Categories: Question Hub

“Zindagi” Word Hindi Film Songs List

“Zindagi Ka Saaz Ho Tum-Saaz Ki Awaz Hum”

1.  Zindagi Ek Safar Hai Suhana,

Yahan Kal Kya Ho, Kisne Jaana,

Zindagi Ek Safar Hai Suhana,

Film – Andaaz – Actors – Rajesh Khanna and Hema Malini

2.  Zindagi Ka Safar, Hai Yeh Kaisa Safar,

Koi Samjha Nahin, Koi Jaana Nahin,

Hai Yeh Kaisi Dagar, Chalte Hain Sab Magar,

Koi Samajha Nahin, Koi Jaana Nahin,

Film – Safar – Actors – Rajesh Khanna and Sharmila Tagore

3.  Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate Hain Jo Makaam,

Woh Phir Nahin Aate, Woh Phir Nahin Aate

Film – Aap Ki Kasam – Actors – Rajesh Khanna, Mumtaz and Others

4.  Zindagi Kaisi Hai Paheli Hai, Kabhie To Hansaye,

Kabhie Ye Rulaye,Zindagi Kaisi Hai Paheli Hai,

Kabhie To Hansaye, Kabhie Ye Rulaye,

Film – Anand –

Actors – Rajesh Khanna. Amitabh Bachchan, Sumita Sanyal

5.  Na Koi Umang Hai, Na Koi Tarang Hai,

Meri Zindagi Hai Kya, Ik Kati Patang Hai,

Film – Kati Patang – Actors – Asha Parekh and Rajesh Khanna

6.  Pyar Zindagi Hai, Pyar Bandagi Hai,

Bandagi Hai, Ya-Allah, Ya-Allah,

Film – Muqaddar Ka Sikandar

Actors – Rakhee, Vinod Khanna, Amitabh Bachchan, and Others

7.  Yaari Hai Iman Mera Yaar Meri Zindagi,

Pyar Ho Bandon Se Yeh Sabse Badi Hai Bandagi,

Yaari Hai Iman Mera Yaar Meri Zindagi,

Film – Zanzeer – Actors – Pran, Amitabh Bachchan and Others

8. Ae Yaar Sun Yaari Teri,

Mujhe Zindagi Se Bhi Pyari Hai,

Film – Suhaag – Actors – Amitabh Bachchan and Shashi Kapoor

9.   Ik Raasta Hai Zindagi, Jo Tham Gaye To Kuchh Nahin,

Yeh Kadam Kisi, Mukaam Pe, Jo Tham Gaye, To Kuchh Nahin,

Ik Raasta Hai Zindagi, Jo Tham Gaye To Kuchh Nahin,

Yeh Kadam Kisi,Mukaam Pe, Jo Tham Gaye, To Kuchh Nahin,

Film – Kala Patthar – Actor – Shashi Kapoor

10.  Tum Bhi Chalo, Hum Bhi Chalen, Chalti Rahe Zindagi,

Na Zameen Manzil, Na Asmaan, Zindagi Hai Zindagi,

Tum Bhi Chalo, Hum Bhi Chalen, Chalti Rahe Zindagi,

Film – Zameer – Actors – Saira Bano and Amitabh Bachchan

11.  Badi Sooni Sooni Hai, Zindagi Yeh Zindagi,

Main Khud Se Hoon Yahan, Ajnabi, Ajnabi,

Badi Sooni Sooni Hai, Zindagi Yeh Zindagi,

Film – Mili – Actors – Amitabh Bachchan and Jaya Bhaduri

12.  Pyar Mohabbat Ke Siva Ye Zindagi Kya Zindagi,

Aa Gale Lag Ja Mere, Aur Chhod De Ye Dillagi,

Film – Pyar Mohabbat – Actors – Saira Bano and Dev Anand

13.   O’Sanam Tere Ho Gaye Hum, Pyar Mein Tere Kho Gaye Hum,

Mil Gaya Mujhko Ah Sanam, Zindagi Ka Bahana,

O’Sanam Tere Ho Gaye Hum, Pyar Mein Tere Kho Gaye Hum,

Zindagi Ko Ah Humdum, Aa Gaya Muskurana

Film – Ayi Milan Ki Bela –                

Actors – Rajendra Kumar and Saira Bano

14.  Ek Sunahari Shaam Thi, Bahaki Bahaki Zindagi,

Raah Mein Hum Tum Mile, Meri Palkon Ke Tale,

