Raat Suhani Jaag Rahi Hai

(Photo courtesy Pexels)

“Muskurata Hai Umeedon Ka Chaman Aaj Ki Raat”

1.Raat Ke Humsafar Thak Ke Ghar Ko Chale, Jhoomti Ja Rahi, Hai Subah Pyar Ki,

Dekh Kar, Samne, Roop Ki Roshni, Phir Luti Ja Rahi, Hai Subah Pyar Ki

Film – An Evening in Paris – Actors – Shammi Kapoor, and Sharmila Tagore

2.Raat Suhani Jaag Rahi Hai, Dheere Dheere, Chupke Chupke,

 Chori, Chori, Chori, Haan, Neend Ki Rani Jaag Rahi Hai,

Dheere-Dheere, Chupke Chupke, Chori, Chori, Chori, Haan,

Film – Jigri Dost – Actors – Jeetendra, and Poonam Sinha

3.Raat Akeli Hai, Bujh Gaye Diye, Ake Mere Paas, Kano Mein Mere

Jo Bhi Chahe Kahiye, Jo Bhi Chahe Kahiye, Raat Akeli Hai

Film – Jewel Thief – Actors -Dev Anand, and Tanuja

4.Tu Kahan Ye Bata Is Nasheeli Raat Mein, Mane Na Mera Dil Deewana,

Hai Re,  Mane Na Mera Dil Deewana,

Film – Tere Ghar Ke Samne – Dev Anand & Nutan

5.Morni Baaagan Ma Bole Adhi Raat Ma, Chhanak Chhan Churiyaan Khanak Gayi

Dekh Saheba, Churiyaan Khanak Gayi Raat Ma, Morni Baaagan Ma Bole Adhi Raat Ma

Film – Lamhe – Actors – Anil Kapoor, Sridevi, Ila Arun, and Others

6.Yaad Mein Teri Jaag Jaag Ke Hum, Raat Bhar Karvatein Badalte Hain

Har Ghadi Dil Mein Teri Ulfat Ke, Dheeme Dheeme Chirag Jalte Hain

Film – Mere Mehboob – Actors – Rajendra Kumar, and Sadhana

7.Chhup Gaye Sare Nazare Oye Kya Baat Ho Gayi,

Toone Kajal Lagaya Din Mein Raat Ho Gayi,

Mil Gaye Naina Se Naina Oye Kya Baat Ho Gayi,

Teri Chunri Lahrayi, Barsat Ho Gayi

Film – Do Raaste – Actors – Rajesh Khanna – Mumtaz

8.Kate Nahin Katate Din Yeh Raat, Kahni Thi Tumse Jo Dil Ki Baat

Woh Aaj Main Kahti Hoon, I Love You, I Love You, I Love You, I  Love You

Film – Mr. India – Actors – Anil Kapoor – Sridevi

9.Chandni Raat Hai, Tu Mere Saath Hai, Chandni Raat Hai, Tu Mere Saath Hai,

Kuchh Hawa Sard Hai, Dil Mein Bhi Dard Hai, Dard Bedard Hai

Film – Baghi – Actors – Salman Khan, and Nagma

10.Chand Raat, Tum Ho Saath, Kya Karen Ke Ab To Dil Machal Machal Gaya,

Dil Ka Aitbaar Kya, Kya Karen Ke Ab To Dil Fisal Fisal Gaya.

Film – Half Ticket – Actors – Madhubala and Kishore Kumar

11.Raat Ka Sama, Jhoome Chandrama, Tann Mora Nache Re, Jaise Bijuria,

Raat Ka Sama

Film – Ziddi – Actors – Asha Parekh, Joy Mukherji, and Others

12.Ruk Ja Raat Thahar Ja Re Chanda, Beete Na Milan Ki Bela,

Aaj Chandni Ki Nagari Mein, Armano Ka Mela, Ruk Ja Raat Thahar Ja Re Chanda.

