Tribute

Meena Kumari Songs List in English

“Koi Door Se Awaaz De, Chale Aao,

Chale Aao, Chale Aao, Chale Aao”

1.  Do Sitaron Ka Zameen Par Hai Milan Aaj Ki Raat,

Muskurata Hai, Umeedon Ka Chaman Aaj Ki Raat,

Rang Layi Hai Mere, Dil Ki Lagan, Aaj Ki Raat,

Sari Duniya Nazar Ati Hai Dulhan Aaj Ki Raat,

Do Sitaron Ka Zameen Par Hai Milan Aaj Ki Raat, Aaj Ki Raat

Film – Kohinoor – Actors – Meena Kumari and Dilip Kumar

2.  Dil Mein Baji Pyar Ki Shahnaiyaan,

Dil Mein Baji Pyar Ki Shahnaiyaan,

Aa Gaye Woh, Aa Gaye Woh, Mit Gayi Tanhaiyaan,

Dil Mein Baji Pyar Ki Shahnaiyaan,

Film – Kohinoor – Actors – Meena Kumari and Dilip Kumar        

3. Chalenge Teer Jab Dil Par,

To Armano Ka Kya Hoga,

Lutega Ghar, To Phir Is Ghar Ke Mehmano Ka Kya hoga,

Chalenge Teer Jab Dil Par, To Armano Ka Kya Hoga,

Film – Kohinoor – Actors – Meena Kumari and Dilip Kumar                

4.  Koi Pyar Ki Dekhe Jadugari,

Gulfaam Ko Mil Gayi Sabz Pari,

Film – Kohinoor – Actors – Meena Kumari and Dilip Kumar

5. Kitna Haseen Hai Mausam, Kitna Haseen Safar Hai,

Saathi Hai Khoobsoorat, Yeh Mausam Ko Bhi Khabar Hai,

Kitna Haseen Hai Mausam, Kitna Haseen Safar Hai,

Film – Azaad – Actors – Meena Kumari and Dilip Kumar

6.  Dekho Ji Bahar Ayi, Bagon Mein Khili Kaliyaan,

Dekho Ji Bahar Ayi, Bagon Mein Khili Kaliyaan,

Aana Hai To Aa Jao, Sooni Hain Meri Galiyaan,

Dekho Ji Bahar Ayi, Bagon Mein Khili Kaliyaan,

Film – Azaad – Actor –Meena Kumari

7.  Jari Jari O Kari Badariya, Mat Barso Re Meri Nagariya,

Pardes Gaye Hain Sanwariya, Jari Jari O Kari Badariya,

Film-Azaad – Actor-Meena Kumari

8.  Humsafar Mere Humsafar, Pankh Tum Parvaaz Hum,

Zindagi Ka Geet Ho Tum, Geet Ka Andaaz Hum,

Humsafar Mere Humsafar, Pankh Tum Parvaaz Hum,

Zindagi Ka Saaz Ho Tum, Saaz Ki Awaz Hum,

Humsafar Mere Humsafar,

Film – Purnima – Actors – Meena Kumari and Dharmendra            

9.  Chanda Se Hoga Woh Pyara, Phoolon Se Hoga Woh Nyara,

Nachega Angan Mein Chham Chham, Nanha Sa Munna Humara,

Film – Main Bhi Ek Ladki Hoon-

Actors – Meena Kumari and Dharmendra

10Krishna O’ Kale Krishna, Toone Ye Kya Kiya,

Kaisa Badla Liya, Rang Deke Mujhe Apna –

Film – Main Bhi Ek Ladki Hoon – Actor – Meena Kumari

11.  Sun Le Pukar Ayi, Aaj Tere Dwar Leke,

Ansuon Ki Dhaar Mere Sanware,                

Main To Ek Bheekh Mangu Tose,

Phaila Ke Haath Re,

Sunle Pukar Ayi, Aaj Tere Dwar Leke,

Ansuon Ki Dhaar Mere Sanware,

Film – Phool Aur Patthar –

Actors – Meena Kumari and Dharmendra      

12.  Ruk Ja Raat Thahar Ja Re Chanda,

Beete Na Milan Ki Bela,       

Aaj Chandni Ki Nagari Mein, Armano Ka Mela,

Ruk Ja Raat Thahar Ja Re Chanda.

