Saat Rang Ke Surile Sapne

Jane Ayi Kahan Se Toot-Ke Mere Daman Mein Pankhdi Gulab Ki
Q. Which are Hindi Film Hit Songs of Music Director Salil Chaudhary?
A. Given below is list of Hit Songs of Music Director Salil Chaudhary.
Friends – Music Director Salil Chaudhary completed Film ANOKHI RAAT,
due to sudden demise of Music Director Roshan during making of the film.
Salil Chaudhary completed Film – MAUSAM, due to sudden demise of
Music Director Madan Mohan during making of the film.
Salil Chadhary shared film KALA PATTHAR with Music Director – Rajesh Roshan
1. Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne Chune, Sapne Surile Sapne,
Kuchh Hanse Ke, Kuchh Gham Ke, Teri Ankhon Ke Saye Churaye, Rasilee,
Yaadon Ke, Maine Tere Liye Hi Saat Rang Ke Sapne Chune, Sapne Surile Sapne,
Film – Anand
Actors – Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan, Ramesh Deo, and Seema Deo.
2. Zindagi Kaisi Hai Paheli Hai, Kabhie To Hansaye, Kabhie Ye Rulaye,
Zindagi Kaisi Hai Paheli Hai, Kabhie To Hansaye, Kabhie Ye Rulaye,
Film – Anand -Actors – Rajesh Khanna. Amitabh Bachchan, Sumita Sanyal
3. Kahin Door Jab Din Dhal Jaye, Sanjh Ki Dulhan, Badan Churaye,
Chupke Se Aye, Mere, Khayalon, Ke Angan Mein,
Koi Sapno Ke Deep Jalaye, Deep Jalaye, Kahin Door Jab Din Dhal Jaye,
Sanjh KI Dulhan, Badan Churaye,Chupke Se Aye, Mere,
Khayalon, Ke Angan Mein, Koi Sapno Ke Deep Jalaye, Deep Jalaye,
Film – Anand -Actors – Rajesh Khanna. Amitabh Bachchan.
4. Tere Bina Mera Kahin Jiya, Lage Na Haan, Jiya Lage Na,
Tere Bina Mera Kahin Jiya, Lage Na Haan, Jiya Lage Na
Film – Anand – Actor – Sumita Sanyal.
5. Suhana Safar Aur Ye Mausam Haseen, Hamen Darr Hai,
Hum Kho Na Jayen Yahin, Suhana Safar Aur Ye Mausam Haseen,
Suhana Safar Aur Ye Mausam Haseen
Film – Madhumati – Actor – Dilip Kumar
6. Dil Dhadak Dhadak Ke Keh Raha Hai Aa Bhi Ja, Tu Humse Ankh Na Chura,
Tujhe Kasam Hai Aa Bhi Ja, Dil Tadap Tadap Ke De Raha Yeh Sada,
Tumhari Ho Chuki Hoon Main, Tumhare Paas Hoon Sada.
