Categories: Question Hub

“H” Word Hindi Film Songs

“Ho Gaya Hai Humko Tumse ….Pyar”

1.  Husn Pahadon Ka O’ Sahiba, Husn Pahadon Ka,

Kya Kehna Ke,Baraho Mahine, Yahan Mausam Jadon Ka,

Kya Kehna Ke Baraho Mahine,

Yahan Mausam Jadhon Ka,            

Film – Ram Teri Ganga Maili –

Actors – Rajeev Kapoor and Mandakini

2.  Hai Agar Dushman, Dushman, Zamana Gham Nahin,

Gham Nahin, Koi Aye, Koi, Hum Kisise Kum Nahin,

Kum Nahin, Hai Agar Dushman, Dushman, Zamana Gham Nahin,

Gham Nahin, Koi Aye, Koi, Hum Kisise Kum Nahin, Kum Nahin,

Film – Hum Kisise Kum Nahin –

Actors – Rishi Kapoor, Zeenat Aman, and Others

3.  Hoga Tumsa Pyara Kaun, Humko To Tumse Hai,

 He Kanchi, Are Baba, He Kanchi, Pyar

Hoga Tumsa Pyara Kaun, Humko To Tumse Hai He Kanch,

Are Haan He Kanchi, Pyar

Film – Zamane Ko Dikhana Hai –

Actors – Rishi Kapoor and Padmini Kolhapure

4.  O Hansini, Meri Hansini, Kahan Udh Chali,

Mere Armano Ke Pankh Lagake, Kahan Udh Chali,

O Hansini, Meri Hansini, Kahan Udh Chali,

Mere Armano Ke Pankh Lagake, Kahan Udh Chali,     

Film – Zehreela Insaan –

Actors – Rishi Kapoor and Maushumi Chatterjee

5.  He-Tumne Kabhie Kisise Pyar Kiya- (Audience Chorus)-Kiya

Tumne Kabhie Kisiko Dil Diya(Audience Chorus)-Diya

Maine Bhi Diya

La, La, La, La, La, La, La, La- 4 Times

Meri Umar Ke Naujawano, Dil Na Lagana O’ Deewano,

Maine, Pyar Karke, Chain Khoya, Need Khoyi,

Jhooth To Kehta Nahin Hain, Kehte Nahin Hai, Log Koi,

Pyar Se Badke Nahin Hai, Badke Nahin Hai Rog Koi,

Chalta Nahin Hai Dil Deke Yaro Iss Dil Pe Zor Koi

Chalta Nahin Hai Dil Deke Yaro Iss Dil Pe Zor Koi

Is Rog Ka Nahin Hai Ilaaj Duniya Mein Aur Koi

To Gao-Om Shanti Om, Shanti Shanti OM,

 Om Shanti Om, Shanti Shanti OM

 Film – Karz – Actors – Rishi Kapoor, Tina Munim and Others

6.  Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna,

Lakh Karle Tu Inkar Sajna,

Hai Yeh Pyar Sajna, Dildar Sajna,

Film – Dilwale Dulhaniya Le Jayenge –

Actors – Kajol and Shahrukh Khan

7.  Har Gadi Badal Hari Hai Roop Zindagi,

Chhaaon Hai Kabhi Kabhi Hai Dhoop Zindagi,

Har pal Yahan, Jee Bhar Jiyo, Jo Hai Sama, Kal Ho Na Ho

Film – Kal Ho Na Ho – Actor – Shahrukh Khan

8.  Hazar Rahen, Mudh Ke Dekhi, Kahin Se Koi Sada Na Ayi,

Badi Wafa Se Nibhayi Tumne, Hamari Thodisi Bewafai,

Film-Thodisi Bewafai-Actors-Rajesh Khanna and Shabana Azmi

9.  Hai Re Hai, Neend Nahi Aye. Chain Nahi Aye,

Dil MeinTu Samaye,Aya PyarBhara Mausam Deewana, Deewana,

Film-Humjoli – Actors-Jeetendra and Leena Chandavarkar

10.  Husn Chala Kuchh Aisi Chaal, Deewane Ka Poochh Na Haal,