Film – Dil Ek Mandir –

Actors – Meena Kumari and Raj Kumar

13.  Hum Tere Pyar Mein Sara Alam,

Kho Baithe Hain, Kho Baithe,      

Tum Kahate Ho Ke Aise Pyar Ko Bhool Jao,

Bhool Jao, Hum Tere Pyar Mein Sara Alam,

Film – Dil Ek Mandir –

Actors – Meena Kumari and Raj Kumar

14.  Ajeeb Daastan Hai Ye, Kahan Shuru Kahan Khatam,

Yeh Manzilen Hain Kaunsi, Na Woh Samajh Sake Na Hum,

Ajeeb Daastan Hai Ye,

Film – Dil Apna Aur Preet Parayi

Actors – Meena Kumari, Raj Kumar, Nadira, and Others

15.  Sheesha-E-Dil Itna Na Uchhalo,                    

Sheesha-E-Dil Itna Na Uchhalo,                   

Ye Kahin Toot Jayega, Ye Kahin Phoot Jayega,

Sheesha-E-Dil Itna Na Uchhalo,

Film – Dil Apna Aur Preet Parayi

Actors – Meena Kumari, Raj Kumar, Shammi, and Others

16.  Mera Dil Ab Tera, O’ Saajana,              

Kaisa Jadu Phera, O’ Saajana,

Kaisa Jadu Phera, O’ Saajana,

Mera Dil Ab Tera, O’ Saajana,                                             

Film – Dil Apna Aur Preet Parayi

Actors – Meena Kumari and Raj Kumar

17. Andaaz Mera Mastana, Mange Dil Ka Nazrana,

Zara Soch Ke Ankh Milana, Ho Jaye Na Tu Deewana,

Ke Hum Bhi Jawan Hain, Sama Bhi Jawan Hai,

Na Phir Humse Kahana, Mera Dil Kahan Hai,

Mera Dil Kahan Hai,                     

Film – Dil Apna Aur Preet Parayi

Actors – Meena Kumari, Raj Kumar, Nadira, and Others

18.  Dil Apna Aur Preet Parayi,

Kisne Hai Ye ReetBanayi,

Aandhi Mein Ik Deep Jalaya,

Aur Paani Mein Aag Lagayi, Dil Apna,

Film – Dil Apna Aur Preet Parayi

Actors – Meena Kumari, Raj Kumar, Nadira, and Others

19. Chalo Dildar Chalo, Chand Ke Paar Chalo,

Hum Bhi Taiyaar Chalo,

Film – Pakizaah – Actors – Meena Kumari and Rajkumar

20. Thare Rahiyo O’Banke Yaar Re, Thaare Rahiyo, Thare Rahiyo,

Thare Rahiyo, Thare Rahiyo O’Banke Yaar Re, Thare Rahiyo,

Film – Pakizaah –

Actors – Meena Kumari, Kamal Kapoor, and Others

21. Chalte Chalte, Yunhi Koi Mil Gaya Tha,

Yunhi Koi Mil Gaya Tha, Sare-Raah Chalte Chalte,

Wahin Tham Ke Rah Gayi Hai, Wahin Thamke Rah Gayi Hai,

Meri Raat Dhalte Dhalte, Meri Raat Dhalte Dhalte,

Yunhi Koi Mil Gaya Tha,

Film – Pakizaah – Actors – Meena Kumari and Others

22.  Inhi Logon Ne Le Leena Dupatta Mera, Inhi Logon Ne,

 Inhi Logon Ne Le Leena Dupatta Mera, Inhi Logon Ne,

Inhi Logon Ne, Inhi Logon Ne, Inhi Logon Ne,

Film – PakizaahActors – Meena Kumari and Others

23.  Mausam Hai Ashikana, Ae Dil Kahin Se Unko,

Aise Mein Dhoondh Lana, Aise Mein Dhoondh Lana,

Mausam Hai Ashikana,

Film – Pakizaah – Actors – Meena Kumari and Rajkumar

24. Aaj Hum Apni Duaaon Ka Asar Dekhenge,

Teer-E-Nazar Dekhenge, Zakhm-E-Jigar Dekhenge,

Film – Pakizaah – Actors – Meena Kumari and Rajkumar

25.  O’ Raat Ke Musafir, Chanda Zara Bata De,

Mera Qusoor Kya Hai, Tu Faisla Suna De,

O’ Raat ke Musafir, Chanda Zara Bata De,

Mera Qusoor Kya Hai, Tu Faisla Suna De.