Film – Dil Ek Mandir – Actors – Raj Kumar, and Meena Kumari

13.Adha Hai Chandrama, Raat Adhi, Reh Na Jaye Teri Meri Baat Adhi,

Mulaqaat Adhi, Adha Hai Chandrama

Film – Navrang – Actors – Mahipal and Sandhya.

14.Aaj Ki Raat Naya Chand Leke Ayi Hai, Chandni Chhayi Hai,

Jane Kya Layi Hai, Ankh Sharmayi Hai, Aaj Ki Raat Naya Chand Leke Ayi Hai,

Film – Shaadi – Actors – Manoj Kumar, and Saira Bano.

15.Ik Raat Mein Do Do Chand Khile, Ik Ghoonghat Mein, Ik Badli Mein,

Ik Raat Mein Do Do Chand Khile, Ik Ghoonghat Mein, Ik Badli Mein,

Apni Apni Manzil Se Mile, Ik Ghoonghat Mein Ik Badli Mein,

Ik Raat Mein Do Do Chand Khile,

Film – Barkha – Actors – Nanda and Anant Kumar

16.Woh Chand Khila, Woh Tare Hanse, Yeh Raat Ajab Matwali Hai,

Samajhne Wale Samajh Gaye Hain, Na Samjhe, Na Samjhe Woh Anari Hai

Chand Khila, Woh Tare Hanse, Yeh Raat Ajab Matwali Hai,

Samajhne Wale Samajh Gaye Hain, Na Samjhe, Na Samjhe Woh Anari Hai.

Film – Anari – Actors – Raj Kapoor, and Nutan

17.Maine Chand Aur Sitaron Ki Tamanna Ki Thi,

Mujhko Raton Ki  Siyahi Ke Siva Kuchh Na Mila,

Maine Chand Aur Sitaron Ki Tamanna Ki Thi,

Film – Chandrakanta

18.Yeh Raat Bheegi Bheegi, Yeh Mast Fizayen,

Utha Dheere Dheere Woh Chand Pyara Pyara

Kyon Aag Si Lagake, Gumsum Hai Chandni,

Sone Bhi Nahin Deta, Mausam Ka Yeh Ishara,

Film – Chori Chori – Actors – Raj Kapoor, and Nargis.

19.Dheere-Dheere Chal Chand Gagan Mein, Are Dheere-Dheere Chal Chand Gagan Mein,

Kahin Dhal Na Jaye Raat Toot Na Jayen Sapne, Dheere-Dheere Chal Chand Gagan Mein,

Dheere-Dheere Chal,

Film – Love Marriage – Actors – Dev Anand, and Mala Sinha

20.O’ Raat Ke Musafir, Chanda Zara Bata De, Mera Qusoor Kya Hai,

Tu Faisla Suna De, O’ Raat ke Musafir, Chanda Zara Bata De,

Mera Qusoor Kya Hai, Tu Faisla Suna De.

Film – Miss Mary – Actors – Meena Kumari and Gemini Ganeshan

21.Yeh Raat Yeh Chandni Phir Kahan, Sun Ja Dil Ki Dastaan

Film – Jaal – Actors – dev Anand, and Geeta Bali

22.Do Sitaron Ka Zameen Par Hai Milan Aaj Ki Raat,

Muskurata Hai Umeedon Ka Chaman Aaj Ki Raat,

Rang Layi Hai Mere Dil Ki Lagan Aaj Ki Raat,

Sari Duniya Nazar ati Hai Dulhan Aaj Ki Raat,

Do Sitaron Ka Zameen Par Hai Milan Aaj Ki Raat, Aaj Ki Raat

Film – Kohinoor – Actors – Dilip Kumar, and Meena Kumari

23.Suhani Chandni Raaten Hume Sone Nahin Deti,

Tumhare Pyar Ki Baatein, Hume Sone Nahin Deti

Suhani Chandni Raaten Hume Sone Nahin Deti,

Film – Mukti – Actors – Shashi Kapoor, and Vidya Sinha

24.Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi Woh Barsaar Ki Raat,

Ek Anjaan Haseena Se Mulaqat Ki Raat, Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Film – Barsat Ki Raat – Actors – Madhubala and Bharat Bhooshan

