Categories: Question Hub

51-“Dil” Word Songs List

“Dil Dhak Dhak Dole-Deewana Liye Jaye Hichkole”

1.  Dil Dena Khel Hai Dildar Ka,

Bhoole Se Naam Na Lo Pyar Ka,

Pyar Bhi Jhootha, Yaar Bhi Jhootha,

Dekho Mujhko Dil Walon Haan,

Khaya Hai Dhokha Maine Pyar Ka,

Dil Dena Khel Hai Dildar Ka,

 Bhoole Se Naam Na Lo Pyar Ka,

Film – Hum Kisise Kum Nahin –

Actors – Rishi Kapoor, Zeenat Aman, and Others

2.  Dard-E-Dil, Darde-Jigar, Dil Mein Jagaya Apne,

Pahle To Main Shayar Tha, Ashiq Banaya Apne

Dard-E-Dil, Darde-Jigar, Dil Mein Jagaya Apne,

Pahle To Main Shayar Tha, Ashiq Banaya Apne

Film –Karz- Actors -Rishi Kapoor, Tina Munim, and Others

3. Poochho Na Yaar Kya Hua, Dil Ka Qarar Kya Hua,

Tum Pe To Hum Mar Mite Hain, Abhi Se,

Jane Humara Age Kya Hoga,  Ai Yai Yai Ya Ai Yai Ya           

Film – Zamane Ko Dikhana Hai –

Actors – Rishi Kapoor and Padmini Kolhapure

4. Tu Tu Hai Wohi, Dil Ne Jise Apna Kaha,

Tu Hai Jahan, Main Hoon Wahan,

Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza,

O’ Mil Jayen Is Tarah,  Do Lehren Jis Tarah,

Phir Ho Na Juda Yeh Wada Raha,

Film – Yeh Vaada Raha –

Actors – Rishi Kapoor and Poonam Dhillon

5.  Mere Toote Hue Dil Se, Koi To Aaj Yeh Poochhe,

Ke Tera Haal Kya Hai, Ke Tera Haal Kya Hai,

Film – Chhalia – Actors – Raj Kapoor and Nutan

6.  Dil Ki Nazar Se, Nazron Ki Dil Se, Yeh Baat Kya Hai,

Yeh Raaz Kya Hai, Koi Hame Batade, Dil Ki Nazar Se

Film – Anari – Actors – Raj Kapoor and Nutan

7. Taron Se Pyare, Dil Ke Ishare,

Pyase Hain Armaan , Aa Mere Pyare,

Ana Hi Hoga Tujhe Ana Hi Hoga, Ana Hi Hoga,

Film – Deewana – Actors – Raj Kapoor, Saira Bano and Others

8.  O’ Mehbooba, O’ Mehbooba,

Tere Dil Ke Paas He Hai Meri Manzil-E-Maqsood,

Tere Dil Ke Paas He Hai Meri Manzil-E-Maqsood,

Woh Kaunsi Mehfil Hai Jahan, Tu Nahin Maujood,

O’ Mehbooba, O’ Mehbooba,

Tere Dil Ke Paas He Hai Meri Manzil-E-Maqsood,

Film – Sangam – Actors – Raj Kapoor and Vyjayantimala

9.  Dil Pukare, Aa Re Aa Re Aa Re, Abhi Na Ja Mere Sathi,

Dil Pukare, Aa Re Aa Re Aa Re, Abhi Na Ja Mere Sathi,

Dil Pukare, Aa Re Aa

Film – Jewel Thief – Actors – Dev Anand and Vyjayantimala

10.  Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Hote Awara,

Jo Khoobsurat Koi Apna, Humsafar Hota

Yeh Dil Na Hota Bechara,

Film – Jewel Thief – Dev Anand, Tanuja and Others

11.  Dil Ka Bhanwar Kare Pukar, Pyar Ka Raag Suno,

Pyar Ka Raag Suno Re

Film – Tere Ghar Ke Samne – Dev Anand and Nutan

12. Tasveer Teri Dil Mein, Jis Din Se Utari Hai, Phiroon Tujhe Sang Leke,

Naye Naye Rang Leke, Sapno Ki Mehfil Mein, Tasveer Teri Dil Mein,

 Jis Din Se Utari Hai, Phiroon Tujhe Sang Leke,

Naye Naye Rang Leke, Sapno Ki Mehfil Mein,

Film – Maya – Actors – Dev Anand and Mala Sinha

