Reader's Favourite

Hindi Film Songs on Alphabet “N”

“Noorani Chehra Hasta Rahe”

1. Naam Gum Jayega, Chehra Yeh Badal Jayega, Meri Awaaz Hi Pehchan Hai,

Gar Yaad Rahe, Naam Gum Jayega, Chehra Yeh Badal Jayega,

 Meri Awaaz Hi Pehchan Hai, Gar Yaad Rahe,

Film – Kinara – Actors – Jeetendra, Hema Malini, and Dharmendra

2. Na Jaane Dil Vich Ki Aya, Main Prem Pyala Pi Aya,

Main Ji Aya, Main Ji Aya, Main Prem Pyala Pi Aya,

Main Ramta Jogi, Main Ramta Jogi, Main Prem Pyala Pi Aya,

Main Prem Pyala Pi Aya, Ik Pal Mein Sadiyaan Ji Aya

Film – Taal – Actors – Anil Kapoor, Aishwarya Rai, and Others

3.Na Jane Kahan Se Ayi Hai, Na Jane Kahan Ko Jayegi,

      Deewana Kise Banayegi, Ye Ladki  

      Badi Chhoti Hai Mulaqat, Bade Afsos Ki Hai Baat,

      Kisike Haath Na Ayegi Ye Ladki

      Film-Chaalbaaz – Actors-Sunny Deol, Sridevi and Others

4. Na Jane Kyon, Hota Hai Yeh Zindagi Ke Saath, Achanak Ye Mann,

Kisike Jane Ke Baad, Kare Phir Uski Yaad Chhoti Chhoti Si Baat, Na Jane Kyon

Film – Chhoti Si Baat – Actors – Vidya Sinha and Amol Palekar

5.Na Yeh Chand Hoga, Na Tare Rahenge, Magar Hum Hamesha Tumhare Rahenge

Na Yeh Chand Hoga, Na Tare Rahenge,

Film – Shart – Actors  – Deepak and Shyama

6.Na Mangu Sona Chandi, Na Mangu Heera Moti, Yeh Mere Kis Kaam Ke,

Mere Sapno Ki Rani, Hogi Tumko Hairani, Yeh To Hain Bass Naam Ke,

Deti Hai Dil De, Badle mein Dil Ke, Ge,Ge, Ge, Ge, Ge Re Saheba,

Pyar Mein Sauda Nahin, Ge,Ge, Ge, Ge, Ge Re Saheba, Pyar Mein Sauda Nahin

Film – Bobby – Actors – Rishi Kapoor, Prem Nath, Dimple Kapadia, and Others

7.Na Jao Saiyaan, Chhurha Ke Baiyaan, Kasam Tumhari Main Ro Padungi,

Ro Padungi, Machal Raha Hai Suhaag Mera,

Jo Tum Na Honge, To Kya Karoongi, Jane Na Doongi,

Film – Sahib Bibi Aur Gulam – Actors – Meena Kumari and Rehman

8.Na To Caarvan Ki Talash Hai, Na To Caarvan Ki Talash Hai,

Na To Humsafar Ki Talash Hai,                   

Mere Shauk-E-Khana Kharab Ko Teri Rahguzar Ki Talash Hai,

Film – Barsaat Ki Raat – Actors – Bharat Bhushan, Shyama,

Ratna Bhushan, Madhubala, Balbir, and Others

9.Na Na Karte Pyar Tumhi Se Kar Baithe

Karna Tha Inkaar, Magar Ikraar Tumhi Se Kar Baithe

Na-Na Karte Pyar Tumhi Se Kar Baithe

Film – Jab Jab Phool Khile – Actors – Shashi Kapoor & Nanda

10.Nain Milakar Chain Churana Kiska Hai Yeh Kaam,

Humse Poochho Humko Pata Hain Us Zalim Ka Naam,

Film – Amne Saamne – Actors – Shashi Kapoor and Sharmila Tagore

11. Nain Lad Jai He To Manwa Ma Kasak Hoi Be Kari,

Prem Ka Chhuti Hai Patakha To Dhmak Hoi Be Kari,

Film – Ganga Jamna – Actors – Dilip Kumar, Vyjayantimala, and Others

12.Naina Mere Rang Bhare, Sapne To Sajane Lage, Kya Pata, Pyar Ki,

Shama Jale Na Jale, Naina Mere Rang Bhare, Sapne To Sajaane Lage,

 Kya Pata, Pyar Ki, Shama Jale Na Jale,

Film –Blackmail – Actors – Rakhee and Dharmendra

13.Naino Wali Ne Hai Mera Dil Loota, Naino wali Ne,

Bholi Bhali Ne, Dil Mera Loota, Dil Mera Loota

Film – Mera Saaya – Actors – Sunil Dutt and Sadhana