25.Ik Ladki Bheegi Bhagi Si, Soi Raaton Mein Jagi Si,

Mili Ik Ajnabi Se, Koi Age Na Peechhe, Tum Hi Kaho Ye Koi Baat Hai

Ik Ladki Bheegi Bhagi Si, Soi Raaton Mein Jagi Si,

Mili Ik Ajnabi Se, Koi Age Na Peechhe, Tum Hi Kaho Yeh Koi Baat Hai.

Film – Chalti Ka Naam Gadi – Actors – Madhubala and Kishore Kumar

26.Rinjhim Ke Geet Sawan Gaye, Hai, Bheegi Bheegi Raton Mein,

Hoton Pre Baat Dil Ki Aye, Hai, Bheegi Bheegi Raton Mein

Film – Anjana – Actors – Rajendra Kumar and Babita

27.Itni Haseen Itni Jawan Raat Kya Karen, Jage Hain Kuchh Ajeeb Se Jazbaat Kya Karen

Itni Haseen Itni Jawan Raat Kya Karen, Jage Hain Kuchh Ajeeb Se Jazbaat Kya Karen

Film – Aaj Aur Kal – Actors – Sunil Dutt and Nanda

28.Megha Chhaye Adhi Raat, Bairan Ban Gayi Nindiya, Bata De Main Kya Karoon,

Megha Chhaye Adhi Raat, Bairan Ban Gayi Nindiya,

Film – Sharmilee – Actors – Shashi Kapoor and Rakhee

29.Bheegi Bheegi Raton Mein, Meethi Meethi Baaton Mein, Aisi Barsaton Mein

Kaisa Lagta Hai, Aisa Lagta Hai, Tum Banke Badal Mere Badan Ko Bigoke Mujhe

Chhed Rahe Ho, Chhed Rahe Ho, Aisa Lagta Hai, TumPyare Geet ye Pyare  Banke Badal,