Film – Madhumati – Actors – Dilip Kumar and Vyjayantimala
7.Main To Kab Se Khadi Is Par, Yeh Akhiyaan, Thakk Gayi Panth Nihaar,
Aaja Re, Pardesi, Main To Kab Se Khadi Is Par,
Yeh Akhiyaan, Thakk Gayi Panth Nihaar, Aaja Re, Pardesi,
Film – Madhumati – Actors – Dilip Kumar and Vyjayantimala
8.Gadi Gadi Mora Dil Dhadke, Hai Dhadke, Kyon Dhadke,
Aaj Milan Ki Bela Mein, Mukh Se Chunariya Kyon Sarke,
Ghadi Gadi More Dil Dhadke Hai Dhadke, Kyon Dhadke,
Aaj Milan Ki Bela Mein, Mukh Se Chunariya Kyon Sarke,
Film – Madhumati – Actors – Vyjayantimala and Pran
9. Zulmi Sang Ankh Ladi, Zulmi Sang Ankh Ladi, Re Ho,
Sakhi Main Ka Se Kahoon, O’Sakhi Ka Se Kahoon, Jane Kaise Yeh Baat Badi,
Zulmi Sang Ankh Ladi, Zulmi Sang Ankh Ladi, Re Ho
Film – Madhumati – Actors – Dilip Kumar, Vyjayantimala, and Others
10.Daiya Re Daiya Re Chadd Gayo Papi Bichhua, Kaiso Re Papi Bichhua,
Bichhua Kaiso Re Papi Bichhua, Bichhua Daiya Re Daiya Re Chadd Gayo
Papi Bichhua, Kaiso Re Papi Bichhua, Bichhua, Kaiso Re Papi Bichhua, Bichhua
Film – Madhumati – Actors – Dilip Kumar, Vyjayantimala, and Others
11.Toote Hue Khwabon Ne Humko Yeh Sikhaya Hai,
Dil Ne, Dil Ne Jise Paya Tha, Ankhon Ne Ganwaya Hai.
Toote Hue Khwabon Ne Humko Yeh Sikhaya Hai,
Dil Ne, Dil Ne Jise Paya Tha, Ankhon Ne Ganwaya Hai.
Film – Madhumati – Actors – Dilip Kumar
12. Na Jane Kyon, Hota Hai Yeh Zindagi Ke Saath, Achanak Ye Mann,
Kisike Jane Ke Baad, Kare Phir Uski Yaad Chhoti Chhoti Si Baat, Na Jane Kyon
Film – Chhoti Si Baat – Actors – Vidya Sinha and Amol Palekar
13. Janeman Janeman Tere Do Nayan, Chori Chori Leke Gaye, Dekho Mera Mann,
Janeman, Janeman, Janeman, Janeman Janeman Tere Do Nayan,
Chori Chori Leke Gaye, Dekho Mera Mann, Janeman, Janeman, Janeman,
Mere Do Nayan Chor Nahin Sajan, Tumse Hi Khoya Hoga Kahin Tumhara Mann,
Janeman, Janeman, Janeman,
Film – Chhoti Si Baat
Actors – Vidya Sinha, Amol Palekar, Dharmendra, and Hema Malini
14. Yeh Din Kya Aye, Lage Phool Hansne, Dekho Basanti,
Hone Lage Mere Sapne, Dekho Basanti
Actors – Vidya Sinha, Amol Palekar, and Asrani.
15. Rajnigandha Phool Tumhare, Mehken Yunhi Jeeven Mein, Haan
Aise Mehke Preet Piya Ki, Mere Anuragi Mann Mein
Film – Rajnigandha-Actors – Vidya Sinha and Amol Palekar,
16. Kai Baar Yunhi Dekha Hai, Yeh Jo Mann Ki Seema Rekha Hai,
Mann Todne Lagta Hai, Anjani Aas Ke Peechhe, Anjani Pyass Ke Peechhe,
Man Daudne Lagta Hai, Kai Baar Yunhi Dekha Hai,
Yeh Jo Mann Ki Seema Rekha Hai, Mann Todne Lagta Hai,
Anjani Aas Ke Peechhe, Anjani Pyass Ke Peechhe, Man Daudne Lagta Hai,
Film – Rajnigandha-Actors – Vidya Sinha and Dinesh Thakur.