13.  Rukk Ja O’Dil Deewane, Poochhoon To Main Zara,

Ladki Hai Ya Hai Jaadu, Khushboo Hai Ya Nasha,

Paas Woh Aye To, Chhoo Ke Main Dekhoon Zara,

Rukk Ja O’Dil Deewane, Poochhoon To Main Zara,

Film – Dilwale Dulhaniya Le Jayenge –

Actors – Shahrukh Khan, Kajol and Others

14.  Dil Se Re, Dil Se, Dil To Akhir Dil Hai Na,

Meethi Si Mushkil Hai Na,

Piya Piya, Piya Piya,  Jeeya Jeeya, Jeeya Na Jeeya

Film – Dil Se – Actors – Shahrukh Khan and Manisha Koirala

15.  Badi Mushkil Hai, Khoya Mera Dil Hai,

Koi Use Doond Ke Laye Na,

Ja Ke Kahan  Main Rapat Lakhaoon, Koi Batlaye Na,

Main Roun Ya Hasoon, Karoon Main Kya Karoon,

Film – Anjaam – Actors – Shahrukh Khan and Beena

16. Koi Na Koi Chahiye, Pyar Karne Wala,

Koi Na Koi Chahiye, Humpe Marne Wala,

Dilo-Jaan Lutayenge, Hum To Usi Par,

Saath Mein Bitayenge Shaam-O-Seher,

Sham-O-Sahar Mere Yaara,

Film – Deewana – Actors – Shahrukh Khan and Others

17.  Lal Dupatta Gir Gaya Re Mera Hawa Ke Jhonke Se,

Mujhko Piya Ne Dekh Liya Hai Re Dhoke Se,

Mana Ke Mujhe Dil Dega Woh, Magar Meri Jaan Lega Woh              

Film – Mujhse Shaadi Karogi – Actors – Salman Khan,

Akshay Kumar, Priyanka Chopra and Others

18.  Dil Deewana Bin Sajna Ke Mane Na,

Yeh Pagla Hai, Samjhane Se Samjhe Na

Yeh Pagla Hai, Samjhane Se Samjhe Na

Film -Maine Pyar Kiya – Actors – Salman Khan and Bhagyashree

19.  Yeh Raat Aur Ye Doori, Tera Milna Hai Zaroori,

Ke Dil Mera Dhak Dhak Dole, Deewana Liye Jaye Hitchkole

Film – Andaz Apna Apna – Actors – Salman Khan, Karisma Kapoor,

Amir Khan, and Raveena Tondon

20.  Jiyen To Jiyen Kaise, Bin Aapke,

 Lagta Nahin Dil Kahin, Bin Apke,

Jiyen To Jiyen Kaise, Bin Aapke,

Film – Saajan –

Actors – Madhuri Dixit, Sanjay Dutt, and Salman Khan

21.  Dil Dhak Dhak Karne Laga, O’Mora Jiara Darne Laga,

Saiyaan Baiyaan Chhorho Na, Kachchi Kaliyaan Todo Na,

Dil Se Dil Mil Gaya, Ab Kaisi Mujhse Haya,

Tu To Hai Meri Dilruba, Kya Lagti Hai Wah Re Wah,

Dil Dhak Dhak Karne Laga, O’Mora Jiara Darne Laga,

Film-Beta-Actors-Anil Kapoor and Madhuri Dixit

22.  Pyar Kiya Nahin Jata, Ho Jaata Hai,

Dil Diya Nahin Jaat Kho Jaata Hai

Film – Won 7 Din – Actors -Anil Kapoor –Padmini Kolhapure

23. Tere Bina Dil Lagta Nahin,

O’ Meri Jaan , Kya Karoon, Kya Karoon,

Tu Jo Nahi, Kuchh Bhi Nahin,

Main Ye Jahan, Kya Karoon, Kya Karoon

Film – Deewana Mastana –

Actors – Anil Kapoor, Govinda, and Juhi Chawla

24.  Kate Nahin Katate Din Yeh Raat,

Kahni Thi Tumse Jo Dil Ki Baat

Woh Aaj Main Kahti Hoon, I Love You,

I Love You, I Love You, I Love You

Film – Mr. India – Actors – Anil Kapoor and Sridevi

25.  Kabhie Main Kahoon, Kabhi Tum Kaho,

Ke Main Tumhe Yeh Dil De Diya

Film – Lamhe – Actors – Anil Kapoor and Sridevi

26. Apka Dil Hamare Paas Hai, Hamara Dil Apke Paas Hai