Mere Badan Ko Bigoke Mujhe, Chhed Rahe Ho, Chhed Rahe Ho,

Film – Ajnabi – Actors – Rajesh Khanna and Zeenat Aman

30.Aha Rimjhim Ke Ye Pyare Pyare Geet Liye, Ayi Raat Suhani Dekho Preet Liye,

Meet Mere Suno Zara, Hawa Kahe Kya, Aa Aa, Suno To Zara,

Jhingar Bole Cheeki Mikki, Cheeki Mikki, Rimjhim Ke Ye Pyare Pyare Geet Liye,

 Aayi Raat Suhani Dekho Preet Liye, Meet Mere Suno Zara, Hawa Kahe Kya,

Aa-Aa, Suno To Zara, Jhingar Bole Cheeki Mikki, Cheeki Mikki,

Film – Usne Kaha Tha – Actors – Sunil Dutt and Nanda

31.Raat Kali Ik Khwab Mein Ayi, Aur Gale Ka Haar Hui,

Subah-O Ko Jab Hum Neend Se Jage, Ankh Unhi Se Chaar Hui

Raat Kali Ik Khwab Mein Ayi, Aur Gale Ka Haar Hui,

Film – Buddha Mil Gaya – Actors – Navin Nischal and Archana

32.Raat Bhi Hai Kuchh Bheegi Bheegi, Chand Bhi Hai Kuchh Madhyam Madhyam,

Tum Aao To, Ankhen Khole, Soi Hui, Payal Ki Chham Chham

Chham-Chham, Chham-Chham, Chham-Chham, Chham-Chham

Film – Mujhe Jeene Do – Actors – Sunil Dutt, Waheeda Rehman, and Others

33.Taron Ki Zuban Par Hai, Mohabbat Ki Kahani,

Ah, Chand Mubarak Ho Tujhe Raat Suhani,

Taron Ki Zuban Par Hai, Mohabbat Ki Kahani,

Ah, Chand Mubarak Ho Tujhe Raat Suhani,

Film – Nausherwan-E-Adil – Actors – Rajkumar and Mala Sinha

34.Aaj Ki Raat Mere Dil Ki Salami Lele, Dil Ki Salami Le Le,

Kal Teri Bajhm Se Deewana Chala Jayega, Shama Reh Jayegi,

Parwana Chala Jayega, Aaj Ki Raaj Mere, Dil Ki Salami Lele, Dil Ki Salami Le Le.

Film – Ram Aur Shyam –

Actors – Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Nirupa Roy, Pran, Baby Farida, and Others.

35.Tum Ho To Har Raat Diwali Har Din Meri Holi Hai,

Tum Ho To Har Raat Diwali Har Din Meri Holi Hai,

Film-Mashal-

Actors-Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Anil Kapoor, Rati Agnihotri, and Others

36.Kahe Jhoom Jhoom Raat Yeh Suhani, Piya Haule Se Chhedo Dobara,

Wohi Kal Ki Rasili Kahani, Kahe Jhoom Jhoom Raat Yeh Suhani

Film-Love Marriage-Actors – Dev Anand and Mala Sinha.

37.Phir Wohi, Raat Hai, Raat Hai Khwab Si, Raat Bhar Khwab Mein,

Dekha Karenge Tumhe, Phir Wohi, Raat Hai, Raat Hai Khwab Si

Film – Ghar – Actors – Vinod Mehra and Rekha.

38.Phir Chhidi Raat, Raat Phoolon Ki, Raat Hai Ya Baarat Phoolon Ki

Phir Chhidi Raat, Raat Phoolon Ki, Raat Hai Ya Baarat Phoolon Ki

Film – Bazaar – Actors – Farooq Shaikh and Supriya Pathak

39.Yeh Raaten Yeh Mausam, Nadi Ka Kinara, Yeh Chanchal Hawa,

Kaha Do Dilon Ne Ke Milkar Kabhi Hum Na Honge Juda,

Yeh Raaten Yeh Mausam, Nadi Ka Kinara, Yeh Chanchal Hawa,

Film – Dilli Ka Thug – Actors – Nutan and Kishore Kumar

40.Raat Baki, Baat Baki, Hota Hai Jo, Ho Jane Do, Dekho Na, Aise Hi, Socho Na

O’ Jane Jaan, Mujhe Pyar Se, Dekho Na, Aise Hi, Socho Na, O’ Jane Jaan,

Mujhe Pyar Se, Raat Baki, Baat Baki, Hota Hai Jo, Ho Jane Do,

Film – Namak Halaal –

Actors – Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan, Parveen Babi, Smita Patil, and Others

41.Aaj To Chunli Raat Ma, Dharti Par Hai Asmaan, Koi Re Banke Chandni,

Utara Mann Ke Angana, Chanda Re Tu Ja Na Ja, Aaj To Chunli Raat Ma,

Dharti Par Hai Asmaan, Koi Re Banke Chandni, Utara Mann Ke Angana,

Chanda Re Tu Ja Na Ja,

Film – Talaash – Actors – Rajendra Kumar, Sharmila Tagore, and Others

42.Jab Raat Hai Aisi Matwali, Phir Subah-A Ka Alam Kya Hoga,

Phir Subah-A Ka Alam Kya Hoga,

Film – Moghal-E-Azam –

Actors – Dilip Kumar, Madhubala, Nigar Sultana, and Others

43.Aa Aa Bhi Ja, Raat Dhalne Lagi, Chand Chhupne Chala,

Aa Aa Bhi Ja, Raat Dhalne Lagi, Chand Chhupne Chala, Aa Aa Bhi Ja,

Film – Teesri Kasam – Actors – Raj Kapoor, Waheeda Rehman, Iftekhar, and Others

44.Yaad Ayi Adhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba, Dil Poochhta Jhoom Ke,