17. O’ Sajna, Barkha Bahar Ayi, Rass Ki Phuhar Layi, Akhiyon Mein Pyar Layi,
O’ Sajna, Barkha Bahar Ayi, Rass Ki Phuhar Layi,Akhiyon Mein Pyar Layi, O’Sajna,
Film – Parakh – Actor – Sadhana
18.Cheel Cheel Chillah Ke Kajri Sunaye, Jhoom Jhoom Kauwa Bhi Dholak Bajaye,
Are Wah Wah Wah, Are Wah Wah Wah, Are Wah Wah Wah, Are Wah Wah Wah,
Cheel Cheel Chillah Ke Kajri Sunaye, Jhoom Jhoom Kauwa Bhi Dholak Bajaye,
Are Wah Wah Wah, Are Wah Wah Wah, Are Wah Wah Wah, Are Wah Wah Wah,
Film – Half Ticket – Actors – Kishore Kumar, Pran, and Others
29. Chand Raat, Tum Ho Saath, Kya Karen Ke Ab Toh Dil Machal Machal Gaya,
Dil Ka Aitbaar Kya, Kya Karen Ke Ab Toh Dil Badal Badal Gaya,
Chand Raat, Tum Ho Saath, Kya Karen Ke Ab Toh Dil Machal Machal Gaya,
Dil Ka Aitbaar Kya, Kya Karen Ke Ab Toh Dil Badal Badal Gaya,
Film– Half Ticket – Actors – Kishore Kumar and Madhubala
30.Ankhon Mein Tum, Ankhon Mein Tum, Dil Mein Tum Ho, Tumhari Marzi,
Mano Ke Na Mano, Haan Mano Ke Na Mano, O’, O’, O’, O, Kab Se Yeh Dil,
Dil Tumhara, Yeh Raz-E-Dil, Tum Jano Ke Na Jano, Tum Jano Ke Na Jano,
Film– Half Ticket – Actors – Kishore Kumar and Madhubala
31. Koi Hota Jisko Apna, Hum Apna Keh Lete Yaro, Paas Nahin To,
Door Hi Hota, Lekin Koi, Mera Apna, Koi Hota Jisko Apna,
Hum Apna Keh Lete Yaro, Paas Nahin To, Door Hi Hota, Lekin Koi, Mera Apna,
Film – Mere Apne- Actor – Vinod Khanna, Meena Kumari, and Yogita Bali
32.Roz Akeli Jaye, Roz Akeli Jaye, Chand Katora Liye Bikharan Raat,
Roz Akeli Jaye, Roz Akeli Jaye,
Film – Mere Apne – Actors – Meena Kumari, Vinod Khanna, and Others
33. Haal Chaal Theek Thak Hai, Sab Kuchh Theek Thak Hai,
B.A. Kiya Hai, M.A. Kiya, Lagta Hai Woh Bhi Awaien Kiya,
Kaam Nahin Hai, Varna Yahan, Apki Dua Se Baqui Theek Thak Hai,
Haal Chaal Theek Thak Hai, B.A. Kiya Hai, M.A. Kiya, Lagta Hai,
Woh Bhi Awaien Kiya, Kaam Nahin Hai, Varna Yahan,
Apki Dua Se Baqui Theek Thak Hai,
Film – Mere Apne – Actors – Danny Danzongappa and Others
34. Ah Mere Pyare Watan, Ah Mere Bichhade Chaman, Tujh Pe Dil Qurbaan,
Tu Hi Meri Abroo, Tu Hi Meri Arzoo, Tu Hi Meri Jaan,
Ah Mere Pyare Watan, Ah Mere Bichhade Chaman, Tujh Pe Dil Qurbaan,
Tu Hi Meri Abroo, Tu Hi Meri Arzoo, Tu Hi Meri Jaan,
35. Ganga Aye Kahan Se, Ganga Jaye Kahan Re,
Lahraye, Paani Mein Jaise Dhoop Chhaon Re, Ganga Aye Kahan Se,
Ganga Jaye Kahan Re, Lahraye, Paani Mein Jaise Dhoop Chhaon Re,
36.O’ Meri Pran-Sajni Champavati Aja, Hai Lekar Chain Tu Mera,