Film – Miss Mary –

Actors – Meena Kumari and Gemini Ganeshan

26.  Vrindavan Ka Krishan Kanhaiya, Sab Ki Ankhon Ka Taara,

Man Hi Man Kyon Jale Radhika, Mohan To Hai Sab Ka Pyara,

Vrindavan Ka Krishan Kanhaiya, Sab Ki Ankhon Ka Taara,

Film – Miss Mary –              

Actors – Meena Kumari, Gemini Ganeshan and Others

27.  Meri Neendon Mein Tum, Mere Khwabon Mein Tum,

Ho Chuke Hum Tumhari Mohabbat Mein Gum,

Man Ki Beena Ki Dhun, Tu Balam Aaj Sun,

Meri Nazron Ne Tujhko Liya Aaj Chun,       

Meri Neendon Mein Tum, Mere Khwabon Mein Tum,

Film – Naya Andaaz –

Actors – Meena Kumari and Kishore Kumar

28.  Yahi Hai Woh Saanjh Aur Savera,

Yahi Hai Woh Saanjh Aur Savera,

Jiske Liye Tadpe Hum Saara Jeevan Bhar,

Yahi Hai Woh Saanjh Aur Savera,

Film – Saanjh Aur Savera –

Actors – Meena Kumari and Guru Dutt

29.  Piya Aiso Jiya Mein Samay Gayo Re,

Ke Main Tan Man Ki Sudh Budh Gawaan Baithi,

Har Aahat Pe Samajhi Woh Aye Gayo Re,

Har Aahat Pe Samajhi Woh Aye Gayo Re,

Jat Ghoonghat Mein Mukhda Chhupa Baithi,     

PiyaAiso Jiya Mein Samay Gayo Re,

Film – Sahib Bibi Aur Gulam

Actors – Meena Kumari and Others

30.  Koi Door Se Awaaz De, Chale Aao,

Chale Aao, Chale Aao, Chale Aao,

Koi Door Se Awaaz De, Chale Aao,            

Film – Sahib Bibi Aur Gulam

Actors – Meena Kumari and Others

31. Na Jao Saiyaan, Chhura Ke Baiyaan,

Kasam Tumhari, Main Ro Parungi, Ro Parungi,

Film – Sahib Bibi Aur Gulam

Actors – Meena Kumari and Others

32. Mohe Bhool Gaye Sanwariya,

Bhool Gaye Sanwariya,

Aavan Kah Gaye Ajhahoon Na Aye,

Aavan Kah Gaye Ajhahoon Na Aye,

Leeni Na Mori Khabariya,

Mohe Bhool Gaye Sanwariya,

Bhool Gaye Sanwariya,

Film – Baiju Bawra

Actors – Meena Kumari, Bharat Bhushan, and others

33.  Bachpan Ki Mohabbat Ko, Dil Se Na Juda Karna,

Jab Yaad Meri Aye, Milne Ki Dua Karna,

Film – Baiju Bawra     

Actors – Meena Kumari, Bharat Bhushan, and others

34.  Akeli Mat Jaiyo Radhe Jamuna Ke Teer,

Tu Ganga Ki Mauj Main Jamuna Ka Dhara,

Tu Ganga Ki Mauj Main Jamuna Ka Dhara,

Ho Rahega Milan, Ye Hamara,

Oh, Hamara Tumhara Rahega Milan,          

Yeh Hamara Tumhara,

Film – Baiju Bawra

Actors – Meena Kumari, Bharat Bhushan, and others  

35.  Jhoole Mein Pawan Ke Ayi Bahar,

Naino Mein Naya Rang, Layi Bahar, Pyar Chhalake,

O’ Pyar Chhalake,

Film – Baiju Bawra

Actors – Meena Kumari, Bharat Bhushan, and others

36. Tora Man Darpan Kehlaye, Tora Mann Darpan Kehlaye,

 Bhale Bure Sare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye,

Tora Man Darpan Kehlaye, Tora Mann Darpan Kehlaye,

Film – Kaajal –

Actors – Meena Kumari, Durga Khote, and Others                             

37.  Mere Bhaiya, Mere Chanda, Mere Anmol Ratan,

Tere Badle, Main Zamane Ki Koi Cheez Na Loon,

