Categories: Popular Features

Top Bollywood Songs With “Taare” Word

Stars-Taare (Photo courtesy – Pexels)

Google Question Hub

Q. Top  Bollywood Songs with “Tare” Word.

A. Mentioned below is the list of  Top songs with Word “Tare”.

Stars (Taare/Sitare) tiny light balls decorate the sky at night.

Let us put together these beautiful ornaments  and weave a Magic Feature. 

Join me Friends…

1.Likhe Jo Khat Tujhe, Woh Teri Yaad Mein

   Hazaron Rang Ke, Nazare Ban Gaye,

   Savera Jab Hua, To Phool Ban Gaye,

   Jo Raat Ayi To, Sitare Ban Gaye,

   Likhe Jo Khat Tujhe

  (Film – Kanyadaan)

  (Actors – Shashi Kapoor and Asha Parekh)

2. Jhilmil Sitaron Ka Aangan Hoga, Rimjhim Barasata Sawan Hoga,

    Aaisa Sunder Sapna, Apna Jeevan Hoga,

    Jhilmil Sitaron Ka Aangan Hoga, Jhilmil Barasata Sawan Hoga

   (Film – Jeevan Mrityu)

   (Actors – Dharmendra and Rakhee)

 3.Woh Chand Khila, Woh Tare Hanse, Yeh Raat Ajab Matwali Hai,

    Samajhne Wale Samajh Gaye Hain, Na Samjhe, Na Samjhe,

    Woh Anari Hai. Chand Khila, Woh Tare Hanse, Yeh Raat Ajab Matwali Hai.

    (Film – Anari)

    (Actors – Raj Kapoor and Nutan)                                                         

4. Maine Chand Aur Sitaron Ki Tamanna Ki Thi,

    Mujhko Raaton Ki Siyahi Ke Siwa Kuchh Na Mila,

   Maine Chand Aur Sitaron Ki Tamanna Ki Thi.

   (Film – Chandrakanta)

   (Actor – Bharat Bhushan)

5. Gawah Hain Chand Tare Gawah Hain, Gawah Hain Chand Tare Gawah Hain,

    Tere Mere Milan Ke, Apne Deewanepan Ke, Nazare Gawah Hain

    Gawah Hain Chand Tare Gawah Hain, Gawah Hain Chand Tare Gawah Hain,

    (Film – Damini)

   (Actors – Rishi Kapoor and Meenakshi Sheshadri)

6. Chand Tare Tod Laoon, Sari Duniya Par Main Chhaoon,

    Bas Itna Sa Khwab Hai, Bas Itna Sa Khwab Hai.

    (Film – Yes Boss)

    (Actors – Shahrukh Khan – Ashok Saraf)

7.  Chand Sitare, Phool Aur Khushboo, Yeh To Sare Purane Hain,

    Taaza Taaza Kali Khili Hai, Hum Jiske Deewane Hain.

    (Film – Kaho Na Pyar Hai)

    (Actors – Hritik Roshan, Amisha Patel and Others)

8. Na Yeh Chand Hoga, Na Tare Rahenge,

    Magar Hum Hamesha Tumhare Rahenge

    Na Yeh Chand Hoga, Na Tare Rahenge,

    (Film – Shart)

    (Actors – Deepak and Shyama)

9. Do Sitaron Ka Zameen Par Hai Milan Aaj Ki Raat,

    Sari Duniya, Nazar Aati Hai Dulhan, Aaj Ki Raat,

    Do Sitaron Ka Zameen Par Hai Milan Aaj Ki Raat,

    Aaj Ki Raat.

   (Film – Kohinoor)

   (Actors – Dilip Kumar and Meena Kumari) 

10. Chanda Hai Tu, Mera Sooraj Hai Tu, O’ Meri Ankhon Ka Tara Hai Tu

      Chanda Hai Tu, Mera Sooraj Hai Tu.

     (Film – Aradhana)

     (Actors – Sharmila Tagore and Child Artist)     

11.Yeh Tara Woh Tara Har Tara, Dekho Jise Bhi Lage Pyara

    Jab Yeh Saath Mein, Hain Raat Mein, Jo Jagmagaya Aasman Sara

   Yeh Tara Woh Tara Har Tara, Dekho Jise Bhi Lage Pyara

    Jab Yeh Saath Mein, Hain Raat Mein, Jo Jagmagaya Aasman Sara

   (Film – Swades)

 (Actors – Shahrukh Khan, Gayatri Joshi and Others)

12. Tim Tim Karte Tare, Yeh Kehte hain Sare,

     So Ja Meethe Sapno Mein Nindiya Pukare

     Tim Tim Karte Tare, Yeh Kehte hain Sare,

    (Film – Chirag Kahan Roshni Kahan)