Door Tu Mujhse Na Ja, O’ Meri Pran-Sajni Champavati Aja,
Hai Lekar Chain Tu Mera, Door Tu Mujhse Na Ja, Champavati Tu Aaja,
Champavati Tu Aaja, Champavati Tu Aaja, Champavati Tu Aaja,
Champavati Tu Aaja, Tu Na Ho To Kahin Dil Ye Lage Na Mera
Film – Annadata – Actors – Gopi Krishna, Madhumati, and Others
37. Nis Din, Nis Nin, Mera Dil Ye Sajan, Aisi Batiyan Banaye Haan,
Jale Bairi Mann, Sulge Badan, Aag Si Lag jaye Haan, Nis Din, Nis Nin, Mera Dil Ye Sajan,
Aisi Batiyan Banaye Haan,Jale Bairi Mann, Sulge Badan, Aag Si Lag jaye Haan
Film – Annadata – Actor – Jaya Bhaduri
38. Guzar Jaye Din, Din, Din, Ke Har Pal Gin, Gin, Gin, Guzar Jaye Din, Din,
Din, Ke Har Pal Gin, Gin, Gin, Kisiki Hai Yaadon Mein, Kisiki Hai Baaton Mein,
Kisise Mulaqatyon Mein, Ke Ye Silsile, Jab Se Chale,
Khwab Mere Ho Gaye Rangeen, Guzar Jaye Din, Din, Din, Ke Har Pal Gin, Gin,Gin,
Film – Annadata – Actor – Anil Dhawan
39. Zindagi Khwab Hai, Khawab Mein, Jhooth Hai Kya, Aur Bhala Sach Hai Kya,
Zindagi Khwab Hai, Khawab Mein, Jhooth Hai Kya, Aur Bhala Sach Hai Kya,
Film – Jagte Raho – Actors – Motilal and Raj Kapoor
40.Ke Main Jhooth Bolya, Koi Na, Ni Main Qufar Tolya, Koi Na
Film – Jagte Raho – Raj Kapoor and Others
41. Jago Mohan Pyar Jago, Navyug Seenche, Nain Tihare, Jago Jago, Mohan Pyare
Jago Mohan Pyar Jago, Navyug Seenche, Nain Tihare, Jago Jago, Mohan Pyare
Film – Jagte Raho – Actors -Nargis and Raj Kapoor
42. Itna Na Mujhse Tu Pyar Bada, Ke Main In Badal Awara,
Kaise Kisi Ka Sahara Banu, Ke Main Khud Be-Ghar, Bechara,
Isliye Tujhse Main Pyar Karoon, Ke Tu Ik Badal Awara,
Janam Janam Se Hoon Saath Tere, Hai Naam Mera Jal Ki Dhara,
Itna Na Mujhse Tu Pyar Bada, Ke Main In Badal Awara,
Kaise Kisi Ka Sahara Banu, Ke Main Khud Be-Ghar, Bechara,
Isliye Tujhse Main Pyar Karoon, Ke Tu Ik Badal Awara,
Janam Janam Se Hoon Saath Tere, Hai Naam Mera Jal Ki Dhara,
Film – Chhaya – Actors – Sunil Dutt and Asha parekh
43. Ansoo Samajh Ke Kyon Mujhe Ankh Se Toone Gira Diya,
Moti Kisike Pyar Ka, Mitti Mein Kyon Mila Diya,
Ansoo Samajh Ke Kyon Mujhe Ankh Se Toone Gira Diya,
Film- Chhaya – Actors –Sunil Dutt, Asha Parekh, Nirupa Roy, and Others
44. Ankhon Mein Masti Sharab Ki, Kali Zulfon Mein Raten Shabab Ki,
Jane Ayi Kahan Se Toot Ke, Mere Daman Mein Pankhuri Gulab Ki
Ankhon Mein Masti Sharab Ki, Kali Zulfon Mein Raten Shabab Ki,
Jane Ayi Kahan Se Toot Ke, Mere Daman Mein Pankhuri Gulab Ki