14. Nain Tumhare Mazedaar O’Janab-E-Ali,

Humko Tumse Hai Pyar O’Janab-E-Ali,

Film – Junglee – Actors – Anup Kumar and Shashikala

15.Naino Mein Badra Chhaye, Bijuri Si Chamke Hai

Aise Balam Mohe Garva Laga Le, Naino Mein Badra Chhaye,

Film – Mera Saaya – Actors – Sunil Dutt and Sadhana

16. Naino Mein Sapna, Sapno Mein Sajna, Sajna Pe Dil Aa Gaya,

O’ Sajna Pe Dil Aa Gaya

Film – Himmatwala – Actors – Jeetendra and Sridevi

17.Nain Mile Chain Kahan, Dil Hai Vahin Tu Hai Jahan,

Yeh Kya Kiya Saiyaan Sanvare,

Film – Basant Bahar – Actors – Bharat Bhushan and Nimmi

18.Naina Barse, Rimjhim Rimjhim, Piya Tore Avan Ki Aas,

Naina Barse, Rimjhim Rimjhim, Naina Barse, Barse,

Film – Woh Kaun Thi – Actors – Sadhana and Manoj Kumar

19.Nagada, Nagada, Nagada, Baja

Film – Jab We Met

Actors-Shahid Kapoor-Kareena Kapoor and Others     

20. Nakhrewali, Nakhrewali, Dekhane Mein Hai Kaisi Bholi Bhali

Film – Nai Dilli – Actors – Kishore Kumar, Vyjayantimala, and Others

21. Naani Teri Morni Ko Mor Le Gaye, Baki Jo Bacha Tha Kale Chor Le Gaye

Film – Masoom – Actors – Baby Honey Irani and Others

22. Nayak Nahin Khalnayak Hoon Main,

Zulmi Bada Dukhdayak Hoon Main,

Hai Pyar Kya Mujhko Kya Khabar,

Bas Yaar Nafrat Ke Layak Hoon Main

Film – Khalnayak – Actors – Sanjay Dutt and Others

23.Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas, Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas, Koi Rehta Hai,

Woh Ho Tum, Tum, Tum, Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas,

Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas, Nazar Ke Samne, Jigar Ke Paas,

Film – Ashiqui- Actors – Rahul Roy and  Anu Agar

24. Nazar Lagi Raja Tore Bangle Par, Nazar Lagi Raja Tore Bangle Par,

Film – Kala Bazar – Actors – Dev Anand, Nalini Jaywant, and Others     

25. Nazar Na Lag Jaye Kisiki Rahon Mein, Chhupa Ke Rakh Loon Aa,

Tujhe Nighahon Mein, Tu Kho Na Jaye, O’My Love, O’My Love,

Film – Night In London – Actors – Biswajeet and Mala Sinha

26. Nazron Se Kehdo Pyar Mein Milne Ka Mausam, Milne Ka Mausam Aa Gaya,

Bahon Mein Bahen Daal Ke Phir Ne Ka Mausam, O’Phirne Ka Mausam Aa Gaya,

Film – Doosra Aadmi – Actors – Rishi Kapoor and Neetu Singh        

27. Nazar Se Phool Chunti Hai Nazar Ahista Ahista Ahista

Film – Ahista Ahista – Actors – Kunal Kapoor and Padmini Kolhapure

28.Nafrat Ki Duniya Ko Chhorh Ke,           

Pyar Ki Duniya Mein, Khush Rahana Mere Yaar,

Film – Haathi Mere Saathi – Actors – Rajesh Khanna and Others

29.Neele Gagan Ke Tale Dharti Ka Pyar Pale

Film-Humraaz-Actors-Raj Kumar-Vimmi

30. Nis Din, Nis Nin, Mera Dil Ye Sajan, Aisi Batiyan Banaye Haan, Jale Bairi Mann,

Sulge Badan, Aag Si Lag jaye Haan, Nis Din, Nis Nin, Mera Dil Ye Sajan,

Aisi Batiyan Banaye Haan,Jale Bairi Mann, Sulge Badan, Aag Si Lag jaye Haan    

Film – Annadata – Actor – Jaya Bhaduri

Friends, this feature is in response to a question taken from

Google Question Hub.

(Pin Courtesy Canva)