Film – Hamara Dil Apke Paas Hai –

Actors – Anil Kapoor and Aishwarya Rai

27.  Na Jaane Dil Vich Ki Aya, Main Prem Pyala Pi Aya,

Main Ji Aya, Main Ji Aya, Main Prem Pyala Pi Aya,

Main Ramta Jogi, Main Ramta Jogi, Main Prem Pyala Pi Aya,

Main Prem Pyala Pi Aya, Ik Pal Mein Sadiyaan Ji Aya

Film – Taal – Actors – Anil Kapoor, Aishwarya Rai, and Others

28.  Hum Dil De Chuke Sanam,

Tere Ho Gaye Hain Hum, Teri Kasam

Hum Dil De Chuke Sanam,

Tere Ho Gaye Hain Hum, Teri Kasam

Film – Hum Dil De Chuke Sanam

Actors – Ajay Devgan and Aishwarya Rai Bachchan           

29.  Dil Mein Ik Jaan-E-Tamanna Ne Jagah Payi Hai,

Aaj Gulshan Mein Nahin, Ghar Mein Bahar Ayi Hai,

Dil Mein Ik Jaan-E-Tamanna Ne Jagah Payi Hai,

Film – Be-Nazeer – Actors – Shashi Kapoor and Tanuja

30.  Kabhi Kabhie Mere Dil Mein Khayal Aata Hai,

Ke Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye,

Tu Abse Pehle Sitaron Mein Bas Rahi Thi Kahin,

Tujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye,

Kabhi Kabhie Mere Dil Mein Khayal Aata Hai,

Film – Kabhi Kabhie – Actors – Rakhee,

Shashi Kapoor and Amitabh Bachchan

31.  Dil Doondta Hai Phir Wohi, Fursat Ke Raat Din,

Dil Doondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din

Baithe Rahen, Tasavure, Jaana Kiye Hue,

Dil Doondta Hai Phir Wohi, Fursat Ke Raat Din,

Film – Mausam – Actors – Sharmila Tagore and Sanjeev Kumar

32.  Koi Aaya lachak Uthi Kaya,

Ki Dil Mera Bas Mein Nahin,

Sharmaoon, Lakh Balkhaaoon,

Ki Jaise Par Bina, Main Udhati Jaaon,

Ki Dil Mera bas Mein Nahin,

Film – Daastan – Actors – Sharmila Tagore and Dilip Kumar

33.  Isharon Isharon Mein Dil Lene Wale,

Bata Yeh Hunar Tune Seekha Kahan Se,

Nighahon Nighahon Mein Jadu Chalana,

Meri Jaan Seekha Hai Tumne Jahan Se,

Bata Yeh Hunar Tune Seekha Kahan Se,

Film – Kashmir Ki Kali –

Actors – Sharmila Tagore and Shammi Kapoor

34.  Deewana Hua Badal, Sawan Ki Ghata Chhayi,

Yeh Dekh ke Dil Jhooma, Li Pyar Ne Angdayi,

Deewana Hua Badal,

Film – Kashmir Ki Kali –

Actors – Sharmila Tagore and Shammi Kapoor

35.  Dil Ki Awaaz Bhi SunMere Fasane Pe Na Ja,

Meri Nazron Ki Taraf Dekh Zamane Pe Na Ja,

Dil Ki Awaaz Bhi Sun,

Film – Hum Saaya –

Actors – Joy Mukherji and Sharmila Tagore

36.  Na Koi Dil Mein Samaya, Na Koi Pehlu Mein Aya,

Ja Ke Bhi Paas Rahi Tumhi, O’Jaan-E-Jaan, Janeman, Janti Ho,

Film – Aa Gale Lag Ja –

Actors – Sharmila Tagore and Shashi Kapoor

37.  Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Main Bata Doon,

Teri Zulf Phir Sawaroon, Teri Maang Phir Saja Doon,

Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Main Bata Doon,

Film-Daag-Actors-Rajesh Khanna and Sharmila Tagore

38.  Pyar Karta Ja, Pyar Karta Ja,

Dil Kehta Hai, Dil Kehta Hai,

Katon Mein Bhi Gul Khila De.