Ashiyaan Tera Ban Gaya, Ek Sunahari Shaam Thi,

Film – Aao Pyar Karen –

Actors – Saira Bano and Joy Mukherji

15.   Zindagi Ke Rang Kai Re Sathi Re,

Zindagi Ke Rang Kai Re,

Film – Aadmi Aur Insaan –

Actors – Saira Bano and Dharmendra

16.  Lakhon Hain Nigaah Mein Zindagi Ki Raah Mein,

Sanam Haseen Jawaan, Hothon Pe Gulab Hai,

Ankhon Mein Sharab Hai, Lekin Wo Baat Kahan,

Film – Phir Wohi Dil Laaya Hoon –

Actors – Joy Mukherji and Others

17.  Woh Haseen Dard De Do, Jise Main Gale Laga Loon,

Woh Nigaah Mujh Pe Daalo, Ke Main Zindagi Bana Loon,

Woh Haseen Dard De Do, Jise Main Gale Laga Loon,

Film – Hum Saaya – Actors-Mala Sinha and Joy Mukherji

18.  Bahut Shukriya, Badi Meherbani,

Meri Zindagi Mein, Huzoor Aap Aye,

Kadam Choom Loon Ya, Yeh Ankhen Bichha Doon,

Karun Kya Yeh Meri, Samajh Mein Na Aye, Bahut Shukriya

Film – Ek Musafir Ek Haseena – Actors – Joy Mukherji and Sadhana

19.  Meri Zindagi Mein Apni Chahat Ka Rang Bhar Do,

Meri Jaan Tumpe Sadke, Ehsaan Itna Kardo,

Meri Zindagi Mein Apni Chahat Ka Rang Bhar Do,

Film – Sawan Ki Ghata –

Actors – Sharmila Tagore and Manoj Kumar

20.  Do Din Ki Zindagi, Kaisi Ye Zindagi,

Koi Jaane Na Ho,

Bheetar Andhera Hai, Bahar Hai Roshani,

Dekhen Na Parwane, Do Din Ki Zindagi, Kaisi Ye Zindagi,

Film – Satyakaam – Actors – Sharmila Tagore and Dharmendra

21.  Zindagi Ki Na Toote Ladi, Pyar Karle Ghadi Do Ghadi,

Lambi Lambi Umariya Ko Chhodo,

Pyar Ki Ik Ghadi Hai Badi, Pyar Karle Ghadi Do Ghadi,

Film  – Kranti – Actors – Manoj Kumar and Hema Malini

22.  Ik Pyar Ka Nagma Hai Maujon Ki Ravani Hai,

Zindagi Aur,  Kuchh Bhi Nahin, Teri Meri Kahani Hai,

Ik Pyar Ka Nagma Hai

Film-Shor-Actors-Manoj Kumar and Nanda

23.  Humsafar Mere Humsafar, Pankh Tum Parvaaz Hum,

Zindagi Ka Geet Ho Tum, Geet Ka Andaaz Hum,

Humsafar Mere Humsafar, Pankh Tum Parvaaz Hum,

Zindagi Ka Saaz Ho Tum, Saaz Ki Awaz Hum,

Humsafar Mere Humsafar,

Film – Purnima – Actors – Dharmendra and Meena Kumari

24.  Dhal Chuki Shaam-E-Gham, Muskura Le Sanam,

Ik Nayi Subah Duniya Mein Ane Ko Hai,

Pyar Sajne Laga, Saaz Bajane Laga,

Zindagi Dil Ke Taron Pe Gaane Ko Hai,

Film – Kohinoor –

Actors – Dilip Kumar, Meena Kumari, and Kumkum

25. Yeh Zindagi Ke Mele, Duniya Mein Kum Na Honge,

Afsos Hum Na Honge, Ye Zindagi Ke Mele,

Film – Mela – Actors – Dilip Kumar and Nargis

26.  Mujhe Pyar Ki Zindagi Dene Wale,

Kabhi Gham Na Dena, Khushi Dene Wale,

Mujhe Pyar Ki Zindagi Dene Wale,

Film – Pyar Ka Sagar –

Actors – Rajendra Kumar and Meena Kumari

27.  Ye Mera Prem Patra Padhkar, Ke Tum Naaraaz Na Hona,

Ke Tum Meri Zindagi Ho, Ke Tum Meri Bandagi Ho,

Film – Sangam –

Actors – Rajendra Kumar and Vyjayantimala.