    (Actors – meena Kumari and Child Artist)

13. Aao Huzoor Tumko, Sitaron Mein Le Chaloon,

     Dil Jhoom Jaye Aisi Baharon Mein Le Chaloon,

    Aao Huzoor Aao

   (Film – Kismat)

   (Actors – Babita, Biswajeet and Others)

14. Lakhon Tare, Aasman Mein, Ek Magar Doonde Na Mila,

    Dekh Ke Duniya Ki Deewali, Dil Mera Chupchap  Jala

    Lakhon Tare, Aasman Mein, Ek Magar Doonde Na Mila,

    Dekh Ke Duniya Ki Deewali, Dil Mera Chupchap  Jala

    (Film – Hariyali Aur Raasta)

   Actors – Manoj Kumar and Mala Sinha)

15. Taron Ki Zubaan Par Hai Mohabbat Ki Kahani,

     Ah Chand Mubarak Ho Tujhe Raat Suhani

     Taron Ki Zubaan Par Hai Mohabbat Ki Kahani,

     Ah Chand Mubarak Ho Tujhe Raat Suhani

    (Film – Nausher-wane –Adil)

    (Actors – Raj Kumar and Mala Sinha)

16. Main Shayad Tumha Liye Ajnabi Hoon,

     Magar Chand Tare Mujhe Jante Hain,

     Yeh Sare Nazare Mujhe Jante Hain

   (Film – Yeh Raat Phir Na Ayegi)

   (Actors – Biswajeet and Sharmila Tagore)

17. Chanda Ko Doondane Sabhi, Tare Nikal Pade,

     Galiyon Mein Woh, Naseeb Ke Mare Nikal Pade,

     Chanda Ko Doondane Sabhi, Tare Nikal Pade  

   (Film – Jeene Ki Raah)

  (Actors – Jeetendra and Child Artists) 

18. Tujhe Sooraj Kahoon Ya Chanda, Tujhe Deep Kahoon Ya Tara,

       Mera Naam Karega Roshan, Jag Mein Mera Raj-Dulara.

     (Film – Ek Phool Do Mali)

     (Actors – Balraj Sahni, Sadhana and Child Artist)

19. Kitni Haseen Aaj Sitaron Ki Raat Hai

      Ik Chand Asmaan Pe Hai Ik Mere Saath Hai

     Kitni Haseen Aaj Baharon Ki Shaam Hai,

    Ab Kisko Kya Mila Yeh Muqaddar Ki Baat Hai.

    (Film – Aadmi)

    (Actors – Dilip Kumar, Manoj Kumar and Waheeda Rehman)

20. Main Sitaron Ka Tarana, Main Baharon Ka Khazana,

     Lekar Ik Angdayi, Mujhpe Daal Nazar Ban Jha Deewana,

     Roop Ka Tum Ho Khazana, Tum Ho Meri Jaan Ye Mana,

     Lekin Pahle  De Do Mera Paanch Rupaiya Barah Aana,

     Paanch Rupaiya, Barah Aana, Marega Bhaiya, Na Na Na.

    (Film – Chalti Ka Naam Gadi)

  (Actors – Kishore Kumar and Madhubala)

 Friends, this question was asked by a reader of Google Question Hub.

I am sure readers will like the detailed answer given in this feature.

Please comment.

Geeta Chadda

Share
Published by
Geeta Chadda

Recent Posts

65 Mere मेरेWord Songs For Antakshari In Hindi

“मेरी जान में तेरी जान है ओ साथी मेरे” 1. मेरे दिल की घड़ी करे… Read More

4 weeks ago

50 Kabhi कभी Word Songs In Hindi

“छोटी सी ये दुनिया, पहचाने रास्ते हैं, तुम कहीं तो मिलोगे, कभी तो मिलोगे, तो… Read More

2 months ago

55 “Yaad” Word Songs List In English

“Jab Chali Thadi Hawa, Jab Uthi Kali Ghata, Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aye” 1. … Read More

2 months ago

55 Naam नाम Word Songs List In Hindi

“कोई लड़की मुझे कल रात सपने में मिली, बड़ी प्यारी सी सूरत थी, भला सा… Read More

2 months ago

Kahan कहां Word Songs List In Hindi

“ये कहां आ गये हम, यूँ ही साथ साथ चलते तेरी बाहों में है जानम,… Read More

2 months ago

75 Duniya दुनिया Word Songs For Antakshari

“इक नई सुबह दुनिया में आने को है” 1. ये जिंदगी के मेले, ये जिंदगी… Read More

3 months ago