Film – Chhaya – Actors – Sunil Dutt and Asha Parekh
45. Aaha Rimjhim Ke Ye Pyare Pyare Geet Liye, Ayi Raat Suhani,
Dekho Preet Liye, Meet Mere Suno Zara, Hawa Kahe Kya, Aa Aa,
Suno To Zara, Jhingar Bole Chiki Mikki, Chiki Mikki,
Rimjhim Ke Ye Pyare Pyare Geet Liye, Ayi Raat Suhani, Dekho Preet Liye,
Meet Mere Suno Zara, Hawa Kahe Kya, Aa Aa,
Suno To Zara, Jhingar Bole Chiki Mikki, Chiki Mikki,
Film – Usne Kaha Tha – Actors – Sunil Dutt and Nanda
46. Sathi Re, Sathi Re, Tujj Bin Jiya Udhas Re, Yes Kaisi Adbhut Pyas Re
Aja, Aa Aa Aa, Tujj Bin Jiya Udhas Re, Yes Kaisi Adbhut Pyas Re
Sathi Re, Sathi Re,
Film – Poonam Ki Raat – Actors – Manoj Kumar and Poonam Chugani
47.Tasveer Teri Dil Mein, Jis Din Se Utari Hai, Phiroon Tujhe Sang Leke,
Naye Naye Rang Leke, Sapno Ki Mehfil Mein, Tasveer Teri Dil Mein,
Jis Din Se Utari Hai, Phiroon Tujhe Sang Leke,
Naye Naye Rang Leke, Sapno Ki Mehfil Mein,
Film – Maya – Actors – Dev Anand and Mala Sinha
48. Ja Re, Ja Re, Udh Ja Re Panchhi, Baharon Ke Des Ja Re, Yahan Kya Hai,
Mere Pyare, Ke Ujadh Gayi Bagiya Mere Mann Ki, Ja Re, Ja Re,
Ja Re, Udh Ja Re Panchhi, Baharon Ke Des Ja Re, Yahan Kya Hai,
Mere Pyare, Ke Ujadh Gayi Bagiya Mere Mann Ki, Ja Re,
Film – Maya – Actors – Dev Anand, Mala Sinha, and Others
49. Koi Sone Ke Dilwala, Koi Chandi Ke Dil Wala, Sheeshe Ka Hai,
Matwale Tera Dil, Mehfil Yeh Nahin Teri, Deewane Kahin Chal
Koi Sone Ke Dilwala, Koi Chandi Ke Dil Wala, Sheeshe Ka Hai,
Matwale Tera Dil, Mehfil Yeh Nahin Teri, Deewane Kahin Chal
Film – Maya – Actors – Dev Anand and Others
50.Dil Doondta Hai Phir Wohi, Fursat Ke Raat Din,
Dil Doondta Hai Phir Wohi Fursat Ke Raat Din, Baithe Rahen, Tasavure,
Jaana Kiye Hue, Dil Doondta Hai Phir Wohi, Fursat Ke Raat Din, Dil Doondta Hai
Film – Mausam – Actors – Sanjeev Kumar and Sharmila Tagore
51. Chhadi Re Chhadi Kaisi, Gale Mein Padi, Chhadi Re Chhadi Kaisi,
Gale Mein Padi, Pairon Ki Bedi, Kabhi Lage Hathkadi Re,
Chhadi Re Chhadi Kaisi, Gale Mein Padi, Chhadi Re Chhadi Kaisi, Gale Mein Padi,
Film – Mausam – Actors – Sanjeev Kumar and Sharmila Tagore
52. Ruke Ruke Se Kadam, Ruk Ke Baar Baar Chale, Ruke Ruke Se Kadam,
Ruk Ke Baar Baar Chale, Qarar Deke, Tere Dhar Se Be-Qarar Chale
Ruke Ruke Se Kadam, Ruk Ke Baar Baar Chale, Ruke Ruke Se Kadam,
Ruk Ke Baar Baar Chale, Qarar Deke, Tere Dhar Se Be-Qarar Chale,
Ruke Ruke Se Kadam
Film – Mausam – Actor – Sharmila Tagore and Sanjeev Kumar
