Categories: Reader's Favourite

Sharmila Tagore Songs-Sapno Ki Rani

Yeh Saare Nazare Mujhe Jante Hain

1.Dil Doondta Hai Phir Wohi, Fursat Ke Raat Din,

Dil Doondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din,

Baithe Rahen, Tasavure, Jaana Kiye Hue,

Dil Doondta Hai Phir Wohi, Fursat Ke Raat Din,

Film – Mausam – Actors – Sharmila Tagore and Sanjeev Kumar

2. Chhadi Re Chhadi Kaisi, Gale Mein Padi,

Chhadi Re Chhadi Kaisi, Gale Mein Padi,

Pairon Ki Bedi, Kabhi Lage Hathkadi Re,

Chhadi Re Chhadi Kaisi, Gale Mein Padi,

Film – Mausam – Actors – Sharmila Tagore and Sanjeev Kumar

3. Ruke Ruke Se Kadam, Ruk Ke Baar Baar Chale,

Ruke Ruke Se Kadam, Ruk Ke Baar Baar Chale,

Qarar Deke, Tere Dhar Se Be-Qarar Chale

Ruke Ruke Se Kadam, Ruk Ke Baar Baar Chale,

Film – Mausam – Actor – Sharmila Tagore and Sanjeev Kumar

4. Teri Meri, Meri Teri, Teri Meri, Yaari Badi Purani,

Toone Mujhe Pehchana, Main Hoon Wohi Teri Deewani,

Film – Charitraheen – Actors – Sharmila Tagore, Sanjeev Kumar, and Others

5. Din Hain Bahar Ke Tere Mere Ikraar Ke,

Dil Ke Sahare Aaja Pyar Karen,

Dushman Hain Pyar Ke, Jab Lakhon Gham Sansaar Ke,

Dil Ke Sahare Kaise Pyar Karen

Film – Waqt – Actors – Sharmila Tagore, Shashi Kapoor, and Others

6. Kabhi Raat Din Hum Door The, Din Raat Ka Ab Saath Hai,

Woh Bhi Ittefaq Ki Baat Thi, Yeh Bhi Iteefaq Ki Baat Hai,

Film – Amne Saamne – Actors – Sharmila Tagore and Shashi Kapoor

7.Guzar Gaye Jo Haseen Zamane, Khayal Mein Phir Ubar Rahe Hain,

Udhas Dil Ki Bujhi Umangon Mein, Ik Naya Rang Bhar Rahe Hain,

Film – My Love – Actors – Sharmila Tagore and Shashi Kapoor

8.Sunaate Hain Sitare (Happy & Sad Version)

