Reader's Choice

Rakhi Festival Songs “Mere Anmol Bhaiya”

“Hum Bahano Ke Liye Mere Bhaiya, Aata Hai Ik Din Saal Mein”

Rakhi festival is also known as “Raksha Bandhan”,

Brother commits to save and help his sister is any given

Circumstances.

1.Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandan Ko Nibhana,

Bhaiya Mere, Chhoti Bahan Ko Na Bhulana,

Dekho Yeh Naata Nibhana, Nibhana,

Film – Chhoti Bahan – Actors – Nanda, Balraj Sahni, and Rehman

2. Mere Bhaiya, Mere Chanda, Mere Anmol Ratan,

Tere Badle, Main Zamane Ki Koi Cheez Na Loon,

Film – Kajal – Actors – Meena Kumari and Shailesh Kumar

3. Chanda Re Mere Bhaiya Se Kahana,

Bahana Yaad Kare, Chanda Re,

Film – Chambal Ki Kasam, Actors – Farida Jalal, Raj Kumar, and Nirupa Roy

4.Meri Pyari Bahaniya, Banegi Dulhaniya,

Sajke Ayenge Dulhe Raja, Bhaiya Raja Bajayega Baaja,

Bhaiya Raja Bajayega Baaja,

Sajna Ke Ghar Chali Jayegi Jo Bahana,

Honth Hasenge Mere Royenge Yeh Naina,

Rakhiya Ke Roz Rani Bahana Ko Bulaunga,

Leke Ayenge Dulhe Raja, Bhaiya Raja Bajayega Baaja,

Bhaiya Raja Bajayega Baaja,

Meri Pyari Bahaniya, Banegi Dulhaniya,

Film – Sachcha Jhootha – Actors – Rajesh Khanna, Naaz, and Others

5.Bandha Hua Ik Ik Daage Mein, Bhai Bahan Ka Pyar,

Rakhi Daagon Ka Tyohaar, Rakhi Daagon Ka Tyohaar,

Film – Rakhi – Actors – Ashok Kumar and Waheeda Rehman

6.Phoolon Ka Taron Ka Sabka Kahana Hai,

Ek Hazaron Mein Meri Bahana Hai,

Sari Umar Hamen Sang Rahana Hai,

Phoolon Ka Taron Ka Sabka Kahana Hai,

Film – Hare Rama Hare Krishna – Actors – Dev Anand, Zeenat Aman,

Master Satyajeet, Kishore Sahu, Achala Sachdev, and Others

7.Bahana Ne Bhai Ki Kalai Pe Pyar Bandha Hai,

Pyar Ke Do Taar Se Sansaar Bandha Hai,

Resham Ki Dori Se, Resham Ki Dori Se, Resham Ki Dori Se,

Sansaar Bandha Hai,

Film – Resham Ki Dori – Actors – Dharmendra and Others

8. Hum Bahano Ke Liye Mere Bhaiya, Aata Hai Ik Din Saal Mein,

Aaj Ke Din Main Jahan Bhi Rahoon, Chale Aana Wahan Har Haal Mein,

Chale Aana Wahan Har Haal Mein,

Hum Bahano Ke Liye Mere Bhaiya, Aata Hai Ik Din Saal Mein,

Film – Anjana – Actors – Nazima, Rajendra Kumar, and Others

9. Dekh Sakta Hoon Main Kuchh Bhi Hogte Hue,

Nahin Main Nahin Dekh Sakta Tujhe Rote Hue,

Nahin Main Nahin Dekh Sakta Tujhe Rote Hue,

Ankh Bhar Ayi Phir Kyon Kisi Baat Par,

Kar Bharosa Bahan Bhai Ki Baat Par,

Bandh Rokar Na Rakhi Mere Haath Par,

(Haath Rakh De Yakeen Se Mere Haath Par)

Muskurade Zara Yunhi Rote Hue,

Nahin Main Nahin Dekh Sakta Tujhe Rote Hue,

Dekh Sakta Hoon Main Kuchh Bhi Hogte Hue,

Nahin Main Nahin Dekh Sakta Tujhe Rote Hue,

Film – Majboor – Actors – Farida Jalal, Amitabh Bachchan, Sulochana,

and Master Alankar Joshi

10.Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa, Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa,

Jaise Chanda Aur Kiran Ka, Jaise Badri Aur Pawan Ka,

Jaise Dharti Aur Gagan Ka,

Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa, Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa,

Film – Be-Iman – Actors – Nazima, Manoj Kumar, and Pran

(Image: Google Images)