Katon Mein Bhi Gul Khila De. Pyar Karta Ja,

Film – Bhoot Bangla – Actors – Mehmood, Tanuja, and Others

39. Hum Kale Hain To Kya Hua Dilwale Hain

Hum Tere, Tere, Tere Chahane Wale Hain

Hum Kale Hain To Kya Hua Dilwale Hain

Film – Gumnaam – Actors – Mehmood and Helen

40.  Dil Ke Armaan Ansuon Mein Beh Gaye,

Dil Ke Armaan Ansuon Mein Beh Gaye,

Hum Wafa Karke Bhi Tanha Reh Gaye,

Dil Ke Armaan Ansuon Mein Beh Gaye

Film – Nikaah – Actor – Salma Agha       

41.  Hai Re Hai, Neend Nahi Aye.

 Chain Nahi Aye, Dil MeinTu Samaye,

Aya Pyar Bhara Mausam Deewana, Deewana

Film – Humjoli –

Actors – Jeetendra and Leena Chandavarkar

42.  Dhadkane Lage Dil Ke Taron Ki Duniya,

Sanwar Jaye Hum Bekararon Ki Duniya, Jo Tum Muskurado,

Jo Tum Muskurado

FilmDhool Ka Phool

Actors – Rajendra Kumar and Mala Sinha

43.  Gulabi Ankhen Jo Teri Dekhi,

Sharabi Yeh Dil Ho Gaya,

Sambhalo Mujhko, O’ Mere Yaaron,

Sambhana Mushkil Ho Gaya

Film – The Train – Actors – Rajesh Khanna and Nanda

44.  Dil Aisa Kisine Mera Toda,

Barbadi Ki Taraf Aisa Moda,

Ek Bhale Manush Ko,

Amanush Bana  Kar Chhorha

Dil Aisa Kisine Mera Toda,

Barbadi Ki Taraf Aisa Moda,

Film – Amanush –

Actors – Uttam Kumar and Sharmila Tagore

45.  Jaan Pehchan Ho, Jeena Asaan Ho

Dil Ko Churane Wale Ankh Na Churao

 Naam To Batao, Jaan Pehchan Ho

Film – GumnaamActors – Laxmi Chhaya and Others

46.  Dil Tadap Tadap Ke Keh Raha Hai Aa Bhi Ja,

Tu Humse Ankh Na Chura, Tujhe Kasam Hai Aa Bhi Ja,

 Dil Dharak Dharak Ke De Raha Yeh Sada,

Tumhari Ho Chuki Hoon Main, Tumhare Paas Hoon Sada.

Film – Madhumati – Actors – Dilip Kumar and Vyjayantimala

47.  Gadi Gadi Mora Dil Dhadke, Hai Dhadke, Kyon Dhadke,

Aaj Milan Ki Bela Mein, Mukh Se Chunariya Kyon Sarke,

Ghadi Gadi More Dil Dhadke Hai Dhadke, Kyon Dhadke,

Aaj Milan Ki Bela Mein, Mukh Se Chunariya Kyon Sarke,

Film – Madhumati – Actors – Vyjayantimala and Pran

48.  Toote Hue Khwabon Ne Humko Yeh Sikhaya Hai,

Dil Ne, Dil Ne Jise Paya Tha, Ankhon Ne Ganwaya Hai.

Toote Hue Khwabon Ne Humko Yeh Sikhaya Hai,

Dil Ne, Dil Ne Jise Paya Tha, Ankhon Ne Ganwaya Hai.

Film – Madhumati – Actors – Dilip Kumar

49.  Ati Rahengi Baharen, Jaati Rahengi Baharen,

Dil Ki Nazar Se Duniya Ko Dekho,

Duniya Sada Hi Haseen Hai,

Ati Rahengi Baharen, Jaati Rahengi Baharen,

Film – Kasme Vaade – Actors – Amitabh Bachchan,

Rakhee, and Randhir Kapoor

50.  Dil Ki Girah Khol Do Chup Na Baitho Koi Geet Gao,

Dil Ki Girah Khol Do Chup Na Baitho Koi Geet Gao,

Mehfil Mein Ab Kaun Hai Ajnabi, Tum Mere Paas Aao,

Dil Ki Girah Khol Do Chup Na Baitho Koi Geet Gao,

Film – Raat Aur Din –

Actors – Nargis, Feroz Khan, and Others

51.  Dil Ne Phir Yaad Kiya Barq Si Lehrayi Hai,

Dil Ne Phir Yaad Kiya Barq Si Lehrayi Hai,

Phir Koi Chot Mohabbat Ki Ubar Ayi Hai, Dil Ne Phir Yaad Kiya,

Film – Dil Ne Phir Yaad Kiya –

Actors – Dharmendra, Rehman, and Nutan.

(Image:  Google Images)

Geeta Chadda

Recent Posts

65 Mere मेरेWord Songs For Antakshari In Hindi

“मेरी जान में तेरी जान है ओ साथी मेरे” 1. मेरे दिल की घड़ी करे… Read More

4 weeks ago

50 Kabhi कभी Word Songs In Hindi

“छोटी सी ये दुनिया, पहचाने रास्ते हैं, तुम कहीं तो मिलोगे, कभी तो मिलोगे, तो… Read More

2 months ago

55 “Yaad” Word Songs List In English

“Jab Chali Thadi Hawa, Jab Uthi Kali Ghata, Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aye” 1. … Read More

2 months ago

55 Naam नाम Word Songs List In Hindi

“कोई लड़की मुझे कल रात सपने में मिली, बड़ी प्यारी सी सूरत थी, भला सा… Read More

2 months ago

Kahan कहां Word Songs List In Hindi

“ये कहां आ गये हम, यूँ ही साथ साथ चलते तेरी बाहों में है जानम,… Read More

2 months ago

75 Duniya दुनिया Word Songs For Antakshari

“इक नई सुबह दुनिया में आने को है” 1. ये जिंदगी के मेले, ये जिंदगी… Read More

3 months ago