Film – My Love – Actors – Sharmila Tagore and Shashi Kapoor

9.Bheegi Bheegi Raat Mein

Film – My Love – Actors – Sharmila Tagore and Shashi Kapoor

10. Wada Karo Nahin, Chhorhogi Tum Mera Saath,
Jahan Tum Ho Wahan Main Hoon,

Dekho Nahin Chhedo, Zara Peechhe Rakho Haath,

Jawan Tum Ho, Jawan Main Bhi Hoon,

Film – Aa Gale Lag Ja – Actors – Sharmila Tagore and Shashi Kapoor

11. Koi Aaya lachak Uthi Kaya, Ki Dil Mera Bas Mein Nahin,

Sharmaoon, Lakh Balkhaaoon, Ki Jaise Par Bina, Main Udhati Jaaon,

Ki Dil Mera bas Mein Nahin,

Film – Daastan – Actors – Sharmila Tagore and Dilip Kumar

12. Sara Pyar Tumhara Maine Baandh Liya Hai Anchal Mein,

Tere Naye Roop Ki Nayi Ada, Hum Dekha Karenge Pal Pal Mein,

Sara Pyar Tumhara Maine Baandh Liya Hai Anchal Mein,

Film – Anand Ashram – Actors- Sharmila Tagore and Uttam Kumar

13.Kal Ke Apne Na Jane Kyon Ho Gaye Aaj Paraye,

Ret Ka Sagar, Pyar Ka Sapna, Pyasa Hi Tarsaye,

Kal Ke Apne Na Jane Kyon Ho Gaye Aaj Paraye,

Film – Amanush – Actors – Sharmila Tagore and Uttam Kumar

14. Isharon Isharon Mein Dil Lene Wale,

Bata Yeh Hunar Tune Seekha Kahan Se,

Nighahon Nighahon Mein Jadu Chalana,

Meri Jaan Seekha Hai Tumne Jahan Se,

Bata Yeh Hunar Tune Seekha Kahan Se,

Film – Kashmir Ki Kali – Actors – Sharmila Tagore and Shammi Kapoor

15. Deewana Hua Badal, Sawan Ki Ghata Chhayi,

Yeh Dekh Ke Dil Jhooma, Li Pyar Ne Angdayi, Deewana Hua Badal,

Film – Kashmir Ki Kali – Actors – Sharmila Tagore and Shammi Kapoor

16. Balma Khuli Hawa Mein, Mahaki Hui Fiza Mein,

Dil Chahata Hai Mera, Bahakana Idhar Udhar,

Film – Kashmir Ki Kali – Actors – Sharmila Tagore and Shammi Kapoor

17. Raat Ke Humsafar, Thak Ke Ghar Ko Chale,

Jhoomti Aa Rahi, Hai Subah Pyar Ki,

Dekh Kar Samne, Roop Ki Roshni,

Phir Luti Ja Rahi, Hai Subah Pyar Ki

Film – An Evening In Paris – Actors – Sharmila Tagore and Shammi Kapoor

18.Main Ik Chor Tu Meri Rani, Main Ik Chor Tu Meri Rani,

Chori Chori Le Chala Main Tumko Tumse Hi Churake,

Chor Nahin, Tu Mera Raja, Main Teri Rani,

Tu Mera Raja, Main Teri Rani, Chal Padi Main Saath Tere,

Saari Duniya Ko Bhula Ke, Tu Mera Raja, Main Teri Rani,

Film – Raja Rani – Actors – Sharmila Tagore and Rajesh Khanna

19. Gunguna Rahe Hain Bhanware, Khil Rahi Hai Kali Kali,

Gali Gali, Kali, Kali, Gunguna Rahe Hain Bhanware, Khil Rahi Hai Kali Kali,

Film – Aradhana – Actors – Sharmila Tagore and Rajesh Khanna

20. Kora Kagaz Tha Yeh Mann Mera, Likh Liya Naam Ispe Tera,

Soona Angan Tha Jeevan Mera, Bas Gaya Pyar Isme Tera

Film – Aradhana – Actors – Sharmila Tagore and Rajesh Khanna

21.Chanda Hai Tu, Mera Sooraj Hai Tu, O’ Meri Ankhon Ka Tara Hai Tu

 Jeeti Hoon Main Bas Tujhe Dekhkar, Is Toote Dil Ka Sahara Hai Tu,

Chanda Hai Tu, Mera Sooraj Hai Tu,

Film – Aradhana – Actors – Sharmila Tagore and Child Artist  

 22. Saphal Hogi Teri Aradhana, Kahe Ko Roye, Chahe Jo Hoye,

Film  – Aradhana – Actors  – Sharmila Tagore, Pahadi Sanyal, and Others

23.Man Se Man Ki Dor Bandhi, Jab Dor Bandhi,

To Amar Prem Muskaaya, To Amar Prem Muskaaya,

Man Mein Preetam Aan Base To,

Man Mandir |Kahalaya, Man Mandir |Kahalaya,

Film  – Malik – Actors – Sharmila Tagore and Rajesh Khanna

24.Raina Beeti Jaye, Shyam Na Aye,

Nindiya Na Aye, Nindiya Na Aye, Raina Beeti Jaye, Shyam Na Aye,

Film – Amar Prem – Actors – Sharmila Tagore and Rajesh Khanna