Kis Baat Ki Tauba, Tauba, Yaad Ayi Adhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba,

Dil Poochhta Jhoom Ke, Kis Baat Ki Tauba,

Film – Kanhaiya – Actors – Raj Kapoor and Others

45.Dil Jo Na Kah Saka, Wohi Raaz-E-Dil, Kehne Ki Raat Ayi, Dil Jo Na kan Saka

Film – Bheegi Raat –

 Actors – Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, and Others

46.Aaj Ki Raat Piya, Dil Na Todo, Mann Ki Baat Piya Maan Lo,

Aaj Ki Raat Piya, Aa, Aa, Aa

Film – Baazi – Actors – Dev Anand and Kalpana Kartik

47.Yeh Raat Khush Naseeb Hai Jo Apne Chand Ko,

Kaleje Se Lagake So Rahi Hai, Yahan To Gham Ki Sej Par Hamari Arzoo,

Akele Moonh Chhupa Ke Ro Rahi Hai, Yeh Raat Khush Naseeb Hai

 Jo Apne Chand Ko, Kaleje Se Lagake So Rahi Hai,

Film – Aaina – Actors – Jackie Shroff, Amrita Singh, and Juhi Chawla

48.Dil Doondta, Hai Phir Wohi, Fursat Ke Raat Din,

Dil Doondta, Hai Phir Wohi, Fursat Ke Raat Din, Baithe Rahen, Tasavurre,

Jana Kiye Hue, Dil Doondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din

Film – Mausam – Actors – Sanjeev Kumar and Sharmila Tagore

49.Reshmi Ujala Hai, Makhmali Andhera, Aaj Ki Raat, Aisa Kuchh Karo,

Ke Ho Nahin, Ho Nahin, Ho Nahin Savera

Film – Sharmilee – Actors – Shashi Kapoor, Rakhee, Jaishree T., and Others

50.Suhani Raat Dhal Chuki, Na Jane Tum Kab Aaoge,

Hawa Bhi Rukh Badal Chuki, Na Jane Tum Kab Aaoge,

Suhani Raat Dhal Chuki, Na Jane Tum Kab Aaoge,

Film – Dulari – Actor – Suresh

51.Karvatein Badlate Rahe, Sari Raat Hum, Apki Kasam, Apki Kasam,

Gham Na Karo Din Judai Ke Bahut Hain Kum, Apki Kasam, Apki Kasam,

Film – Aap Ki Kasam – Actors – Rajesh Khanna and Mumtaz

Friends, I am sure, you will like this feature.

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Geeta Chadda

Recent Posts

65 Mere मेरेWord Songs For Antakshari In Hindi

“मेरी जान में तेरी जान है ओ साथी मेरे” 1. मेरे दिल की घड़ी करे… Read More

3 weeks ago

50 Kabhi कभी Word Songs In Hindi

“छोटी सी ये दुनिया, पहचाने रास्ते हैं, तुम कहीं तो मिलोगे, कभी तो मिलोगे, तो… Read More

2 months ago

55 “Yaad” Word Songs List In English

“Jab Chali Thadi Hawa, Jab Uthi Kali Ghata, Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aye” 1. … Read More

2 months ago

55 Naam नाम Word Songs List In Hindi

“कोई लड़की मुझे कल रात सपने में मिली, बड़ी प्यारी सी सूरत थी, भला सा… Read More

2 months ago

Kahan कहां Word Songs List In Hindi

“ये कहां आ गये हम, यूँ ही साथ साथ चलते तेरी बाहों में है जानम,… Read More

2 months ago

75 Duniya दुनिया Word Songs For Antakshari

“इक नई सुबह दुनिया में आने को है” 1. ये जिंदगी के मेले, ये जिंदगी… Read More

2 months ago