Film – Kajal – Actors – Meena Kumari and Shailesh Kumar

38. Jyoti Kalash Chhalke, Jyoti Kalash Chhalke,

Jyoti Kalash Chhalke, Jyoti Kalash Chhalke, 

Hue Gulabi, Lal Sunhare, Rang Dal Baadal Ke,

Jyoti Kalash Chhalke, Jyoti Kalash Chhalke, Jyoti Kalash Chhalke,

Film – Bhabhi Ki Chooriyaan –     

Actors – Meena Kumari, Balraj Sahni, and Child Artist

39.  Baar Baar Tohe Kya Samjhaye, Payal Ki Jhankar, Kya,

Tere Bin Sajan, Lage Na Jiya Hamar,

Tere Bin Sajan,Lage Na Jiya Hamar,

Chhup Chhup Ke, Karta Hai Ishare, Chanda Sau Sau Baar, Kya,

Aa Tohe Sajni, Le Chaloon Nadiya Ke Paar,

Tere Bin Sajan,Lage Na Jiya Hamar,           

Film – Arti – Actors – Meena Kumari and Pradeep Kumar

40.  Kabhi To Milegi, Kahin To Milegi,

Baharaon Ki Manzil Rahi, Baharaon Ki Manzil Rahi,                                 

Film – Aarti – Actors – Meena Kumari and Pradeep Kumar

41.  Apne Yaad Dilaya, To Mujhe Yaad Aaya,

Apne Yaad Dilaya, To Mujhe Yaad Aaya,

Ke Mere Dil Pe Parha To Koi Gham Ka Saaya,

Apne Yaad Dilaya,

Film – Arti – Actors – Meena Kumari and Pradeep Kumar

42.  Duniya Kare Sawal To Hum Kya Jawab Dein,

Tumko Naa Ho Khayal To Hum Kya Jawab Dein,

Duniya Kare Sawaal,

Film – Bahu Begham – Actor – Meena Kumari

43. Hum Inntzaar Karenge, Hum Intzaar Karenge,

Tera Qayamat Tak,

Khuda Kare Ke Qayamat Ho, Aur Tu Aaye,

Khuda Kare Ke Qayamat Ho, Aur Tu Aaye,

Hum Inntzaar Karenge,

Film – Bahu Begham – Actors – Meena Kumari,

Pradeep Kumar, and Zeb Rehman

44.  Dil Jo Na Kah Saka, Wohi Raaz-E-Dil,

Kehne Ki Raat Ayi, Dil Jo Na Kah Saka

Film – Bheegi Raat – Actors – Meena Kumari, Ashok Kumar,

Pradeep Kumar, and Others

45.  Sansaar Se Bhage Phirte Ho,

Bhagwan Ko Tum Kya Paaoge,          

Is Lok Ko Bhi Apna Na Sake,

Us Lok Mein Bhi Pachhtaaoge,

Sansaar Se Bhage Phirte Ho,

Film – Chitralekha –                   

Actors – Meena Kumari and Ashok Kumar

46. Ae Ri Jaane Na Doongi,

Ae Ri Jaane Na Doongi,

Main To Apne Rasik Ko Nainan Mein,

Rakh Loongi Palakein Moond Moond,    

Ae Ri Jaane Na Doongi,

Film – Chitralekha –                   

Actors – Meena Kumari, Pradeep Kumar and Others         

47.  Kaahe Tarasaye, Jeeara, Kaahe Tarasaye Jeeara,

Yauvan Ritu Sajan Jake Na Aye, Kaahe Tarasaye Jeeara,

Film – Chitralekha –                   

Actors – Meena Kumari and Others

48. Sakhiri Mera Man Uljhe Tan Dole,

Sakhiri Mera Man Uljhe Tan Dole,

Man Uljhe Tan Dole,

Ab Chain Parhe Tab Hi,

Jab Unse Milan Ho Le,

Sakhiri Mera Man Uljhe Tan Dole,

Film – Chitralekha –                   

Actors – Meena Kumari and Others

49.  Mujhe Pyar Ki Zindagi Dene Wale,         

Kabhi Gham Na Dena, Khushi Dene Wale,

Mujhe Pyar Ki Zindagi Dene Wale,                

Film – Pyar Ka Saagar –    