25. Bada Natkhat Hai Re Krishna Kanhaiya, Kya Kare Yashoda Maiya

Maiya Re, Haan, Kya Kare Yashoda Maiya

Film – Amar Prem – Actors – Sharmila Tagore and Master Bobby

26.Doli Mein Bithai Ke Kahar, Laye Mohe Sajna Ke Dwar,

Beete Din Khushiyon Ke Char, Deke Dukh Man Ko Hazaar,

Doli Mein Bithai Ke Kahar,

Film – Amar Prem – Actors – Sharmila Tagore and Others

27. Hum The Jinke Sahare, Woh Hue Na Hamare,

Doobi Jab Dil Ki Naiya, Samne The Kinare,

Hum, The Jinke Sahaare,

Film – Safar – Actors – Sharmila Tagore and Rajesh Khanna

28. Haule Haule Sajna, Dheere Dheere Balma,

Oh Ho Ho Aa Ha Ha, Zara Haule Haule Chalo More Sajna,

Hum Bhi Peechhe Hain Tumhare,

Kaisi Bheegi Bheegi Rut Hai Suhani, Kaise Pyare Nazare,

Zara Haule Haule Chalo More Sajna, Hum Bhi Peechhe Hain Tumhare,

Film – Sawan Ki Ghata – Actors – Sharmila Tagore and Manoj Kumar

29.Meri Zindagi Mein Apni Chahat Ka Rang Bhar Do,

Meri Jaan Tumpe Sadke, Ehsaan Itna Kardo,

Meri Zindagi Mein Apni Chahat Ka Rang Bhar Do,

Film – Sawan Ki Ghata – Actors – Sharmila Tagore and Manoj Kumar

30. Aaj Ko Junli Raat Ma, Dharti Par Hai Asmaan,

Koi Re Banke Chandni, Utra Mann Ke Angana,

Chanda Re Tu Ja Na Ja, Aaj To Junli Raat Ma,

Film – Talaash – Actors – Sharmila Tagore and Rajendra Kumar, and Others

31. Palkon Ke Peechhe Se Kya Tumne Kah Daala, Phirse To Farmana,

Naina Ne Sapno Ki Mehfil Sajayi Hai, Tum Bhi Zaroor Aana,

Palkon Ke Peechhe Se Kya Tumne Kah Daala, Phirse To Farmana,

Film – Talaash –Actors – Sharmila Tagore and Rajendra Kumar

32. Khayi Hai Re Humne Kasam Sang Rahane Ki,

Ayega Re Udh Ke Mera Hans Pardesi,

Khayi Hai Re Humne Kasam Sang Rahane Ki,

Film – Talaash –Actors – Sharmila Tagore and Rajendra Kumar

33.Kitni Akeli, Kitni Tanha Si Lagi, Tumse Mil Ke Main Aaj, Kitni Akeli,

Film – Talaash –Actors – Sharmila Tagore and Rajendra Kumar

34. Gori Gori Gaon Ki Gori Re, Kisliye Bunn Rahi Dori Re,

O’ Piya, Dori Se Bandh Le Gori Re, Jaye Jo Karke Tu Chori Re,

Ye Jeeya, Gori Gori Gaon Ki Gori Re,

Film – Yeh Gulistan Hamara – Actors – Sharmila Tagore and Dev Anand

35. Main Shayad Tumhare Liye Ajnabi Hoon,

Magar Chand Tare Mujhe Jante Hain,

Yeh Sare Nazare Mujhe Jante Hain

 Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi –

Actors – Actors – Sharmila Tagore and Biswajeet

36. Yahi Woh Jagah Hai, Yahi Woh Fizayen,

Yahin Par Kabhi, Aap Hum Se Mile The,

Inhe Hum Bhala Kis Tarah Bhool Jayen,

Yahin Par Kabhi, Aap Hum Se Mile The,

Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi –

Actors – Actors – Sharmila Tagore and Biswajeet

37. Aap Se Maine Meri Jaan Mohabbat Ki Hai

Aap Chahen To Meri Jaan Bhi Le Sakte Hai

Aap Jab Hain To Mere Paas Mera Sab Kuchh Hai

Jaan Kya Cheez Hai Imaan Bhi Le Sakte Hain

Aap Se Maine Meri Jaan

Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi –

Actors – Actors – Sharmila Tagore and Biswajeet

38. Phir Miloge Kabhie Is Baat Ka Wada Karlo

Humse Ik Aur Mulaqat Ka Wada Karlo

Phir Miloge Kabhie Is Baat Ka Wada Karlo

Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi –

Actors – Actors – Sharmila Tagore and Biswajeet

39. Har Tukda Mere Dilka Deta Hai Duhai

Dil Toot Gaya Apko, Awaaz Na Ayi, Awaz Na Ayi

Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi –

Actors – Actors – Sharmila Tagore and Biswajeet

40.Roothe Saiyan Hamare Saiyan Kyon Roothe,