28.  Jeena Kya Aji Pyar Bina Jeevan Ke Yahi Chaar Dina,

Dhan Daulat Bina Chale Magar, Zindagi Na Chale Yaar Bina,

Jeena Kya Aji Pyar Bina Jeevan Ke Yahi Chaar Dina,

Film-Dhan Daulat-Actors-Rishi Kapoor and Neetu Singh

29.  Jeene Ko To Jeete Hain Sabhi, Pyar Bina Kaisi Zindagi,

Aao Miljhul Kar Dukh Sukh Baaten, Kyon Hum Rahen Ajnabi,

Humsafar Hain Sabhi, Humsafar Hain Sabhi,

Film – Yeh Vaada Raha –

Actors – Rishi Kapoor, Poonam Dhillon and Others

30.  Ishq Mera Bandagi Hai, Ishq Meri Zindagi Hai,     

Film – Yeh Vaada Raha –

Actors – Rishi Kapoor, Tina Munim, Shammi Kapoor, and Others

31.  Tu Meri Zindagi Hai, Tu Meri Har Khushi Hai

Tu Hi Pyar, Tu Hi Chahat, Tu Hi Bandagi Hai

Tu Meri Zindagi Hai, Tu Hi Bandagi Hai, Tu Hi Pyar,

Tu Hi Chahat, Tu Hi Ashiqui Hai

Film  – Ashiqui – Actors – Rahul Roy and  Anu Agarwal

32.  Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Ana,

Dheere Dheere Se Dil Ko Churana,

Tumse Pyar Hamein Hai Kitna Jane Jana,

Tumse Milkar, Tumko Hai Batana,

Film – Ashiqui – Actors – Rahul Roy and  Anu Agarwal

33.  Ab Tere Bin Jee Lenge Hum, Zeher Zindagi Ka Pee Lenge Hum

Kya Hua Jo Ik Dil Toot Gaya, Kya Hua Jo Ik Dil Toot Gaya,

Film – Ashiqui – Actors – Rahul Roy and  Anu Agarwal

34.  Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise, Zindagi Ke liye,

Bas Ik Sanam Chahiye, Aashiqui Ke Liye,

Film – Ashiqui – Actors – Rahul Roy and  Anu Agarwal

35.  Yeh Zindagi Usiki Hai, Jo Kisika Ho Gaya,

Pyar Hi Mein Kho Gaya, Ye Zindagi Usiki Hai,

Film – Anarkali – Actors – Pradeep Kumar and Beena Rai

36.  Zindagi Pyar Ki Do Char Gadi Hoti Hai,

Chahe Thodi Si Ho, Yeh Umra Badi Hoti Hai,

Zindagi Pyar Ki Do Char Gadi Hoti Hai,

Film – Anarkali – Actors – Pradeep Kumar and Beena Rai

37.  O’ Asman Wale Shikwa Hai Zindagi Ka,

Sun Dastaan Gham Ki Afsana Bebasi Ka,

Film – Anarkali – Actor – Beena Rai

38.  Tere Bina Zindagi Se Koi Shikwa To Nahin,

Shikwa Nahin,Shikwa Nahin, Shikwa Nahin,

Tere Bina Zindagi Bhi Lekin,

Zindagi To Nahin, Zindagi Nahin,

Zindagi To Nahin, Zindagi Nahin,

Tere Bina Zindagi Se Koi Shikwa To Nahin,

Film-Aandhi-Actors-Sanjeev Kumar and Suchitra Sen

39.  Diye Jalaye Pyar Ke Kaho Kisi Khushi Mein,

Baras Bita Ke Ayi Hai Yeh Shaam Zindagi Mein

Diye Jalaye Pyar Ke Kaho Kisi Khushi Mein,

Baras Bita Ke Ayi Hai Yeh Shaam Zindagi Mein