53.Mahalon Ka Raja Mila, Ke Rani Beti Raaj Karegi, Khushi Khushi Kar Do Bida,
Tumhari Beti Raaj Karegi, Mehlon Ka Raja Mila, Ke Rani Beti Raaj Karegi,
Khushi Khushi Kar Do Bida,Tumhari Beti Raaj Karegi, Mehlon Ka Raja Mila
Film – Anokhi Raat-Actors – Zahida, Badri Prasad, Tarun Bose, Braham Bhardwaj
54.Mile Na Phool To Kaaton Se Dosti Karli, Isi Tarah Se Basar, Isi Tarah Se Basar,
Humne Zindagi Karli, Mile Na Phool To Kaaton Se Dosti Karli, Mile Na Phool
Film – Anokhi Raat-Actors – Parikshit Sahni, Zahida, Badri Prasad, Tarun Bose,
Braham Bhardwaj, Aruna Irani, Nana Palshikar and Others
55.Meri Beri Ke Ber Mat Todo, Meri Beri Ke Ber Mat Todo Koi Kanta, Hai,
Kanta Chub Jayega, Aise Jatke Se Daal Matt Chhodo, Aise Jatke Se Daal Matt Chhodo,
Koi Kanta, Hai, Kanta Chub Jayega, Meri Beri Ke Ber Mat Todo,
Meri Beri Ke Ber Mat Todo Koi Kanta, Hai, Kanta Chub Jayega,
Film – Anokhi Raat – Actors – Aruna Irani, Nana Palshikar, and Others
56.O Re Taal Mile Nadi Ke Jalse, Nadi Mile Sagar Se, Sagar Mile Kaunse Jalse,
Koi Jane Na, O Re Taal Mile Nadi Ke Jalse, Nadi Mile Sagar Se,
Sagar Mile Kaunse Jalse, Koi Jane Na
Film – Anokhi Raat – Actors – Sanjeev Kumar and Zahida
57. Dulhan Se Tumhara Milan Hoga, Hey Mann Thoda Dheer Dharo
Film – Anokhi Raat – Actor – Sanjeev Kumar
58. Bahon Mein Teri Masti Ke Ghere, Masti Ke Ghere
Sanso Mein Teri, Khushboo Ke Dere, Khushboo Ke Dere,
Masti Ke Gheron Mein, Khushboo Ke Dheron Mein, Hum Khoye Jaate Hain
Bahon Mein Teri Masti Ke Gjere, Masti Ke Ghere
Sanso Mein Teri, Khushboo Ke Dere, Khushboo Ke Dere,
Masti Ke Gheron Mein, Khushboo Ke Dheron Mein, Hum Khoye Jaate Hain
Film – Kala Patthar – Actors – Shashi Kapoor and Parveen Babi
59. Ik Raasta Hai Zindagi, Jo Tham Gaye To Kuchh Nahin, Yeh Kadam Kisi,
Mukaam Pe, Jo Tham Gaye, To Kuchh Nahin, Ik Raasta Hai Zindagi,
Jo Tham Gaye To Kuchh Nahin, Yeh Kadam Kisi,Mukaam Pe,
Jo Tham Gaye, To Kuchh Nahin,
Film – Kala Patthar – Actor – Shashi Kapoor
60.Dhoom Machi Dhoom Aaj Ki Raina, Bhor Huye Takk Nache Jawani
Dhoom Machi Dhoom Aaj Ki Raina, Bhor Huye Takk Nache Jawani,
Subah Takk Hum Kahen Ik Kahani, Jhoomti Dhadkano Ki Zubani,
Dhoom Machi Dhoom Aaj Ki Raina, Bhor Huye Takk Nache Jawani,
Film – Kala Patthar – Actors – Neetu Singh, Poonam Dhillon, Shatrughan Sinha,
Rakhee, Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Parveen Bani, Geeta Siddarth,
Satyen Kappu, and Others
Friends, this question was taken from Google Question Hub.