Actors – Meena Kumari and Rajendra Kumar

50. Woh Jo Milte The Kabhi, Humse Deewano Ki Tarah,

Aaj Yun Milte Hain, Jaise Kabhi Pehchaan Na Thi,

Woh Jo Milte The Kabhi,

Film – Akeli Mat Jaiyo –     

Actors – Meena Kumari and Rajendra Kumar

51.  Akeli Mat Jaiyo, Naino Mein Kajra Daal Ke,

Zulfon Mein Gajara Daal Ke, Akeli Mat Jaiyo,

Film – Akeli Mat Jaiyo –     

Actors – Meena Kumari, Rajendra Kumar and Others

52. Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho,

Tumhi Ho Bandu Sakha Tumhi Ho,

Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho,

Tumhi Ho Bandu Sakha Tumhi Ho,

Film – Main Chup Rahoongi –

Actors – Meena Kumari, Sunil Dutt, and Master Babloo

53. Chand Jane Kahan Kho Gaya,

Chand Jane Kahan Kho Gaya,

Tumko Chehre Se Parda Hatana Na Tha,

Chandni Ko Ye Kya Ho Gaya, Chandni Ko Ye Kya Ho Gaya,

Tumko Bhi Is Tarah Muskurana Na Tha,

Chand Jane Kahan Kho Gaya, Chand Jane Kahan Kho Gaya,

Film-Main Chup Rahoongi-

Actors- Meena Kumari and Sunil Dutt

54. O’ Chand Jahan Woh Jayen,

Tu Bhi Saath Chale Jaana,

Kaise Hai Kahan Hai Woh,

Har Raat Khabar Lana,

O’ Chand Jahan Woh Jayen, O’ Chand,

Film – Sharda

Actors – Meena Kumari, Shyama, and Raj Kapoor

55.  Juhi Ki Kali Meri Ladli, Nazon Se Pali Meri Ladli,

O-Aas Kiran, Jug Jug Tu Jiye, Nanhi Si Pari Meri Ladli,

O’Meri Ladli,

Juhi Ki Kali Meri Ladli, Nazon Se Pali Meri Ladli,

O-Aas Kiran,Jug Jug Tu Jiye, Nanhi Si Pari Meri Ladli,

O’Meri Ladli

Film – Dil Ek Mandir –

Actors – Meena Kumari, Rajendra Kumar, and Others 

56.  Janam Din Aaya, Aaya, Mamta Ki Jyot Jagi

Chahkati Rahe Sada Yun Hi, Meri Chand Taron Ki Shahzadi 

Janam Din Aaya, Aaya, Mamta Ki Jyot Jagi      

Chahkati Rahe Sada Yun Hi, Meri Chand Taron Ki Shahzadi 

Film – Baharon Ke Sapne –

Actors – Meena Kumari, Rehman, and Others

57. Nighahen Kyon Bhatakati Hain,

Kadam Kyon Dagmagate Hain,

Hum Hee Tak Hai Har Ik Manzil,

Chale Aao, Chale Aao, Chale Aao, Chale Aao,

Film – Baharon Ke Sapne –

Actors – Meena Kumari and Farida Jalal

58. Ab Kya Misal Doon Main Tumhare Shabab Ki,

Insaan Ban Gayi Hai Kiran Mahtaab Ki     

Film – Aarti – Actors – Meena Kumari and Pradeep Kumar

59. Meri Jaan Meri Jaan, Pyar Kisi Se,

Ho Hi Gaya Hai, Hum Kya Karen,

Film – Yahudi – Actors – Meena Kumari and Other

60. Tim Tim Karte Tare, Yeh Kehte hain Sare,

 So Ja Meethe Sapno Mein Nindiya Pukare

Tim Tim Karte Tare, Yeh Kehte hain Sare,

 Film – Chirag Kahan Roshni Kahan –

Actors – Meena Kumari and Child Artist

61. Aa Ja Ri Aa Nindiya Tu Aa, Aa Ja Ri Aa Nindiya Tu Aa,

Jhilmil Sitaron Se Utar, Ankhon Mein Aa, Sapne Saja

Aa Ja Ri Aa Nindiya Tu Aa, Aa Ja Ri Aa Nindiya Tu Aa,

Film – Do Bhiga Zameen –

Actors – Meena Kumari, Nirupa Roy, and Child Actor

(Image: Google Images)