Na To Hum Bewafa, Na To Hum Jhoothe,

Roothe Saiyan Hamare Saiyan Kyon Roothe,

Film – Devar – Actors- Sharmila Tagore and Deven Verma

41.Duniya Mein Aisa Kahan Sab Ka Nseeb Hai,

Koi Koi Apne Piya Ke Kareeb Hai,

Duniya Mein Aisa Kahan Sab Ka Naseeb Hai,

Film – Devar – Actors- Sharmila Tagore and Dharmendra

42.Woh Haseen Dard De Do, Jise Main Gale Laga Loon,

Woh Nigaah Mujh Pe Daalo, Ke Main Zindagi Bana Loon,

Woh Haseen Dard De Do, Jise Main Gale Laga Loon,

Film – Hum Saaya – Actors-Sharmila Tagore and Joy Mukherji

43. Mujhe Mera Pyar De De, Mujhe Mera Pyar De De,

Tujhe Azma Liya Hai, Teri Wafa Ke Aage,

Maine Sar Jhuka Liya Hai, Mujhe Mera Pyar De De,

Film – Hum Saaya – Actors-Sharmila Tagore and Joy Mukherji

44. Ab Ke Sajan Sawan Mein, Aag Lagegi Badan Mein, Ghata Barsegi,

Magar Tarsegi Nazar, Mil Na Sakenge Do Man Ek Hi Angan Mein,

Ab Ke Sajan Saawan Mein,

Film – Chupke Chupke –

Actors – Sharmila Tagore, Dharmendra, Omprakash, Usha Kiran, and Asrani

45. Bagon Mein Jaise Ye Phool Khilte Hain, Oh Khilte Hain,

Khile Hain, Bhanwaron Se, Jab Phool Milte Hain, Oh Milte Hain,

Bagon Mein,

Actors – Sharmila Tagore, Dharmendra, and Child Artist

46. Aur Kya Ahad-E-Wafa Hote Hain, Aur Kya Ahad-E-Wafa Hote Hain,

Log Milte Hain Juda Hote Hain, Aur Kya Ahad-E-Wafa Hote Hain,

Film – Sunny – Actors – Sharmila Tagore and Dharmendra

47. Abhi Kya Sunoge, Suna To Hasoge,

Ki Hai Geet Adhura, Tarana Adhura,

Jo Tum Chup Rahoge, Jo Kuchh Na Kahoge,

Rahega Sada ye Fasana Adhura, Ki Hai Geet Adhura, Tarana Adhura,

Film – Satyakaam – Actors – Sharmila Tagore and Dharmendra

48. Do Din Ki Zindagi, Kaisi Ye Zindagi,

Koi Jaane Na Ho,

Bheetar Andhera Hai, Bahar Hai Roshani,

Dekhen Na Parwane, Do Din Ki Zindagi, Kaisi Ye Zindagi,

Film – Satyakaam – Actors – Sharmila Tagore and Dharmendra

49. Gar Tum Bhula Na Doge, Sapne Ye Sach Hi Honge,

Hum Tum Juda Na Honge, Hum Tum Juda Na Honge,

Film – Yakeen – Actors – Sharmila Tagore and Dharmendra

50. Aisi Bhi Baaten Hoti Hain, Aisi Bhi Baaten Hoti Hain,

Kuchh Dil Ne Kaha, Kuchh Bhi Nahin, Kuchh Bhi Nahin, 

Kuchh Dil Ne Suna, Kuchh Bhi Nahin, Kuchh Bhi Nahin, 

Aisi Bhi Baaten Hoti Hain, Aisi Bhi Baaten Hoti Hain,

Film – Anupama – Actors – Sharmila Tagore and Dharmendra

51. Chalo Sajna, Jahan Tak Ghata Chale,

Chalo Sajna, Jahan Tak Ghata Chale,

Laga Kar Mujhe Gale, Chalo Sajna, Jahan Tak Ghata Chale,

Film – Mere Humdum Mere Dost – Actors – Sharmila Tagore and Dharmendra

(Image: Google Images)

Geeta Chadda

Recent Posts

65 Mere मेरेWord Songs For Antakshari In Hindi

“मेरी जान में तेरी जान है ओ साथी मेरे” 1. मेरे दिल की घड़ी करे… Read More

3 weeks ago

50 Kabhi कभी Word Songs In Hindi

“छोटी सी ये दुनिया, पहचाने रास्ते हैं, तुम कहीं तो मिलोगे, कभी तो मिलोगे, तो… Read More

2 months ago

55 “Yaad” Word Songs List In English

“Jab Chali Thadi Hawa, Jab Uthi Kali Ghata, Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aye” 1. … Read More

2 months ago

55 Naam नाम Word Songs List In Hindi

“कोई लड़की मुझे कल रात सपने में मिली, बड़ी प्यारी सी सूरत थी, भला सा… Read More

2 months ago

Kahan कहां Word Songs List In Hindi

“ये कहां आ गये हम, यूँ ही साथ साथ चलते तेरी बाहों में है जानम,… Read More

2 months ago

75 Duniya दुनिया Word Songs For Antakshari

“इक नई सुबह दुनिया में आने को है” 1. ये जिंदगी के मेले, ये जिंदगी… Read More

2 months ago