,

Bekarar, Bekarar, Bekarar Kao, Bekarar Karo,

Film – Aye Din Bahar Ke –     

Actors – Dharmendra and Asha Parekh

14.  Neele Parbaton Ki Dhara,

Ayi Dhhoondne Kinara, Badi Door Se,

Sab Ko Sahara Chahiye, Koi Hamara Chahiye,

Film – Admi Aur Insaan –

Actors – Dharmendra and Saira Bano

15.  Zindagi Iteefaq Hai, Zindagi Iteefaq Hai,

Kal Bhi Ittefaq Thi, Aaj Bhi Ittefaf Hai,

Zindagi Iteefaq Hai,

Film – Admi Aur Insaan –

Actors – Dharmendra, Mumtaz, Feroz Khan, and Others

16.  Dhadkne Lage Dil Ke Taron Ki Duniya,

Sanwar jayen Hum Bekaraon Duniya,

Jo Tum, Muskurado,  Jo Tum, Muskurado,

Film – Dhool Ka Phool –

Actors – Rajendra Kumar and Mala Sinha

17.  Tere Pyar Ka Asra Chahta Hoon,

Wafa Kar Raha Hoon, Wafa Chahta Hoon,

Haseeno Se Ahade Wafa Chahte Ho,

Haseeno Se Ahade Wafa Chahte Ho,

Bade na Samajh Ho, Yeh Kya Chahte Ho,

Bade Na Samajh Ho,

Film – Dhool Ka Phool –

Actors – Rajendra Kumar and Mala Sinha

18.  Har Dil Jo Pyar Karega, Woh Gana Gayega,

Deewana Saikadon Mein Pehchana Jayega, Deewana,

Film – Sangam – Actors – Raj Kapoor, Rajendra Kumar,

Vyjayantimala, and Others

19.  Mera Pyar Woh Hai, Ke Mar Kar Bhi Tumko,

Juda Apni Bahon Se Hone Na Dega,

Mili Mujhko Jannat To, Jannat Ke Badle,

Khuda Se Meri Jaan, Tumhein Maang Lega,

Mera Pyar Woh Hai,

Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi –

Actors – Biswajeet and Sharmila Tagore

20.  Lakhon Hain Yahan Dilwale, Aur Pyar Nahin Milta,

Ankhon Mein Kisi Ki Wafa Ka, Izhaar Nahin Mita,

Film – Kismat – Actor – Biswajeet and Others

21.  Din Hain Bahar Ke Tere Mere Ikraar ke,

Dil Ke Sahare Aja Pyar Karen,

Dushman Hain Pyar Ke, Jab Lakhon Gham Sansar Ke,

Dil Ke Sahare Kaise Pyar Karen,

Film – Waqt – Actors – Shashi Kapoor and Sharmila Tagore

22.   Phool Ban Jaoonga, Shart Yeh Hai Magar,

Phool Ban Jaoonga, Shart Yeh Hai Magar,

Mujhko Zulphon Mein Apni Saja Lijiye,

Film – Pyar Kiye Ja –

Actors – Shashi Kapoor and  Rajshree (South Actress)

23.  Shamal Shamal Baran, Komal Komal Charan,

Tere Mukhade Pe Chanda, Gagan Ka Jada,

Bade Man Se Vidhata Ne Tujhko Ghada,

Shamal Shamal Baran, Komal Komal Charan,

Film – Navrang – Actors – Mahipal and Sandhya

24.  Adha Hai Chandrama Raat Adhi,

Reh Na Jaye Teri Meri Baat Adhi,

Mulaqaat Adhi, Adha Hai Chandrama,

Film – Navrang – Actors – Mahipal and Sandhya

25.  Humne Jo Dekhe Sapne Sach Ho Gaye Woh Apne,

O’ Mere Sajna, Din Aa Gaye Hain Pyar Ke,

O’ Mere Sajna, Din Aa Gaye Qarar ke.

Humne Jo Dekhe Sapne Sach Ho Gaye Woh Apne, O’ Mere Sajna,

Film – Parivar – Actors – Jeetendra and Nanda

26. Tere Sang Pyar Main Nahin Todna,

Chahe Tere Liye Pade Jag Chhorhna,

Tere Sang Pyar Main Nahin Todna,

Film – Nagin – Actors – Jeetendra and Reena Roy

27.  Dil Ki Yeh Arzoo Thi Koi Dilruba Mile,

Lo Ban Gaya Naseeb, Ke Tum Hum Se Aa Mile,

Dil Ki Yeh Arzoo Thi Koi Dilruba Mile,

Film – Nikaah – Actors – Raj Babbar and Salma Agha

28.  Duniya Mein Tera Hai Bada Naam,

Aaj Mujhe Bhi Tujhse Padd Gaya Kaam –

Film – Loafar – Actor – Omprakash

29.  Aaj Ki Mulaqaat Bas Itani,

Kar Lena Baatein Kal Chahe Jitani,

Achchhi Nahin Hoti Hai Zid Itani,

Dekho Hamein Tumse Hai Preet Kitani,

Aaj Ki Mulaqaat Bas Itani,

Film – Bharosa – Actors – Guru Dutt and Asha Parekh

30.  Neele Gagan Ke Tale, Dharti Ka Pyar Pale,

Aise Hi Jag Mein Aati Hai Subahein,

Aise Hi Shaam Dhale,

Hey, Neele Gagan Ke Tale, Dharti Ka Pyar Pale,

Film – Humraaz – Actors – Raj Kumar and Vimmi           

31.  Usko Nahin Dekha Humne Kabhi,

Par Uski Zaroorat Kya Hogi,

Ah Ma Teri Soorat Se Alag Bhagwan Ki Soorat Kya Hogi –

Film – Dadi Ma –      

Actors – Bina Rai, Kashinath Ghanekar, and Dilipraj

32.  Mangi Thi Ik Due Jo Qabool Ho Gayi,

Umeed Ki Kali Khilke PhoolHoGayi,

Film – Shakti – Actors – Dilip Kumar and Rakhee

(Image: Google Images)