Film – Dharti Kahe Pukar Ke –

Actors – Sanjeev Kumar, Jeetendra, Nivedita, and Others

40.  Hanste Hanste, Kat Jayen Raste,

Zindagi Yunhi Chalti Rahe,

Khushi Mile Ya Gham, Badlenge Na Hum,

Duniya Chahe Badalti Rahe,

Film – Khoon Bhari Maang –

Actors – Rekha and Rakesh Roshan

41.  Zindagi Jab Bhi Teri Bazm mein Lati Hai Hamein

Film – Umrao Jaan – Actors – Farooq Shaikh and Rekha

42.  Zindagi Khwab Hai, Khawab Mein, Jhooth Hai Kya,

Aur Bhala Sach Hai Kya,

Zindagi Khwab Hai, Khawab Mein, Jhooth Hai Kya,

Aur Bhala Sach Hai Kya,

Film – Jagte Raho – Actors – Motilal and Raj Kapoor

43.  Mile Na Phool To Kaaton Se Dosti Karli,

Isi Tarah Se Basar, Isi Tarah Se Basar, Humne Zindagi Karli,

Mile Na Phool To Kaaton Se Dosti Karli, Mile Na Phool

Film – Anokhi Raat-Actors – Parikshit Sahni, Zahida, Badri Prasad,

Tarun Bose, Braham Bhardwaj, Aruna Irani, Nana Palshikar and Others

44.  Tu Jo Mere Sur Mein, Sur Milale, Sang Ga Le,

To Zindagi, Ho Jaye Safal,

Tu Jo Mere Mann Ka Ghar Basa Le, Ho Ujale,

To Bandagi, Ho Jaye Safal,

Tu Jo Mere Sur Mein, Sur Milale, Sang Ga Le,

To Zindagi, Ho Jaye Safal,

Film – Chitchor – Actors – Amol Palekar and Zarina Wahab

45.  Jab Koi Baat Bigad Jaye Jab Koi Mushkil Pad Jaye, 

Tum Dena Saath Mera, O’ Humnawaz,

Tum Dena Saath Mera, O’ Humnawaz,

Na Koi Hai, Na Koi Tha, Zindagi Mein Tumhare Siva,

Tum Dena Saath Mera, O’ Humnawaz,

Tum Dena Saath Mera, O’ Humnawaz,

Film-Jurm-Actors-Vinod Khanna, Meenakshi Sheshadri, and Others

46.  Tujhse Naaraz Nahin Zindagi, Hairaan Hoon Main,

Oh Hairaan Hoon Main,

Tere Masoom Sawalon Se Pareshan Hoon Main,

Oh, Pareshaan Hoon Main,

Tujhse Naaraz Nahin Zindagi, Hairaan Hoon Main,

Oh Hairaan Hoon Main,

Film – Masoom – Actors – Naseeruddin Shah, Master Jugal Hansraj,

Shabana Azmi, and Others

47.  Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi, Woh Barsat Ki Raat,

Ek Anjaan Haseena Se Mulaqaat Ki Raat,

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi

Film – Barsat Ki Raat

Actors– Bharat Bhushan and Madhubala

48.  Har Gadi Badal Hari Hai Roop Zindagi,

Chhaaon Hai Kabhi Kabhi Hai Dhoop Zindagi,

Har Pal Yahan, Jee Bhar Jiyo, Jo Hai Sama, Kal Ho Na Ho,

Film – Kal Ho Na Ho – Actor – Shahrukh Khan

49.  Woh Jab Yaad Aye, Bahut Yaad Aye,

Gham-E-Zindagi Ke Andhere Mein Humne,