Pyar Ki Kasam, Kamaal Ho Gaya,

Dil Ko Ab Tak Hai Inkaar, Ankhen Kar Baitheen Ikraar,

Pyar Ki Kasam, Kamaal Ho Gaya,

Film – Bluff Master – Actors – Shammi Kapoor and Saira Bano

11.  Hathon Ki Chand Lakeeron Ka, Sab Khel Hai Bas Taqdeeron Ka,

Taqdeer Hai Kya Main Kya Janu, Taqdeer Hai Kya Main Kya Janu,

Main Ashiq Hoon Tadbeeron Ka, Hathon Ki Chand Lakeeron Ka,

Film – Vidhata – Actors – Dilip Kumar and Shammi Kapoor

12.  Hum The Jinke Sahare, Woh Hue Naa Hamare,

Doobi Jab Dil Ki Naiya, Saamne The Kinaare

Hum The Jinke Sahare,

Film – Safar –

Actors – Sharmila Tagore, Rajesh Khanna aur Feroz Khan

13.  Humne To Dilko Aapke Kadmon Pe Rakh Diya,

Is Dil Ka Kya Karenge Ye Ab Aap Sochiye,

Hum Aap Ki Wafa Ki Kasam Kha Rahe Hain Aaj

Kaise Wafa Karenge, Ye Ab Aap Sochiye

Film – Mere Sanam – Actors – Biswajeet and Asha Parekh

14.  Ho Umad Ghumad Kar Ayi Re Ghata,

Kare Kare Badraa Ki Chhayi Chhayi Re Ghata,

Jab Sanan Pawan Ko Laga Re Teer,

Badal Ko Cheer, Nikla Re Neer,

Jhar Jhar Jhar Jhar, Ab Dhaar Jhare,

Aur Dharti Jal Se Maang Bhare,

Ho Umad Ghumad Kar Ayi Re Ghata,

Film – Do Ankhen Barah Haath

Actors  – V. Shantaram, Sandhya, Ulhas, B.M. Vyas, and Others

15.  Hamein Kash Tumse Mohabbat Na Hoti,

Kahani Hamari Haqeeqat Na Hoti,

Hamein Kash Tumse Mohabbat Na Hoti,

Film – Mughal-E-Azam – Actors – Madhubala and Dilip Kumar

16.  Husn Wale Tera Jawaab Nahin, Koi Tujhsa Nahin Hazaron Mein,

Husn Wale Tera Jawaab Nahin,

Film – Gharana – Actors – Rajendra Kumar and Asha Parekh

17.  Haal Chaal Theek Thaak Hai, Sab Kuchh Theek Thaak Hai,

B.A. Kya Hai, M.A. Kiya, Lagta Woh Bhi Aiven Kiya,

Kaam Nahin Hai Varna Yahan, Aap Ki Dua Se Sab Theek Thaak Hai,

Film – Mere Apne – Actors – Vinod Khanna, Danny Denzongpa,

Dinesh Thakur, Paintal and Others

18.  Hai Hai Yeh Majboori Yeh Mausam Aur Yeh Doori,

Mujhe Har Pal Hai Tadpaye, Teri Do Takiyaan Di Naukari,

Ve Mera Lakhon Ka Sawan Jaye,

Film – Roti Kapda Aur Makan –

Actors – Manoj Kumar and Zeenat Aman

19.  Har Dil Jo Pyar Karega, Woh Gana Gayega,

Deewana Saikadon Mein,  Pehchana Jayge, Deewana

Film – Sangam-

Actors – Raj Kapoor-Vaijayantimala-Rajendra Kumar & Others

20.   Holi Ke Din Dil Khil Jaate Hain, Rangon Mein Rang Mil Jaate Hain,

Holi Ke Din Dil Khil Jaate Hain, Rangon Mein Rang Mil Jaate Hain,

Gile Shikwe Bhool Ke Doston, Dushman Bhi Gale Mil Jaate Hain,

Holi Ke Din Dil Khil Jaate Hain, Rangon Mein Rang Mil Jaate Hain.

Film – Sholey – Actors – Dharmendra, Hema Malini,

Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, and Others.