Chirag-E-Mohabbbat, Jalaye Bujhaye,

Woh Jab Yaad Aye, Bahut Yaad Aye,

Film – Parasmani – Actors – Mahipal and Geetanjali

50.  Na Jane Kyon, Hota Hai Yeh Zindagi Ke Saath,

Achanak Ye Mann, Kisike Jane Ke Baad,

Kare Phir Uski Yaad Chhoti Chhoti Si Baat, Na Jane Kyon

Film – Chhoti Si Baat – Actors – Vidya Sinha and Amol Palekar

51.  Tu Mile, Dil Khile, Aur Jeene Ko Kya Chahiye,

Tu Mile, Dil Khile, Aur Jeene Ko Kya Chahiye,

Na Ho Tu Udhas, Tere Paas Paas Main Rahoonga Zindagi Bhar,

Na Ho Tu Udhas, Tere Paas Paas Main Rahoonga Zindagi Bhar,

Sare Sansaar Ka Pyar Maine Tujh Hi Mein Paaya,

Tu Mile, Dil Khile, Aur Jeene Ko Kya Chahiye,

Film – Criminal – Actors – Nagarjuna and Manisha Koirala

52.  O’Bekarar Dil, Ho Chuka Mujhko Ansuon Se Pyar

Mujhe Tu Khushi Na De, Nayi Zindagi Na De, O’Bekarar Dil

Film – Kohra – Actors – Waheeda Rehman

53.  Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aye,

To Baat Ban Jaye, Haan Haan Baat Ban Jaye,                

Film-Qurbani-Actors – Zeenat Aman, Feroz Khan,

Amjad Khan, and Others

54.  Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein Shamil Hai,

Jahan Bhi Jaoon To Lagta Hai, Teri Mehfil Hai,

Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein Shamil Hai,

Film-Aap To Aise Na The-Actors-Raj Babbar and Ranjeeta

55.  DoMastane Chale Zindagi Banane,

Bande Sayane, Par Naam Ke Deewane,

Film – Andaz Apna Apna –

Actors – Salman Khan, Amir Khan, and Others

(Pin courtesy Canva)

Geeta Chadda

Recent Posts

65 Mere मेरेWord Songs For Antakshari In Hindi

“मेरी जान में तेरी जान है ओ साथी मेरे” 1. मेरे दिल की घड़ी करे… Read More

4 weeks ago

50 Kabhi कभी Word Songs In Hindi

“छोटी सी ये दुनिया, पहचाने रास्ते हैं, तुम कहीं तो मिलोगे, कभी तो मिलोगे, तो… Read More

2 months ago

55 “Yaad” Word Songs List In English

“Jab Chali Thadi Hawa, Jab Uthi Kali Ghata, Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aye” 1. … Read More

2 months ago

55 Naam नाम Word Songs List In Hindi

“कोई लड़की मुझे कल रात सपने में मिली, बड़ी प्यारी सी सूरत थी, भला सा… Read More

2 months ago

Kahan कहां Word Songs List In Hindi

“ये कहां आ गये हम, यूँ ही साथ साथ चलते तेरी बाहों में है जानम,… Read More

2 months ago

75 Duniya दुनिया Word Songs For Antakshari

“इक नई सुबह दुनिया में आने को है” 1. ये जिंदगी के मेले, ये जिंदगी… Read More

3 months ago