21.  He Naam Re Sab Se Bada Tera Naam,

O’ Sheron Wali, Oonche Deron Wali,

Bigade Bana De Mere Kaam, Naam Re,

Film – Suhaag – Actors – Amitabh Bachchan and Rekha,

22.   Husn Chala Kuchh Aisi Chaal, Deewane Ka Poochh Na Haal,

Pyar Ki Kasam, Kamaal Ho Gaya,

Dil Ko Ab Tak Hai Inkaar, Ankhen Kar Baitheen Ikraar,

Pyar Ki Kasam, Kamaal Ho Gaya,

Film – Bluff Master – Actors – Shammi Kapoor and Saira Bano

23.  Hum Aaj Kahin Dil Kho Baithe, Hum Aaj Kahin,

Yun Samajho Kisi Ke Ho Baithe, Hum Aaj Kahin

Film – Andaz –  Actors – Dilip Kumar and Nargis

24.  Humsafar Mere Humsafar, Pankh Tum Parvaaz Hum,

Zindagi Ka Geet Ho Tum, Geet Ka Andaaz Hum,

Humsafar Mere Humsafar, Pankh Tum Parvaaz Hum,

Zindagi Ka Saaz Ho Tum, Saaz Ki Awaz Hum,

Humsafar Mere Humsafar,

Film – Purnima – Actors – Dharmendra and Meena Kumari

25. Hum Hain Rahi Pyar Ke Hum Se Kuchh Na Boliye,

Jo Bhi Pyar Se Mila, Hum Usike Ho Liye, Hum Usike Ho Liye,

Hum Hain Rahi Pyar Ke Hum Se Kuchh Na Boliye,

Film – Nau Do Gyarah –  Dev Anand and Others        

26. Hai Re Tere Chanchal Nainva, Kuchh Baat Karein, Ruk Jayen,

Hai Re Tere Chanchal Nainva,

Film – Oonche Log – Actors – Feroz Khan and Vidya

27.  Huzoor Is Qadar Yun Na Itra Ke Chaliye,

Khule Aam Anchal Na Lahara Ke Chaliye.

Huzoor Is Qadar Yun Na Itra Ke Chaliye,

Film – Masoom – Actors – Naseeruddin Shah, Shabana Azmi,

Saeed Jaffery , and Tanuja

28.  Haule Haule Sajna, Dheere Dheere Balma,

Oh Ho Ho Aa Ha Ha, Zara Haule Haule Chalo More Sajna,

Hum Bhi Peechhe Hain Tumhare,

Kaisi Bheegi Bheegi Rut Hai Suhani, Kaise Pyare Nazare,

Zara Haule Haule Chalo More Sajna, Hum Bhi Peechhe Hain Tumhare,

Film – Sawan Ki Ghata – Actors – Sharmila Tagore and Manoj Kumar

29.  Har Tukda Mere Dilka Deta Hai Duhai

Dil Toot Gaya Apko, Awaaz Na Ayi, Awaz Na Ayi,

Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi –

Actors – Actors – Sharmila Tagore and Biswajeet

30.  Hai Hai Mirche, Oh Oh Mirche, Uff Uff Mirchi

Film – Biwi No. 1 – Actors –Anil Kapoor and  Karishma Kapoor

31. Haan Mujhe Pyar Hua, Pyar Hua Allah Miyan,

Haan Mujhe Pyar Hua, Pyar Hua Allah Miyan,

Bhari Barsat Mein Ikrar Hua Allah Miyan,

Haan Mujhe Pyar Hua, Pyar Hua Allah Miyan,

Film – Judaai –

Actors – Anil Kapoor, Sridevi, and Urmila Matondkar

(Pin courtesy Canva)

Geeta Chadda

Recent Posts

65 Mere मेरेWord Songs For Antakshari In Hindi

“मेरी जान में तेरी जान है ओ साथी मेरे” 1. मेरे दिल की घड़ी करे… Read More

4 weeks ago

50 Kabhi कभी Word Songs In Hindi

“छोटी सी ये दुनिया, पहचाने रास्ते हैं, तुम कहीं तो मिलोगे, कभी तो मिलोगे, तो… Read More

2 months ago

55 “Yaad” Word Songs List In English

“Jab Chali Thadi Hawa, Jab Uthi Kali Ghata, Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aye” 1. … Read More

2 months ago

55 Naam नाम Word Songs List In Hindi

“कोई लड़की मुझे कल रात सपने में मिली, बड़ी प्यारी सी सूरत थी, भला सा… Read More

2 months ago

Kahan कहां Word Songs List In Hindi

“ये कहां आ गये हम, यूँ ही साथ साथ चलते तेरी बाहों में है जानम,… Read More

2 months ago

75 Duniya दुनिया Word Songs For Antakshari

“इक नई सुबह दुनिया में आने को है” 1. ये जिंदगी के मेले, ये जिंदगी… Read More

3 months ago